Analysis Zaror Karian
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis Zaror Karian
    Agar ap forex mien real account mien trading kerty hien ya pher ap demo account mien practice kerty hien tu ap ko as mien aa ker analysis k bina kabi bee trade open na kerna chahaye agar ap as mien analysis k bina kam kerty hien tu ap as mien kabi bee success hasil na ker sakty hien or ap her bar fial hoty jain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis Zaror Karian

    G han me ap ki bat se itefaq krta hon hmy hmesha demo account ko real account ki trha manage krty huay practice krni chahiye hai ta k acha experience hasil hou or account management bhi achi trha seekh jata hai insan esi liye demo account ma bhi analysis kr k phr hi trades enter ki jaien lots sizes real account k capital ki trha or real account ma trading k liye jb bhi koi new strategy bnaien tou demo ma test kr k lazmi practice kea kren
    • #3 Collapse

      Re: Analysis Zaror Karian

      G haan bhht sarai aiseyy bndai hOtaii hain jo kiseyy bhe analysis k bghaiirr hum tradee lgaiin tOo humaiin uskaa kch expereincee bhee nhee hOgaa aur dsree yeh baat haii k hmaiin nuqsaan bhee hOtaa hai isloyee hmain analysis krnaii k bdd he tradee lganee chaiyaii
      • #4 Collapse

        Re: Analysis Zaror Karian

        professional traders ka erada agar trading karny ka nahi be hota to wo market ko analysis zaror karty hey market ko analysis karny ka maqsad siraf ye nahi hota key trading hi ki jaye some time market behavior ko samjny key ley be market ki analyzing zarori hoti hay, es se market key future conditions ka knowledge ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis Zaror Karian

          G Dear apne sahi kaha hai forex main ham bina anylising k kabi b kamyabi hasil nahi kar sakte jab b trade karen to hamen pehle market ko achi tarah se anlyis karna chahiye us k bad trend k hisaaab se hamen trade enter karni chahiye hamesha learning se he achi trading kar sakte hain is lye koshish karen zyada zyada se learn karen
          • #6 Collapse

            Re: Analysis Zaror Karian

            Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai Forex Mein real account trading Karte Hain To agar ham as main analysis Ke bagher lam kartay hain tou ham us mai kabhi bhi success basil Nhi Kar PAYE gay thanks
            • #7 Collapse

              Re: Analysis Zaror Karian

              Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay agr aap demo say bhi practical krni chahaiy halan kay wo free account hota hai demo wala bhi phr bhi us main bhi aik trader ko khud ka analysis krna hota hai koun kay demo aik practical hota hai aur es main learning kay laiy kafi achi success hoti hai aur es hei tarhan forum account hota hai jis say aap kafi earning hota hai
               
              • #8 Collapse

                Re: Analysis Zaror Karian

                hmary seniors bht acha guide bhi krty hain agr hm focus or concentration se yahien learn kren to kahien se seekhny ki zarort nahe pary gi . Expert hazrat naye any waloo k liye koi acha sa hal nikalain taky new byes ko koi pareshani na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis Zaror Karian

                  Analysis ke Bina trade karna Hawa mein teer chalane jaisa hai is liye hmain chahiye ke ham pehle practice karain knowledge aur experience gain karain jab achi practice ho Jaye to real pe trade karain ye best way hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis Zaror Karian

                    Ji bilkul forex trading main analysis bht zaroori hy kiun k analysis k bagair kabhi bhi trade open nai kerni chahiye ager app analys kiye bagair hi trade open krain gay to app kabhi bhi acha.profit gain ni ker saktay or app ko loss hi ho ga is lie humesha trading main analysis bht zaroori hain warna app ko trading kabhi bhi faida ni dy sakti
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis Zaror Karian

                      agr hum forex me new han to hum ko chaye ke as bussines ko samj kr he trade lagana sekhan agr hum as markt ko nahi samjan ge and phr new ho kr as me live account pr tradeing start kar dain ge to as se hum ko loss he ho ga jab hum demo pr kam karte han jo ke live markt ke tarha se run hote hye to as se hum ko acha experince hasl hota hye jab hum as me expert ban jate han to he hum ko as markt me apne tradeing live account pr start krne chahye agr anpne ap ko loss se bacha hye to as me demo pr sekhana sb se best hota hye na ke live account pr
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis Zaror Karian

                        Agar ap is mein trade oepn karna chahyte hain to apko ismein market ko achi tarah se anlysic karna chahye pher ja ar ap is mein earn kars akte hain apko is mein analysic karna zroor karna chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain market ko achi tarah se anlysic kar k hi ap is mein earn kars akte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis Zaror Karian

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
                          Agar ap forex mien real account mien trading kerty hien ya pher ap demo account mien practice kerty hien tu ap ko as mien aa ker analysis k bina kabi bee trade open na kerna chahaye agar ap as mien analysis k bina kam kerty hien tu ap as mien kabi bee success hasil na ker sakty hien or ap her bar fial hoty jain gy.
                          Bridal store chahiye play Jabra trading current for proper analysis Jarur Kare agar aap analysis Karke trading Karenge tochi trading cards Denge aur Forex trading se profit be gain kar Sakenge
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis Zaror Karian

                            Yeh baat hamesha dehaan main rahay kay hum Forex jesay risky business main trading kar rahay hain aur humain kabhi bhi Andazay aur Qayas Araian nahi karni hain trading kay doraan. Mehaz itafakia tor per to hum kutch na kutch profit haasil kar hi laingay Magar ausatan humain is business main loss ka samna hi karna parega. Lehaza humain hamesha market ko analyze karkay hi trading karni chahiye. takay hum safe rahen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis Zaror Karian

                              Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai kay aik kisi ko Forex trading main aap nay knowledge aur practice ke kafi importance hai aur aap analysis bhi tab kr sakty hoo jab aap kay pass knowledge ho es laiy aap knowledge aur practice hasil krain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X