Loss ki tarah profit mein chalti trade ko bhi jaldi close na kiya krein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki tarah profit mein chalti trade ko bhi jaldi close na kiya krein
    Aksar dekhny mein aya hy k log jb kisi trade mein loss kr rahay hoty hain to woh usay close nhi krty balky market k reversal ka wait krty hain aur jb market wapis aati hy aur unki trade profit mein chalni start hoti hy to woh dobara loss mein janay k dar sy log usay close kr detey hain jo k aik ghalat tareeqa hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik risky kaam hay aor humay chayi kay hum jab koi order place karay tu sab say pehlay stop loss aor take profit ko set karay ta kay hamari tension hi Khatam hu jaye dosri baat ye hay kay ager hamari trade profit ma ja rahi hay tu hamara jo target hay ager osay touch ker lay tu pher mazeed wait nhi kerna chayi close kernay ma kiun kay market ka kuch pata nhi chalta achanak hi change hu sakti hay.
    • #3 Collapse

      G han ham market ki achi analyzing key bawajood agar ham apny trades small profit me close kia karen gey to ham kabi acha profit earn karny ki position me nahi a sakty, loss key trades kesi waja se jald close karna behter hay magar profit waly trades ko jald clos nahi karna chaye.
      • #4 Collapse

        Aksar traders aisa karty hain jaldbazi main profit wali trade ko kam profit par close kar dety hain aisa nahi karna chahiye jab profit ho raha ho to ap ko wait karna chahiye jab ap nay stop loss aur take profit put kar diye hain to ap ko chahiye kay wait karain aur trade ko proper run hony dain.
        • #5 Collapse

          bhai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain market ki sort e hal k according main trade close karny ka fiasla karna chahye tokky ki base par apna order na loss main close karen or na zeyda profot main close karen market ko anlsye kar k apny order ka fida len ayse apko loss hony k chances barh jaty hain bgair analysis k faisala karny ka
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bhai hum ko trading ma loss be or profit be hota ha hum ko haar maan kar close nahi karnba chahay hamara luck ka koi pata nahi kab kiya ho jia hum traders boht jaldbaaz ha hum jab profit hona wala hota ha tu hum close kare da ta ha or hum sab loss ka daar sa close kar da ta ha

            اب آن لائن

            Working...
            X