Stop lagana Q zaroori hai ;
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop lagana Q zaroori hai ;
    Dear friends
    Jab bhi trade lagain to stop loss zaroor lagain. Ye money management ka aik asool hai.
    Ye ap k capital ko save kerta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stoploss lagana hamare liye bahot hi zaruri hota hai ham stoploss ki waja se hi apni trading ko safe kr pate hain agar ham stiplsto nhi lagaen ge to hamara acount bhi wash ho sakta hai iski waja ye hai k jab market men tez movement hoti hai aur ham market k ult challe jate hain tab hamare liye khud ko safe krna mushkil ho jata hai isliye hamen stoploss lga kr hi trades ko active kia jata hai
    • #3 Collapse

      Dear aap forex mein new hain tou aap ko lagta hai inn baatoun kay baray mein kisi nay brief nahin kya hai dear apni trade mein stop loss lagana iss lye zaroori hai kay jab bhi aap ki trade loss mein ja rahi ho tou jahqn aap nay stop loss lagayq hai wahan per trade khud sae close ho jaye aur aap ko zayada loss na ho
      • #4 Collapse

        Dear trading member agar aap stop loss nahi lagate ho aapko confidence nahi hota apni trading Pe Mera Yeh Kehna Hai ke aap ko Forex trading main must stop loss use karna chahiye because Forex trading main river Sal Kisi time Diya sakta hai fundamentals ki wajah se hai moves Aati Hai Jiski wajah se emotional instability peel hoti hai aur hum trading gayi galti kar Jate Hain stop loss se Humne yeh to sahi rehti hai
        • #5 Collapse

          Ager hum forex me trade lgaty hai aur hum lose me ja rahy hoty to hamy stop lagana chahye ku kuch hony se behtaar hai hamy kuch income ajaye aur naya trade laga ker uss lose ko recover ker saky
          • #6 Collapse

            ham kisi choti ya bari lot say kaam kartay hain to hamain apnay account ko khula nai chorna chaye hamain apnay knowledge k hisaab say aik limit banana chaye k agar hamain lose bhi hota hay to hamain aik limit tak ho aisa na ho k hama trades lagain aur aik he jhatkay say us say sara hamara account washed ho jay aisa karnay say aur aisay halaat say bachnay say hamain har haal main stop lose ka lagana bahut zaroori hay jis ka hamain koi nuksaan nai hoga kuch fadia he hoga .
            • #7 Collapse

              bahi ye to buaht importent chaz hai agr ap tarding karty ho to stoplos zroor lago ku k market ka koi pta ni hota kbi kbi itni jaldi se trend chang hota hai k hamera acohnt wash ho jat ha or hamen pta bhi ni chalta
              • #8 Collapse

                Dear bilkul stop loss lgain likn apny account ky balnce ko dakty hovy ku ky kabi kbi markeet boht speed sy move krti hai or up down hoti hai jiss ke waja sy loss zaida ho sakta hai ager app ka account main amount kam hai to account wash hony ka khtra hota jis ko syop loss lga kar save kia ja sakta hai
                • #9 Collapse

                  stopp loss lgana iss leay zrori hai hai k jab market main big moveent hoti hai ttu app k account agar loss main jany lgy tu agar app nay stopp loss nahe lgaya tu app ka account wash ho sakta hai mera bhee asy bohut dafa hoa hai iss leay is ko order lgany k foran bad lgana chheay aur big stop loss wali trade nahi karny chheay ye tip app kabhi na bholna,.
                  • #10 Collapse

                    forex mien stop loss use kerna bhut achi adat hai ager hum stop loss use kerty ien to ager hamain loss hota jata hai to wo kesi khas point per ja ker auto cut ho jata hai or hamain bary loss sa safety mil jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Forex.mein stop loss.lagana bahut zaroori hai iss sae humari trade loss sae bach sakti hai aur agar loss hota bhi hai tou bahut kam iss lye humain apnni trade mein stop loss.zaroor.lagana chahyea ta kay hum kisi bhi baray loss sae bach sakain
                      • #12 Collapse

                        stop loss lgana ess ley zrori hota hai ka ju belnce hota hai wp sara belence khrab na ho jay yani kapp ko loss na ho jay ess leay stop lossl gana chheay aur es k bgair makreet main kamyb hona bhe na mumkin hai kyun k app k pas jab belelce he nahe rhy ga tu app trading kesy kar sakain gay ess leay lgana zrori hota hai,.
                        • #13 Collapse

                          stop loss ka matlab ya ha kay ap is business main mazeed loss say bach sakin. trading main greed buhat hi ziada kiya jata ha.yaha tak jab 1 trader ko loss honay lag jata hay.to wo us loss ko pora karnay kay chaker main apna pora capital hi wash ker leta ha.ager stop loss ka trading main use kiya jay.to kam loss say apnay account ko wash honay say bachiya ja sakta ha.or us loss ko next trade main recover bi kiya ja sakta ha..
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop lagana Q zaroori hai ;

                            agar hum stop loss lga kar trade karen gay to es trha humari trade safe hoti hay aur humay market main nuqsan ka dar nahi hota es liye stop loss ko lga kar use karna bohat he zaroori hota hay aur humay chahiye keh es business main sabar say kam lain aur jald bazi na karen aur stop loss ko use karnay ki adat bnaaye esi main faida hota hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop lagana Q zaroori hai ;

                              G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me jab ap trading karty hai toh stop loss lagna boht zarori hota hai.......stop loss lagny sy apko boht faida ho ga agr humy loss ho raha ho toh humy loss sy bacha deta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X