Greed and Patience...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    you say right my brother and I agree with you, forex ma jis ne apni emotions ko cntrol kar lia wo kamyab hogya.forex ma log dreed ki vja se he loss krte hian ap greed ko cntrl kren r choti lot use kren agar apki trade loss ma chal rai hai to close nah kren bass plus ma anay ka w8 kren.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g bahi forex trading aik best business hay ap ko trading kay doran lalach say kam naie karna chahy ap ko chahya kay ap forex kay bary main zaida say zaida knowledge lern karain aur demo main practice karain ta kay ap profit earn kar sakain.
      • #18 Collapse

        Assalam o Alaikum jis shaks ny bhi forex trading krtay huway apnay emotions or lalach ko control rakha toh woh zaror kamyab ho ga or sabr or samajdari sy kaam ly toh woh i thinkwoh 90 percent toh zaror kamyab ho ga
         
        • #19 Collapse

          Yes you are right and you said the main three things. Every successful trader always follow them and that is why they can made a successful business career in Forex market. We have to follow them to be a successful in Forex market
          • #20 Collapse

            Lalch jitna bhi forex main karain gay utna hi hum iss main nakami ka munh daikhain gay iss liye try karain kay ap jab forex main kaam karain to buhat hi achy treeky say us main kamjabhi kay liye mehnat karain utna yada hi hum us main kamajab hun gay aur tarki karain gay iss main humara hi faida ha aur buhat aghy bhi phr hu m iss main barh sakty hain iss liye apna poora focus apny kaam par rakhain taky hum kamajb ho jain
            • #21 Collapse

              mere khail mai log jab bohat ziada earn karne lagte hianus waqt wo lalich mai ajate hin ke kis tarha ziada se ziada earn kia jaee ager app ke pass kam ka experince nahi hai too zizda faida nahi hasil kar sakte
              • #22 Collapse

                nice thread brother or apne theek kaha k forex market mien agar trading k liye ap bethte hain to sab sey pehle humien hamare patience pey control karna hoga or usk sath sath laalach pey bhi
                • #23 Collapse

                  forex is a great business and we need to control our greed in forex and also we need to control our emotions in forex and it is very good for us if we can control these two things .
                  • #24 Collapse

                    g haan bilkul main aap ki baat se agree karta hoon. humain kisi bhi business main greed se kaam nahi lena chahiye. kyun k iss se humain bohat bade nuqsanaat ka samna karna padta hai. or demo account par zyada se zyada practice karain.kyun k iss se aap ko kafi help mil sakti hai is k ilawa patience se trading ki bhi zroorat hai...
                    • #25 Collapse

                      gee bhai aap ne bohat achy baaty btaye hy me aap ke baato se agree krtaa hoo forex forum businees me greed nae krny chahye forex forum busineess bohat acha business hy me foerex forum pe new hoo hm sb new trader koo kaafi ziadaa help mly ge trading krny me
                      • #26 Collapse

                        jo koi bhi is main fully patience and confidence ke sath work karta hey woh is main always successful ho sakta hay.forex trading business mai hamy aik kamayb trader ban ny k lia lalach sy bachna ho ga forex trading business mai ham agar lalch kary gy to hamy is mai loss ho sakta hai.
                        • #27 Collapse

                          patience and greed in main bohot difference hey agar aap patience ke sath trade kartey hain to phir aap is main greedy nai bantey hain aur agar aap is main greedy bantey ahin to phir aap is main patience ke sath trade nahin kar saktey hain.
                           
                          • #28 Collapse

                            dear forex mai agar ap earning karna chahte hain tu ap ko cahhiye k apne ap ko set karain apne mind se greedy thinking ko out karain ta k ap ko es business mai earnig karne k liye acha muqa mil sake aur ap es business mai long term k liye kam karain
                            • #29 Collapse

                              Yes you are absolutely right bro, foresx trading main yeh donu chezen bohat imporatnt hoti hain aur ismain se bohat se log trading main shortcuts ke zariye progit gain karna chahte hain jisse unhain loss hota hai isliye hamen trading start karne se pehle ane emotions par control aur greed ko avoid karna chaye aur hamehs aik proper planing aur aik strategy bana ke patience ke sah trading karni chaye kiun ke isi main hamari kamyabhi hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                han sir me ap se agree hu or me ye kehna chahati hu k forex aik bohat hi achi company hai or me ye manti hu k agar hum greed se bachen or patience rakehn to hum yaha acha profit bana sakte hain or apni family ko support kar sakte hain..or aik ache trader ban sakte hain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X