avoid fake signals provider.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    avoid fake signals provider.
    dosto forex main bohut sary fake signals provider hoty hain aur social media par wo apny signal send kar klogon ko apni tarf laty hain aur jab unko fees dday kar signal lieay jaty hain tu wo loss karwa daity hain mere sath asa ho chuka hai inn say bach k rahain aur app apny khud signal bna kar kam karain aur mehnta kar k khud analysis kar k forex main succes hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex ik riski kam bi hy or thora is ko samjhna mushkil kam bi hy jis waja sy ap ko aisa lagat hy ky mujy pehly kise ky signal ko follow kerna chahiay or ise waja sy ap kise na ksie ky signal lyty hy aisa nahiky sabhi log galt hy kai achy signal provider bi hy jo log khud ik kamyab trader hoty hy wolog signal bi achy dyaty hy per ager ap ny khud sy trade lyni hy tu lazmi ap ko pehly is ki knowledge hasil kerni ho gi tabhi ap aisy kise bi signal waly sy bach saky gy.
    • #3 Collapse

      Yes dear of course I'm a forex market Mein fake signals coed karna chahiye aapko Pata hona chahiye ke jakham forex market Mein fake signal score avoid nahi karenge instaforex.
      Hame Chahiye Hota Hai ke forex market Mein Hum fake signal se white kare Kyunki aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein jitne bhi fake signal sote Hain ki wajah se Hame forex market Mein Kabhi Yaadon Ka Samna karna padta hai.
      Forex market Mein Mila kar Badal sex karne chahiye no forex market ka aap ko pata hona chahiye ki market Mein Hame trending market Mein trade open karna chahiye.
      • #4 Collapse

        g han bhai apki bat shia hai or main apki bat se agree krta hun es liye hmain ayse signals provider hoty hain jo k social media main fake hoty hain un ak sirf aik he maqsad hota hai k wo apko apni traf lgana chahty hain jis se apki trading main zero perfomance bna jati hai es liye kbhi bhi signals par trading nahi karni chahye khud market ko analsye karen or trend find out kar k trading karen apko zeyda faida mil skta hai
        • #5 Collapse

          Apke baat bilkul teek hai fake signals ko avoids karna he behtar hai aor mai tu ye suggestion donga k blindly kesi be signals lar trust nahe karna chaheye jab taak apko aos signals provider's k mutaliq confirm na ho apko chaheye k khud he trading plan aor strategy banae apr oske mutabiq he apne trading karte rahe
          Zuhaib9988 Trading journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
          • #6 Collapse

            Bhai kisi bhi signalr ko apko paisa dakar apna loss krna ki zarort nai ap mehnat karo khud hi anylisis par tawaja do practice karo apko loss k sath faida hoga kisi say umeed na karo achai ki kiyon k forex apka sacha sahti hai
            • #7 Collapse

              yes dear ap nay bilkul sahi kaha hay k hamain aisay fake banday say bachna chaye jo hamaray liye fake kaam ka samaan rakhtay hain sab say aeham baaat to yeh hay k agar hamain forex ka business join karna hay to hamain sab say pehlay usk bunyadi aur khas steps ko apnay mined main rakh kar kaam start karna chaye jis say hamari is busines main achi pakkar ho jayegi aur hamain kiai signals provider ki koi bhi zarurat nai parray gi.
              • #8 Collapse

                Sb se phle to mae khta ho kae k signal pr trade krna he ni chye koe jo bnda 2 logo pr depend krta ha wo learning kr he ni skta ham kb tk 2 logo pr depend krte rhe ge ham ko chye k khod analysia kre or aias k sath sath market me jo fake signa provider ha jo scam krte hha aion se dor rhna chye
                • #9 Collapse

                  Dear friends, bahut saray traders aisay hotay hain jo social media ya kisi aur source say signal letay hain but woh signal fake hotay hain aur es say un ko loss aa jata hay...esleay hamain aisay logo say bachna chaheay aur en ko check karnay ka tareka yah hay kah un ki signal ko demo account par check kar lena chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Re: avoid fake signals provider.

                    forex mai kuch log fake yane galt signals dety hain hamy in sy bach kar rahna chahey q ky in ke waja sy hamy loss ho sakta hain forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: avoid fake signals provider.

                      Dear app ke baat sahi hai forex main boht sy fake signal milty hain jis ke waja sy b hmari trade galt ho sakti hai likn hamy fake signal ko avoid karna chaiy
                      likn ham fake signal ko usi waqat avoid kar sakty hain jab tak hamy indivators ko sahi sy samj na pain jab ham markeet ko our ky sath indicators ko samj gay to hamy pata chal jay ga ky kon sy signal sahi hain our kon sy sagnal fake hain
                      hmay koshish karni chahiy k ham fake signal ko char kar achy signals ko falow kar k trade karin ta ky hmari trade hamy kuch profit dy
                      • #12 Collapse

                        Re: avoid fake signals provider.

                        Yes ajkal her koe trader apni trading kay signal dey raha hay aur kuch trader to fake hotay hain jo kisi kay signal ko apna signal show ker kay logo say fees letay hain hala kay wo khud trading ko sahi tour per ker hi nahi saktay aur logo ko fake signal detay rehtay hain. is liye trader ko kabi bhi fakce signal nahi lenay chahye. khud trading kerni chahye.
                        • #13 Collapse

                          Re: avoid fake signals provider.

                          bohot shukriya bhai aap nay apnay sath honay walay tajarubay ko hamary sath share kiya hay, ap ka kehna tha keh woh social media per apni advertisement karty hen tou hamen yeh kessay pata chalay ga keh yeh fake indictor provider hay ya asli hay ic kay baaray mn logon ki kya kehna hay , agar aap kay pass koi acha indicator jiss pay aap bharosa kar sakty hen tou aap plz yahan per hamari rehnumai karen or taa keh ham bhi ic trhan kay buray tajarubay say bach saken or hamen bhi ic baaray mn ilm hona chahye koi nishani ho ou barah ekaram bata den, wesay tou aaj kay ic dour mn ic cheez ka shikaar hona aam c baat hay agar ham apnay zehan say kaam len mehnat karen or in ka torr nikalen tou ic kay achay nitaaej nikal sakty hen, ic say hamen loss bhi nahin uthana paray ga or ham profit margin mn sab say aagay hn gay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: avoid fake signals provider.

                            forex mai kuch log fake signals provide karty hain hamy in sy bach kar rahna chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X