Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi
    Bahot sy traders loss issi liey krty hain k woh apny mind ka istemaal kam krty hain aur dil ki zyiada sunty hain jb k aisa krny ka matlb hy k woh apny emotions py control nhi kr paaty iss liey jo log dil ki sunty hain woh kabhi kamyab trader nhi ban skty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes bilkol ham ki trading my demag ki manni chiya dil ki ham ko nai manni chiya dil hamara ham ko jazbati kr dyta hy emotional my la dyta hy to ham ki us trha sy kam nai krna hota hy hamy bhit hi zeada sbr k sath kam krna chiya our hot zeada ehtminan k sath kam krna chiya sahi dyhan dyna chiya
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Dear ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kaam kar sakty hai agar hum baat karty hai ais market mai entry ki to ais mai hum ne sirf tab entry leni hai jab koi pattren ban raha ho ya koi aisi candle bany jis se hum ko confrom ho k yaha par entry leni hai agar hum aisy hi entry lety hai to aus mai hum apna loss kar sakty hai.
      • #4 Collapse

        agar hum forex ky bary mai koi decision lena chatey hain to hamy dil ke nahi mane chahey hamy acha experience or knowledge hasial kar ky market ky up down ko dahkty howe mahnet or confidence sy kam karna chahey pher hr hum market mai run ar saky gy or ache earning hasial kar saky gy yai pury pakistan mai legal ho cuka hain
        • #5 Collapse

          Mery bhai forex trading aik business hai aur business mein brain se kaam liya jata hai na k dil se,is business mein emotions ko control krna prta hai boht patience k sath trading krni prti hai tab ja k aap kamyab trader bun sakty hein.
          • #6 Collapse

            G sir me apki baat se agree karta ho ku k ye jo dill hota lalach ko janam deta jo k hamary lye nuqsan dya hai iss lye jub trade start kary hamesha mind ke he sunny iss aap lose se buch se buch jao ge
            • #7 Collapse

              agar hum forex mai kam karny ka koi decision lena cahtey hain to hamy dil ke nahi manne chahey balky dimag ke manne chahey forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala acha business hain
              • #8 Collapse

                G janab forex aik mind able game hy aik aysa buissness hy ju aap ky mind sy chalta hy or forex mai ap ki knowledge is trading ky buissness ko sseekhna hy yay ap ka first trend hona chahyay is buissness maia p ki earning sab sy best ho sakti hy is plan par.
                • #9 Collapse

                  Jnab ya business ha. Or business dimag say Kam Lyna chahey na k Dil say. Or business hamysha dimag say hota ha. Is ma emotions ki koi value Nahi. Dil ak jazbat Ka Ghar Ka. Or business ma koi bi tasks jazbati ho Kar Nahi Karna chahey.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading main emotion ki koi gunjaesh nhen hey jeb bhi trading main emotion involve ho jain to woh demagh per havi ho jaty hain aor phir trade lagaty hoey decesion theek se nhen ker paty aor baghair analysis key trade kerna start ker dety hain jiski wajhan se loss hota hy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi

                      forex mai hamy ache learning hasial kar ky fresh mind ho ky acha decision ly kar kam karna chahey hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi

                        Forex main saray kam faislay ki waja say hotay hian ager koe trader acha faisla kerta hay to wo acha kam kerta hay aur us ko fida hota hay aur ager koe trader faisla then nahi kerta to wo apnay account main loss leta hay aur sath kuch na kuch seekhta hay kya aisa nahi kernay say ye ghalti dobara nahi ho gi is liye wo us ghalti k yad rakhta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi

                          forex mai hamy kam karny ka decision leny ky liye dimag ke sunne chahey forex aik online business hain is mai dunya mai ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain forex mai hamara koi boss nahi hota
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi

                            forex aik bara business hain hany is main dil sy kam karny ki zarort nahi hoti balky yai aik real or kabe be katem na hony wala business hain hamy experience hasil kar ky hi is main kam karna chahey pher hi ham loss bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain hamy is hard work or mehant sy kam karna chahey ham is main learning kr sath earning be hsil kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein Koi bhi decision letey waqt dimagh ki manein dil ki nhi

                              Forex market mai durast ****lk es waqat ho gy jab ap key pass forex market ka knowledge ho aur ap senior traders sey bhe discuss krey gy tou es key bad ap market mai durast ****l kr sakty ho. Es tarah sey ap market mai ak achi earning hasil kr sakty ho. Forex market mai durast ****l sabar sey ho gy aur ap ki earning bhe zada ho gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X