Kiya Forex Signals par trade karna Chahiye ya nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Forex Signals par trade karna Chahiye ya nahi?
    Forex trading signal par trade karna intihai profitable hota hy jis se kafi sary naye traders buhot ziyada profit hasil karty hain. Lekin dosri janab iska ak disadvantage b hay or wo yi k jo newbie signals par kaam kartay hain tu unko baqaida Forex trading seekhny ka moqa nai milta jis ki waja se wo apny trading k doran dosray experienced traders par dependent hotay hain. Tu mera ak mashwara taman naye traders ko yi hain k Forex khod Seekhy or khod trade se profit kamaye.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
    Forex trading signal par trade karna intihai profitable hota hy jis se kafi sary naye traders buhot ziyada profit hasil karty hain. Lekin dosri janab iska ak disadvantage b hay or wo yi k jo newbie signals par kaam kartay hain tu unko baqaida Forex trading seekhny ka moqa nai milta jis ki waja se wo apny trading k doran dosray experienced traders par dependent hotay hain. Tu mera ak mashwara taman naye traders ko yi hain k Forex khod Seekhy or khod trade se profit kamaye.
    Agar forex trading main signals pai tab trade krna chaye jab hamain 100 percent sure hon k hamain is signal sy peofit he hoga wrna hamain isko use nahi krna haye
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      bhia signal jo hote hn vp bilkul hi use less hote hn signal ka mtlb hota hn ke dosro ki analyss pr kam krna jo ke khud 1 andaza hota hn luck chal gya to theak vrna luck :D khud seeko khud kro :)
      • #4 Collapse

        g han dear indicators ko use karna bilkul be sahi decision hay, agar ham indicators ko use karty hey or es ko follow be karty to 80% chances hoty hey key hamy profit ho jaye.
        • #5 Collapse

          apki ye thread bht achi lage mujhe je han dear bilkul asa he hai signals se hum profit to earn kr rhe hote hain but us se hum proper sekh ni pate hain or jab tak koi bhi kam hum khud se sekh kr ni krte hain to usme hume maza bhi ni ata hai or na he us paisay ka bhi hume zada arsay tak faida rehta hai q k usme humari khud ki koi mehnat ni hoti hai.
          • #6 Collapse

            Gee bhai aap ne bahut zabardast brief kya hai aur mein bhi yehi kahun ga kay forex signals per trade karna bhi bahut zayada profitable hota hai aur meri tou hamesha yehi koshish hoti hai kay forex signal per trade place karun
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              ye lazmi nhe hain k hum ko sif or sirf profit he hoga agar hum ko sirf profit ka soachna haiin tu hum asa kabi nhe kar skte hain forex main ye lazmi nhe hain k hum sirf or sirf profit he le gy signals main follow kar rahi ho jo k sab say best signals hain weekly mujhy easy 500 pips mil ate hain jo k mere liye kafi acha hain signals har kiis say nhe lena chahiey

              اب آن لائن

              Working...
              X