MT5 platform ki problems
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MT5 platform ki problems
    Dosto, hum jo trading kartay hain meta trader par, to hum yeh samajhtay hain keh meta trader may agar five decimal par trade karain gay to wo mt5 hoga, lakin aisa nahi hay, meta trader 5 ki sab say bari problem yeh hay keh us ki reporting bhi alag hoti hay, aur sab say big disadvantage yeh hay keh us may ap hedging nahi kar saktay, agar ap hedging karo gay to trades automatically close ho jaye gi. Yehi waja hay keh log ziada tar meta trader 4 hi use kartay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap thora guide kartay rahain ham sekh lain gay main wese meta 4 use kar raha hon abhi 5 per nahi aya aap ka kiya khayal se ab insfa ka 5 use karon.
     
    • #3 Collapse

      thanks dear you have shared very good information about meta 4 and meta 5 it's mean that meta 4 is better for the forex trade business and so many people are using it and it's good for forex and i think more people are will use your information and will adopt it as you said
      • #4 Collapse

        g ap ny bht acha kaah hy, iss sy bht sy logo ko faida hua hy, is ssy hamain bht c information b mili hy, aur main b yehi kahon gi new user ko i trade main enter honay k laiy ap ko is sko learn krna bht zaruri hy start main, then u wil b enter,...... ,
        • #5 Collapse

          Ap logo ko yeh bhi bata do k bohat saray brokers to meta trader 5 ko offer hi nahi kartay aur jo broker offer kartay hain wo big investment mangtay hain, kyo keh meta trader 5 may kam say kam lot jo trade hoti hay wo 0.10 ki hoti hay, ab ap andaza laga lo k kitna kam say kam invest karna hoga.
           
          • #6 Collapse

            Oh thanks aapka aapne kaafi ache points hamare sath share kiye hai mujhe Meta trader 5 ka jyada kuch pata nhi hai maine abhi tak use bhi nhi kiya hai or jis hisaab sai aap bol rahe ho mujhe nhi lagta hai ki mujhe uske trading karna pasand bhi aayega
            • #7 Collapse

              ok ya tu baut bara disadvantage ha ke ap hedging nai kar skte ..hedging sy ap ksi trade ko manage kar skte ho aur apne trade profit ma close kar skte ho aur los ko cover kar skte ho.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: husnainkk پيغام ديکھيے
                ok ya tu baut bara disadvantage ha ke ap hedging nai kar skte ..hedging sy ap ksi trade ko manage kar skte ho aur apne trade profit ma close kar skte ho aur los ko cover kar skte ho.
                Brother, ap agar hedging jantay ho to yeh meta trader 4 may to bohat acha kaam karay gi lakin agar ap meta trader 5 may karo gay to ap ki existing trade band ho jaye gi aur new khul jaye gi, matlab hedging ka to siray say us may wajud hi nahi hay.
                   
                • #9 Collapse

                  Ap logo ko yeh bhi bata do k bohat saray brokers to meta trader 5 ko offer hi nahi kartay aur jo broker offer kartay hain wo big investment mangtay hain, kyo keh meta trader 5 may kam say kam lot jo trade hoti hay wo 0. 10 ki hoti hay, ab ap andaza laga lo k kitna kam say kam invest karna hoga.
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: rajamoby پيغام ديکھيے
                    Ap logo ko yeh bhi bata do k bohat saray brokers to meta trader 5 ko offer hi nahi kartay aur jo broker offer kartay hain wo big investment mangtay hain, kyo keh meta trader 5 may kam say kam lot jo trade hoti hay wo 0. 10 ki hoti hay, ab ap andaza laga lo k kitna kam say kam invest karna hoga.
                    Brother, ap nay baat to bilkul theek kahi hay keh har koi broker meta trader 5 ko afford bhi nahi kar sakta aur na hi offer karta hay, lakin mujhay kuch aisay brokers ka pata hay jo 0.01 ki lots k sath bhi meta trader 5 ko offer kar rahay thay, lakin ab nahi kar rahay, kyo keh logo nay wo response nahi diya jo wo chahtay thay, aur dosri baat yeh hay keh kam knowledge ki waja say kaafi logo ko nuksaan hua hay meta trade 5 may.
                       
                    • #11 Collapse

                      boohat achi sharing ki hai bhai aap nay.waisy main hedging nahin karta.main mt5 use to karoon ga lekin mery khyaal say mt4 he best hai.kabhi kabhi hedging bhi karna parti hai.
                      • #12 Collapse

                        mere khayal main meta trader 4 zayada acha hai. maine to apni trading isi se start ki hai aur mujhe to yahi easy lagta hai. iss main options bhi easy hain aur easily samajh bhi aa jatay hain. meta trader 5 ko samajhnay pe mazeed time lagay ga iss liye mt4 hi theek hai.
                        • #13 Collapse

                          Dear ap ko baa doon ko buht sary brokers to meta traders 5 ko offer hi nhi krty or jo broker offer krtay hain wo big investment ko use krna pdta ha. meta 5 main trading 0.10 ki hoti ha ab ap andaza laga ko ko ktna kam say kam invest kerna hoga.
                          • #14 Collapse

                            thanks dear you have shared very good info on meta 4 and meta 5 it's show that meta 4 is better for your forex trade business and many people are using it and it's really good for forex and i do believe more people are uses your information and will adopt it as you said.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Thanks dear ap ny bohat achi sharing ki hy. main mt5 may trading k mutalliq soch raha tha. lekin ap ny bataya k is may min 0.10 lot ki trading hoti hy to meray liay mt4 hi behtar rahey ga. or meray khayal sy mt5 may mt4 k custom indicator bi kam nahi karain gay, q k mt5 k indicator MQL5 main honay chahiain.
                              Last edited by ; 16-02-2014, 11:07 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X