Hedging only raging market men profitable hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging only raging market men profitable hoti hai
    Bahot se se traders aise bhi hain jo apni trading men hedging ka method use krte hain mjy ye method bilkul bhi pasand nhi hai
    Hedging ka matlab hota hai aik hi pair ko sell aur buy dono kr lena aur iss tarah se wo market se profit utjate hain
    Bahot se new log iske motaliq questions krte hain but jahan tak main smajhta hoon to hamen ye method bulkub trading men apply nhi krna chahiye hamen always apne analysis pe depends krte huye trading krni chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    meri nazar mei hedging trades ka koi benefit nahe ha magar sirf ossi surat mey faida ho sakta ha agar ap ney binna stop loss k trade ki ho
    then ap agar aik buy ha 2nd lot ap sell kardo ussi pair ki then ap ki trade hedge hojay gi equity ruk jay gi magar normal market mei
    ap ko kisi surat bhi hedging trades nahe karni chaiye maksad nahe ha koi
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main hamain pata hona chiay kay jab bhi ham hedging kartay hain to aap ko pata hona chiay kay.
      Hedging hamain basically ranging market main karni chiay.
      Kiun kay forex trading main jab ham hedging karain gay to hamain apnay Annaylis karnay chiay.
      Agar market ka ranging behaviour ho to hamain chiay.
      Ham jab trading karain to ranging market main hamain chiay hota hai kay ham side by side ranging market main hedging karnay say account bot jaldi hamara grow karta hai.
      • #4 Collapse

        my dear friend ap ny thek bath ki ha ma ap ki bath sy bilkol agree ktra ho ager him logo ko forex ma sy kamyabi hasil krnil ha to phir him logo ko mhant krni chaya
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          heding forex mai aik technique hain agar hamara forex mai kam akrny ka knowledge or experience bohat acha hain to hum isy use kar ky acha bonus hasaial kar sakty hain or agar hum forex mai new hain to isy use karny hamy loss ho ga forex aik acha or online business hain yai dunya ky bohat mumalik mai unique ho cuka hain or yai kabe be band na hony wala business hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Asslamoalikum ........
            G dears friends mn ap ki bt sy agree hon keh kuch traders aise bhi hain jo apni trading men hedging ka method use krte hain mjhy yeh method bilkul bhi pasand nhi hai
            Hedging ka matlab hota hai aik hi pair ko sell aur buy dono kr lena aur es tarah se wo market se profit utjate hain Bahot se new log iske motaliq questions krte hain but jahan tak main smajhta hoon to hamen ye method bulkub trading men apply nhi krna chahiye hamen always apne analysis pe depends krte huye trading krni chahiye

            اب آن لائن

            Working...
            X