Trade hum sahi time pr close nahi krta or result phr loos
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade hum sahi time pr close nahi krta or result phr loos
    Dear mai ap s ak bat shair krna chata hon hum log aksar asa krta hain ka trade jab hamari profit mai jati hai tu hum dahk raha hota hain ka profit huma acha mil raha hai phr bi hum trade close nahi krta or wait krta hai ka tohra or mil jaya mean lalach ah jati hai dil mai tu phr kia hota hai market ka trend change ho jata hai or market opposite move krna lagti hai phr bi hum trade ko close nahi krta or phr bi wait krta hain ka tohra or mil jaya profit tu pr result kia nikalta hai loos mai chali jati hai trade or agr market long move kr jaya opposit tu account wash ho jata hai is lia tohra profit lain or market is nikal jayain lalach mat karian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapki baat darust hai main aap se fully ittefaq krta hoon hamen issi liye always targets se kaam lena chahiye
    Hamen apni kissi bhi trade ko aik target ksath run krne se ham apni trade ko profit able bna sakte hain
    Agar ham ziada ki lalach krte rhen ge to ham loose ho jaen ge q k ziada ki lalach ki waja se ham kam orofip ko bhi miss kr dete hain so hamen apni trades ko targets k sath close kr dena chahiye
    • #3 Collapse

      Dear humay aik baat her waqat zehen ma rakhni chayi kay dorex trading ma kamyabi kay liye sab say pehli cheez knowledge aor experience hay aor dosri bari aor ahim cheez best decision hay ager humaray pass knowledge aor experience hay laiken hamari decision power teek nhi hay tu humay kabhi bhi profit nhi hu sakta jis ki waja say aksar hamari wo trade jo profit ma chal rahi huti hay hamaray ghalat decision ki waja say loss ma chali jati hay is liye decision power ko improve kerna chayi.
      • #4 Collapse

        Bilkul drust farmaya ap ny Lalich bori bala hy ye muhawera bilkul sadiq ata hy es baat per k ap lalich ka shikar ho jaye aur market down ho jaye aek dam tu apka account wash humein na ziyada darna chahiye aur na hi ziyada lalich karni chahiye
        • #5 Collapse

          dear ager ap ko entry point py sahi jaga per trade lagai hy tu phr koi masla nahi hy ap bahut hi asani ky sath apni trade ko profit mai band ker sakty hy kiyo ky achy point sy jab ap entry lyty hy tu ap ko ik bahut hi acha profit milta hy jis waja sy ap ko loss ka dar nahi hota hy or 2sri bat jab ap ki trade profit mai jay tu apny stop loss ko break even per kr do tu ap loss sy bach sakty hy.
          • #6 Collapse

            Maximum traders ki yahi mistake hoti hai kay wo trade time par close nahi karty phir un ko loss ho jata hai first to hamain ye chahiye kay har trade main stop loss zaroor use karain aur phir us trade ko run honay dain but agar ap manual closing karna chahty hain to good position ka wait kia karain loss main trade close na karain better ye hai k ap stop loss use karain.
            • #7 Collapse

              bhai forex trading main apni tarde tab close karni cahhye jub market reverse any k chances nahi hoty hain q k jub trade loss main ho sub se pahly apko daobara market ko chek karna hota hai jis se apko oski moment se pata chal ajata hai k market ab kidar jay gi osi hisab se apni trade ko handle karen q k kuj tardes ka continue rahna bhi bahatr hota hai or kuj tardes loss main close kar deni cahhye jis k liye apko zeyda loss na ho
              • #8 Collapse

                bai agreed with you our ia sa laluch zahir hoti ha and aksar laluch ka hatima nuqsan pa hota ha so humain apni trade sahi waqt pa close krna chaheye our zyada laluch sa furaiz krna chaheye tabi humain faida ho skta ha wrna zyada laluch ki soorat ma nuqsan hamar hoga
                • #9 Collapse

                  dear yeh un traders ki nishani hay jo forex markeet main propper knowledge na honay ki wajha say na to stoplose lagatay hain aur na he wo is main take profit lagatay hain unko jitna guide kia jata hay wo sirf utna he kaam kartay hain aur bus maiaray kahal say agar unko supprt aur resistence ki taleem di jaye to wo kabhi bhi markeeet ko aisay he khula nai coraingay agar aisay main hamara take profit laga ho to hamain faida dainay k baad markeet jahan marzi jaye hamain is say ki.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                    Dear mai ap s ak bat shair krna chata hon hum log aksar asa krta hain ka trade jab hamari profit mai jati hai tu hum dahk raha hota hain ka profit huma acha mil raha hai phr bi hum trade close nahi krta or wait krta hai ka tohra or mil jaya mean lalach ah jati hai dil mai tu phr kia hota hai market ka trend change ho jata hai or market opposite move krna lagti hai phr bi hum trade ko close nahi krta or phr bi wait krta hain ka tohra or mil jaya profit tu pr result kia nikalta hai loos mai chali jati hai trade or agr market long move kr jaya opposit tu account wash ho jata hai is lia tohra profit lain or market is nikal jayain lalach mat karian
                    ye baat aap ki bilkul thik hai mai aap ki baat se agree karta hoon Hum Apni trade ko Sahi time pe close nahi karte this ki wajah se Bihar mein kabhi kabhi loss ho jata hai isliye acche time pe apni tahdco close kar de
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Han bhai baat to ap ne bahut paty ki ki hai. 90% loss ki wajah yahi hai. Is se bachny ka wahid treeqa ye hai k hum stop loss aur take profit laga lein. Ta k hamara lalach khatam ho jai. Bus aik dafa trade laga ker ser derdi khatam ho jai.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                        Dear mai ap s ak bat shair krna chata hon hum log aksar asa krta hain ka trade jab hamari profit mai jati hai tu hum dahk raha hota hain ka profit huma acha mil raha hai phr bi hum trade close nahi krta or wait krta hai ka tohra or mil jaya mean lalach ah jati hai dil mai tu phr kia hota hai market ka trend change ho jata hai or market opposite move krna lagti hai phr bi hum trade ko close nahi krta or phr bi wait krta hain ka tohra or mil jaya profit tu pr result kia nikalta hai loos mai chali jati hai trade or agr market long move kr jaya opposit tu account wash ho jata hai is lia tohra profit lain or market is nikal jayain lalach mat karian
                        Assalamualaikum ji Bhaijaan mere haath mein agar Hum Jyada laalach nahi karte Soham Forex chatting me Kamyab ho sakte hain Jab Hum dekhte hain ke Hame thoda profit ho raha hai hame chahiye Ke Hum Hosh Mein Hai bas kar de Agar Hum Yaad Akela Raj Karenge aur Market opposite side par move karne lage gi to Aap Ka Sahara profit loss Mein Badal Jayega
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                          Dear mai ap s ak bat shair krna chata hon hum log aksar asa krta hain ka trade jab hamari profit mai jati hai tu hum dahk raha hota hain ka profit huma acha mil raha hai phr bi hum trade close nahi krta or wait krta hai ka tohra or mil jaya mean lalach ah jati hai dil mai tu phr kia hota hai market ka trend change ho jata hai or market opposite move krna lagti hai phr bi hum trade ko close nahi krta or phr bi wait krta hain ka tohra or mil jaya profit tu pr result kia nikalta hai loos mai chali jati hai trade or agr market long move kr jaya opposit tu account wash ho jata hai is lia tohra profit lain or market is nikal jayain lalach mat karian
                          Assalamualaikum ji Bhaijaan Mere Haath Mein agar Hum Jyada baat nahi karte Soham Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Jab Hum dekhte hain ke Humein thoda profit ho raha hai hame chahiye ke hum usme hai bas kar de Agar Hum Yaad aagi La Raaj Karenge aur Market opposite side karne lage ji aapka Sara profit loss Mein Badal Jayega
                          • #14 Collapse

                            Trading ham bilkol sahi taime pd open nai kety hy hameshah jald bazi krty hy k kuch pios ham sy reh na jaye ham mis na kr dy us chake my ham phr loss bhot zeada ke bethty hy our phr ham ya krty hy k us loss ko cover krny k chakr my zeada jald bazi krty hy zeada jaldi our zeada lot siz ki ham trady lgana shoro kr dyty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade hum sahi time pr close nahi krta or result phr loos

                              forex mai hamy time table bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai put offc ost account bana kar be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X