Jaiza: Cent account
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Cent account
    Cent account kia hay? ye sawal har new trader key mind me zaror hota hay, cent account newbies key ley ideal account hay jes me 5$ key deposit par 500 cent key volume se trading ki ja sakti hay, traditional account aur cent account me koi major deference nahi hota hay trading aur terminal same hi hoty hey magar newbies key ley trading ka experience hasil karny key ley minimum deposit par real account me trading ka expernice provide karny key ley es platform ko provide kia gia hay, Expert Advisers key trades ko cent account me without big risk key test kia ja sakta hay, cent account me trading market me without loss key trading ka expernice aur market ko samjna other type key account se bahot hi zeyda best hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    difference between cent account and standard account
    dear members there is no prominent difference just nominal chang hai cent account ma currency cents ma count hoti hai jub ky standard account ma currency dollars ma count hoti hai
    lkn aik bat ka bahot faida hota hai ky kch brokers ka yeh rule hota hai ky unki lots bahot high hoti hain aor un ma apko andaza nhi hota agr ap ny insta ma work kia hai aor ap kisi bhi aor broker ky sath account bnao gay to apko pta chly ga ky insta ki 1.0 ki lot size baki brkers ki .10 count hoti hai aor yeh bahot he draw back hai other brokers ka ky un ma minimum lot size apko bahot he maximum prti hai according to insta broker
    is leay aisy brkers ky sath apko cent account bnana chye ta ky apki maximum lot size bhi minimum bn sky keun ky kch brokers standard lot size dety hain aor leverage apki marzi ki hoti hai jis ma risk bahot high aor 200 300 dollar ka account to 10 20 minutes ma wash ho jata hai
    • #3 Collapse

      according to my experience cent account ma apko aor complete standard dollar account ma koi fark nazar nhi ay ga yeh aik aisa account ho ga jis ma apko cent ma money show ho gi jub ky dosry ma apko dollar ma show ho gi
      apko cent account nhi bnnaana chye standard account he theak hai agr ap ny insta forex ky sath aor bonus account oy he trading krni hai ti new experience krny ki kya zarorat hai jo learn kro whi apply kro jis chez ki requirement ho whi kam krna chye aor trading ma apko market ko learn krny understand krny analysis sekhny smjhny ma time spend krna chye yehi behtr hai
      cent account standard lot ky leay hota hai jis ma.apko lot lgana mushkil ho to cent account bna lo ta kybaoki sub sy kam currency unit he count ho gi aik points up down py.
      • #4 Collapse

        gee brother scent account hota basically yeh hay kay aap ka account scents main hota hay yaani aap ager 1 dollar deposit kerwaayein toh aap ko balance 100 show hoga kiun kay dollar main 100 scents hotay hain lkein ager aap scent account main earning ker tay ahin for eexample aap nay scent account main 500 earn kya hay to woh 500 nahin ho ga balkay 5 dollars hoga issi tarah loss bhi aap ko kam hoga yeh basically newbies kay lye banaaya gaya hey taakay woh real trading practice ker sakkain aap 10 dollar deposit kerwa lain aap ko 1000 balance mil jaaye ga uss per aap khul ker practice kerain account wash bhi ho jaaye to aap ko koi iitna bara loss nahin ho ga.
        • #5 Collapse

          hello friend ap nay cent acount k baray main pocha hay , forex trade main bahot say acount hotain hain jasay k demo ,real aor real account bhi bahot say acount per mustamil hota hai jasay k mini acount , stander account, ecn acount, islamic account, assa he eik cent account hota hay

          CENT ACCOUNT
          is account main dollor ki jaga cent main deposit kiya jata hay jasa k 100 cent ka eik dollor hota hay jis tahar stander account main dollor choti akaai hay is he terha cent account main cent choti akaai hay ager hum 10 dollor account main jama ker wata hain to hummay 1000 cent equety milti hay is account main hum ko profit or lost b cents main ho ga
          DIFFERENCE
          stander account aor cent account main serif akaai ka fark hota hay stander main profit and loss dollor main hota ha jub k cent account main cent main
          • #6 Collapse

            Cent accounts aur standard accounts mein basic farq cent aur dollar ka hota ha, jahan cent account mein currency cents mein hoti ha aur standard account mein dollars mein. Cent aur standard account kay account operations aik jesay hi hotay hain, standard account big traders kay liye hota ha jab kay cent account small traders ya beginners kay liye, jo small amount se trading start kartay hain. Cent account se new traders real trading conditions mein small risk se trading kartay hain. Demo account kay baad new traders directly huge amount se trading nahi kar saktay, to cent account aisay traders kay liye bilkul perfect ha.
            • #7 Collapse

              Bahot hi achi information hay dear cent account new traders key ley esa platform hay jes me agar new traders kam se kam investment 10$ karen gey to un ka trading account cent me chala jaye ga aur cent me hi trading ho gi, 10$ investment ka matlab hay 1000 cent, trading expernice key ley zarori hay key kam se kam investment par trading ho aur es key ley me demo account se zeyda cent account ki trading ko best samjta hon es ki waja ye hay key demo account me profit aur loss traders ko nahi ho sakty, cent account me profit aur loss ka hona hi traders key expernice me be ezafa kar sakta hay.
              • #8 Collapse

                Dear ais market mai jab hum account banaty hai to aus mai bahot sari types hoti hai ap jis type ka account banana chaye wohi baana sakty hai ye ap ki apni marzi hoti hai jaisy ap ne baat ki hai Cent account ki to ais mai ye hai k agar ap ne thori si investment karni ho to ais mai ap kaam kar sakty hai kun k ais mai ye hai k ap ka account cent ka hota hai aor ais mai ap ko profit aor loss kam hota hai aor ais mai ap ki lot bhi change hoti hai ais mai standard account k hisab wali lot ni hoti hai aor ais mai ye hai k ap ko ye pata chal jata hai k agar ap ais mai bari lot lagaty hai to ap k account par lagy gi ni aor ap ka account safe rahy ga ais liay choti investment k liay cent account behtar hota hai.
                • #9 Collapse

                  Dear app ki baat theek hai k cent account main our standard dollar account main koi khas difference nahe hia lekin ager margin ki baat ki jeay to jab app 50 dollar ka account open karty hian to wohi app ko ager cent main deaya jeay to pher app k pass 500 cents ka bany ka app k oper aik pychological effect app k mind k oper baery account jo k cent main ho ga ye ho ga k ap confident hoon gay us k bad app ager zeada trades lety hain to pher bhe ap k pass free margin kafi bachta hai pher app bare lot ki wish bhe araam say pure ker lety hian koin k us main wo choti show hoti hain to cent account more useful hai as per standard account k app ko cent main trading main asani rheti hai
                  • #10 Collapse

                    Bhae main to us barey main yahi kahoun gee k app k pass cents account ho ya standard account ho aik he baat hai for example app nay 100 usd ki investment kerni hai to pher us main app k leay apni pychi ko control kerna ho ga koin k cent account main 100$ 10000cents show hon gay or standard main to jitnay app investment kerty hian utnay he show hoty hain ager app cent main 10 30 ki trades lety hian our standard main .10 .20 ki lety hin to ye brabar hain our easa app real account main kerty hian to its mean app ko khud pay control nahe hia app ager 50% mind set up forex main ker lety hian to pher ache earning k leay 100$ account standard he app secure ker k trading ker k acha profit bna sagty hain
                    • #11 Collapse

                      G bhai asslam o alaikum dear forex forum dear. I.hope you will be good. Your question is so good. And ham sab ap k is sawaal sa agree karty hain. And jo jo batain ap na discription mai kahee hain . Is sa bahot sary newbeis best traders bhi ban skty hain ager ap k kahny ko follow.karain to. And g bilkul har newbeis yahee sochta hy k cemt account kia hy ya phir cent account kaisy work karta hy. Is k kia rules hain etc. So.its very good account . ya bahit zyada acha account hy. Q k ha new members k liye is trha best hy k ager eo 10$(dollars) ko dipossit karain to 1000/- cent k volume sa bhi trading kar skty hain. So its very good for newbeis. Reall account bhi best hy but sab sa zyada main cent account ko tarjeeh doon ga.
                      • #12 Collapse

                        Bhai jaan jahan tak Meri rahe hain cent account main dollor ki jaga cent main deposit kiya jata hay jasa k 100 cent ka eik dollor hota hay jis tahar stander account main dollor choti akaai hay is he terha cent account main cent choti akaai hay ager hum 10 dollor account main jama ker wata hain to hummay 1000 cent equety milti hay is account main hum ko profit or lost b cents main ho ga Hum logo ko minute Karni chahiye Taki Hum Log Kafi accha profit Bana sake iska Hum logo ko fayda bhi ho aur hum log Kuch Khaas nahi kar sakti hai
                        Pakistan zindabad
                        • #13 Collapse

                          Agar Hum Log cent account mein profit banana chahte hain toh phir uske liye Hum logo ko Jyada Se Jyada hardwork karna chahiye Jitna Jyada Hum Log hardware Karenge itna hi jyada Hum Log profit bana sakte hain felt account mein paise nahi Janta isme Jyada Se Jyada Hai
                          • #14 Collapse

                            Dear friend aapne Jo Baat ki hai main aapki baat se bilkul agri karta hoon Mere Khayal Mein leay aisy brkers ky sath apko cent account bnana chye ta ky apki maximum lot size bhi minimum bn sky keun ky kch brokers standard lot size dety hain aor leverage apki marzi ki hoti hai jis ma risk bahot high aor 200 300 dollar ka account to 10 20 minutes ma wash ho jata hai Phir Hum logo ko iska bahut fayda Hoga Aur Hum Ko kamyabi Hasil kar sakte hain Hum Log abhi kuch bana sakte hain
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Cent account

                              Main samajhta Hoon ke short term trading case Jyada benefits new traders ko bhi hote hain Kyunki wo small trading Karke Samanya profit bana sakte hain aur tera apni trade close kar dete Hain Jab Ke experienced aur Bade traders ko short term trading ka Jyada fayda nahi hota Kyunki Jab aap planning Karke trading Karen too long term trading Karni chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X