Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai
    Forex mein bahut aasaani sae paisa ban jata hai bus trade mein thori si mehnat karni hoti hai aur iss mein kafi earning ho jati hai aur iss business kay start mein kuch perashani ho jati hai acha knowledge aur experiance na honay ki wajah sae aur mere.khayal mein dunya mein koi aisa business nahin hai jo itna fast profit deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sab ye samjhty hain kay forex koe earning machine hai jis par ap easily money earning kar sakty ho but aisa kuch nahi hai forex main mehnat karni parti hai pehly ap ko knowledge banana parta hai phir ap is main trading kar sakty ho agar ap kamyab hona chahty ho to apko chahiye kay is main jitni zyada ho saky mehnat karain aur is business ho easy na lain.
    • #3 Collapse

      Pesa bun to asani se jata ager ap mind use kary aur hard experience bhi to ap apny pese ko double bhi jar sakty hai lekn lalach mat kijye ku lalach apka accounts wash bhi kerwa skta hai
      • #4 Collapse

        Dear forex trading dekhny main asan b lagti hai our esa b lagta hai ky hum paisa asni sy kma sakty hain
        likn ye baat sahi nhi hai
        forex trading ek muskil kam hai ager es par paisa kmana hai to app ko farex ka full knowlage hona chahiy nhi to jo app ky pass paisa hai wo b jata rehy ga
        • #5 Collapse

          yes my dear forex ek aachi business ha jis ma him log kafi acah profit hasil kr skty ha ager him log market ma mhnat krty ha to phir him logo ko kamyabi milti ha forex ma
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Forex mein agar aap mehnat sae kaam karain gay tou aap ko iss mein kisi qisam ki perashani nahin ho gi aap ko analysis bhi aajayain gay aur aap ko indicators ka use bhi aap ki techniques bhi achi ho jayain gi aur trade ki planning aap kay lye aasaan ho jaye gi phir aap aasaani sae forex sae paisa kama saktay hain
            • #7 Collapse

              forex aik oline business hain hum is investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain is mai hum asane sy paisa kama sakty hain
              • #8 Collapse

                forex my pses akamana bhot zeda mushkil hy ham is myhot miushkil sy pesy kamaty hy is my hama o bhot zeda mhnat krni parhti hy tab ham kois my profit hot hy hm is my experience jb bn lyty hy to ham ok phr tab bhot zeda is m y pesy ehsani k sath hasil ho jatyhy is my mhnat bhot zeada krni prhti hyour ham ko isi my hot zeada haard worlk krna parhta hy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai

                  forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik international business ahin
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai

                    Dear ye baat bilkul ghalat hay kay forex trading say paisa asaani say kamaya ja sakta hay kiun kay is baat ma tu shak nhi hay kay forex trading aik profitable business hay laiken mushkil aor risky bhi bhot hay tu jab tak hum forex ki mukammal learning nhi ker letay aor demo per practice kerkay apna experience level improve nhi ker letay tab tak hum ye nhi keh saktay kay forex say paisa lena asaan hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai

                      Forex trading main paisa kamana asan bhe ha aur mushkil bhe.ye ap pa depend krta ha k ap kon sa method use krta hain.agr ap ko experience ha trading krna ka aur ap iss field main mehnat krta hain aur consistant hain tu paisa kamana ap k lia asan ho skta ha.ap ko soch smagh k kam krna prta ha.agr ap apna emotion ko control nhn krta aur bagair experience aur knowlwdge k kam krta hain tu forex main paisa kamana ap k lia mushkil ho skta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai

                        forex mai paisa banana asan hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai

                          forex aik online business hain yai aik aam job ki nisbat bohat hi achi job hain ham is main apni marzi sy time table bana kar din main ya raat main kisi be waqt kam kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain yai bohat hi asan business hain ham is main apni marzi sy dail ya weekly plan bana kar be kam kar sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein paisa aasaani sae ban sakta hai

                            jee ni aisa bilkul bhiu ni hai ager apko pakistan forex me aaker paisa kamana hai to apko iss me aaker zyada se zyada mehnat karni ho ge aur apna experiance ur knowlage ko improved karna ho ga tabhi aap iss me kamyaab ho sakty ho jitna zyada ho saky demo account pe pr practice karni chahye jiss se iss se ham trading ko achi tarha se samjh paye ge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X