Trading mai dosro par dependent hone k bajae khud say initiative laina ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai dosro par dependent hone k bajae khud say initiative laina ?
    Buhot sare traders honge jo dosro par dependent honge chahe signals k based par ho ya kesi ko apna account dai kar manage karne k based par akhir kab taak aisa chalega k ap dosro par dependent honge q na khud say start leya jaee q na khud say ik strategy banae jaee q na khud he sare trading ko handle kiya jaee q k independent kaam karna behtar hai dependent kaam karne say
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    janab mairay khiyal say forex trading aik volatile market hai aur is main khud say initiative laina aisa hi hai jaisay samundar main kodna bagair swimming kai. hamay chahiyay kai hum proper knowledge hasil karain is market kai baray main aur senior traders say advise lain is market kai baray main lakin apni research bhi karaain aur totally dependant na hon senior traders kai.
    • #3 Collapse

      G han bro ap ki bat bilkul thk hy ke hum ko dosron per depend kerny ki bjay apna subh kush kerna chay i mean apna analysis khud kerna chay kisi ke analysis per depend ni kerna chay apny strategies khud bnany chay apny abilities ko use kerna chay is tara aik to hum khud learn kerty hn aur dosra hum ko apny trading per itamad increase hota hy
      • #4 Collapse

        Bhai apki bat thk ha keh forex trading main agr ap khud intrest la kr kam kren ga to yehi ap k lia best ho ga aur agr ap kisi pa depend kr k kam kren ga to yeh ap k lia bht ziada riski bhi ho ga aur ap ko iska experience bhi ni ho ga aur agr to ap apna experience improve krna chahty hain to khud he effort kren. Thanks
        • #5 Collapse

          trading start main ap ku lazmi depend hona perta hain chaiy ap kisi senior ka sath attach hotay hain baad main ager ap samjatay hain ka ap iss qabil ho gay hain ka ap independently trading ker sakty hon tu ya well & good hain aur ap ki ju decision making strong honi chaiy aap khud steps laiy
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            bohat s elog hain jo dusron pe depend hojatay hain kabi dusron k signals pe depend hotay hain tou kabhi apna account manage karnay k liye
            dusron ko de detay hain ye cheez wrong ha self learning self experience kabhi nahe barhay ga es tarah se ap ko chaiye ap
            apni mehnat khud karain apni trading ko apni skills se best karain
            • #7 Collapse

              Forex me trading karny k lye knowledge ke zrort hote wo ager apky pass ni hai to aap kabhi bhi aik kamyaab trader ni bun sakty iss lye apko senior ke advise pe ajao karna ho ku unn zyada ilam hota hai
              • #8 Collapse

                Dear fellow aap ke baath Kay saath ittifaq nahe hay kionka forex trading ek esa business hay jo k akele ke koshish say nahe chalta balke is may aap ek dosray ko follow kartay hay our laazimi aap ko dosray members ke support hone chaheiay
                • #9 Collapse

                  Kuch traders aisy hoty hain jo khud ki bjay dosron par depend karty hain us say signals lety hain ya un ki strategies ko follow karty hain is say aik to wo loss karty hain dosra wo kabi khud achy trader nahi ban sakty ap ko chahiye hmesha khud mehnat karain aur apni mehnat apny knowledge say trade karain taky ap ka khud experience ho aur ap ki trading achi ho.
                  • #10 Collapse

                    Har trader ka trading ka andaz dosary se kafi mukhtalif hota hai is ley har kisi ko follow Karna ap ki trading ko week kar deta hai kbi bhi kisi ko andha dund follow na Karen bal ke khod ko bhi trading main involved karte rahein
                    • #11 Collapse

                      g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun boht se esy trader hain jo dosron per depend krte hain laken esa bilkul bhe nahe krna chahye hamesha apne knowledge ke upper depend krna chahye or hamesha right time per order kren then ap profit earn kr paye gyen
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading aika ysa buisness hai jis main har new tradors kisi ki help k abaigr es ki jan nahi pta hai tu hum yah kah skty hain k hmain aik time tak tu ksisi ki help ly leni chahye maghr jesy he apki trading leraning achi ho jati hai apko chhaye k ap apni trading ko khud mange karen or osko khud karen q k ap jub tak dosrun par depend karty hain tab tak ap khud skilss nhi devlop kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          G bhai ap nay theek kha har kam krna ka apna tarka hota ha lkun forex ma kam karny ky lye ap ky pas knowledge ka huna zori ha ap ky pas exprince nahe ha to ap apny dosto sy forex kay bary ma malmoat ly sakty ha agra p achy treda ban gay to ap ko bha prefit mily ga
                           
                          • #14 Collapse

                            G bhai ap nay theek kha har kam krna ka apna tarka hota ha lkun forex ma kam karny ky lye ap ky pas knowledge ka huna zori ha ap ky pas exprince nahe ha to ap apny dosto sy forex kay bary ma malmoat ly sakty ha agra p achy treda ban gay to ap ko bha prefit mily ga
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mai dosro par dependent hone k bajae khud say initiative laina ?

                              hello dear brother ap na sahi kaha asa sirf or sirf new trader karta ha q k wo hota new ha our onha forex k bara ma zaida malomat hoti ni ha is liya wo kisi na kisi ki stretgy ko fallow karta ha ta nuksan sa bach saka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X