Difficulties in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difficulties in forex
    Dear members forex main mushkalat darpesh aane ka sbse bara reason kia ha or kaun aati ha or unko face karne k bajai forex se bhag jaana chor dena unke li ap sy suggestion chahata hun kia ap unke bare main sochty ho thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex me jo mushkilaat atay hai apko apni km knowledge se hai anti jub aap ko kisse cheez ke knowledge ni ho ge AAP tuka lgao ge aur tuka lgany se apko pareshani ka samna karna karta hai
    • #3 Collapse

      Forex market Mein configure the difficulties page aati hai aapko Pata hona chahiye kya forex market Mein Jab Hum trading Karte Hain Tum Hame Apne instaforex bonus account par.
      Long term trading Karni chahiye aur apne instaforex bonus account for.
      Jab Hum Apne instaforex bonus account se trading karane to Hame money management ko follow karna chahiye.
      Punjabi money management ko follow nahi karenge Apne instaforex bonus account se Pata hona chahiye Kitab Hame.
      Money management nahi karenge Tha Humne Apne instaforex bonus account par losses Honge aap ke liye suggestion hai.
      • #4 Collapse

        Dear Merey Khayal Me Koi Khass Bari Waja Ya Maslay Nai Hota. Han Chite Mote Issue Hain And Main Insta Forex Par Loss Hy Jo Ke Dis Appoint Krta Hy And Forex Par Jo Mehnat Nai Krta Ya Rules Ke Against Jata Hy Jis Waja Se Wo Banned Hjata Hy Ya Quit Krjata Hy. Forex Par Kam Krna Hy Tou Mehnat Karni Hogi Dil O Jan Sey Koi Shortcut Nai Chlega.
        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
        • #5 Collapse

          wahi log forex ko chhor jaty hain jin main sabar karny ka hosla nahi hota. aur wo bhi jin ko is k bary main knowledge ya experince nahi hota. un bhayo ko chahye k forex sy left humy sy behtar hai k ap is k bary m,ain zyaa sy zyada knowledge haasil kar tab ap ko left karny ki zaroorat hi nhi aye gi. thanks
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            forex trading mien hamain difficulties us waqt ati hien jab hamary pass informations ki kami hoti hai es lye hamain her bar up to date rahna hota hai or es mien aa ker her bar earning k lye sachy dil say kam kerna hota hai jis say hum earning ker sakty hien mien forex mien jab say kam ker raha hion dil o jan say kam ker raha hion or earning bee ho rahi hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: wikyo پيغام ديکھيے
              Dear members forex main mushkalat darpesh aane ka sbse bara reason kia ha or kaun aati ha or unko face karne k bajai forex se bhag jaana chor dena unke li ap sy suggestion chahata hun kia ap unke bare main sochty ho thanks
              Forex trading main Zyada Muskurahat aane ka sabse bada religion Mere Ghar Mein Tu traders ki lack of trading knowledge Hai Jiski wajah se unko loss hota hai aur unko kuch pata nahi hota hai training Kaise karni hai
              • #8 Collapse

                dear mairay khayl say hamain forex main sab say ziada mushkilaat sirf aur sirf hamaray achay knowlege na honay ki wajha say ati hain aur jo hamara moneymanagemnet ka hisaab acha na honay ki wajha say ati hain mairay khal k mutabi agar ham in dono pay controll kar lain to hamain kabhi bhi lose ka samna nai karna parray ga aur ki bhi mushkil ho wo sab automatic solved ho jayegi.
                • #9 Collapse

                  Aslamoalikum dears friends ....... mn ap ki bt sy agree hon forex trading men hmen difficulties us waqt ati hain jub hamary pass informations ki kami hoti hay es liya hamin har bar up to date rehna hota hay or es mien a ker her bar earning k lye sachy dil say kam kerna hota hai jis say hum earning ker sakty hien mien forex mien jab say kam ker raha hion dil o jan say kam ker raha hion or earning bee ho rahi hai. aur hmen cahiya keh hm forex mn mehnat kren
                  • #10 Collapse

                    forex ak mushkil r denjrus beznus hy es m hmy apni mistak ki wja sy hi mushkil pesh ati hy q k jb hm trading sekhty nhi hen sekhy bgear treding krty hen tu hmy es m mushkil hoti hy earning krny m treding ko sekhy k join Karen demo py treding sekho trening kr k phr real acount m treding kro ap ko koi mushkil pesh nhi ay g r achi earning ho g.
                    • #11 Collapse

                      Bhai forex trading me hmen mushkil us time ati hy jb hmary pas knowledge km hota or hum kam syart ker dte hen bus earning ki jaldi hoti hy ager ap achi management se chlen to mushkil ni aye gi
                      • #12 Collapse

                        dear forex aik asa business hai jiss main har kisi ko difficulties ati hai aur ham un ko sahi kar k he forex main success ho paty hain forex aik bohut he risky business hai jiss main app ko loss bhe bardasht karna parta ha kun k loss k bgair app iss main seekh he nahi sakty hain woh bat app ko aik acha teacher bhe nahi samjha sakta ju ap ko loss sekha daita hai iss leay is main tention nahi laini chhaeya app ko himmat nahi harni chaheay mehnat kar k iss main success hona koi bhe mushkil kam nahi hai.
                        • #13 Collapse

                          bhai forex trading main hmain pareshani tab he hoti hai jub hum mahnt nahi karty hain jin k apss knolwedge kami hoti hai un k pass expiernce nahi hota hai q k jub hmary apss yh sub hota hai tb hmari trading main paresahni ka smna nahi karna parhta hai hum asani k sath apni trading kar skty hain jis main hmain loss bhi kam se kam hota hai
                          • #14 Collapse

                            Han g yah bat to hai k forex main bohat se difficulty hai. q k ham janty hai k forex iak risky kam hai or is main baqi business se zyda muskal hai . is lai dear lazmi hai k jab ham forex main enter ho to ham ko yah sary cheeazin mind mian rakh kar trade lagian warna aisa ho sakt hai k jab tak ham ko trading samjh ayi us time ham apny trading close kar k baithy ho. mazeed yah bat k bonus account main varification main kafi problem hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jb bhi hum forex men enter hotay to start men kafi mushkilaat ati hain aur aksar new trader bhaag jatay hain. Agr forex men shuru say he mehnat ki jaye to difficulties kam ati hain aur jitna hum forex men apni ghaltion ko minimize krain gay utnay achay results aen gay. So forex men mushkilaat say ghabrana nai chaheay bal k inko face kr k agay barhna chaheay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X