Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge
    Dear forex member forex ke andar hum jitna bhi knowledge hasil kare utna hi kam hai qk forex ko hum different website se read karte hain aur usse hum seekhtay hain hame chahiye ke sath sath demo account par practice karin k jitni hum practice karenge itna hai hamara experience increase hoga jis se hame ultimately fayda hoga..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

    G bilkul dear me apki bat sy itfaq karta hon dear hamen practical sy he kamyabi mil sakti hai is me ham jitna bhi time den gy practical me hamen is me itna he faida ho saky ga qk ye kam he practical ka hai so is me ham jitna bhi kam practical me karen gy itna he experience bhi hoga hamen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

      G sir hum trade karna k liya different different website sy hum iss trade ko kartye hain kuch har insan different different software use kartye hain just trade he nhi hoti balke humain trade k sat sat knowledge be hona chaiye jispr hum acha bouns gain kar sagtye hain humain kbi be apna knowledge ko rakna nhi chaiye demo account use kar kar k information ko increase karna chaiye jis pr hum achi trade kar sagtye hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

        g han bhai ap thk kh rhy ho forex ek asa kam ha jis m thoritical sae zyda practical pr kam kya jata ha agr hm thorical analysis krty han yhni kae techniccal or fundamental us sae hm marlket ko smj skty han but agr hm market ko sm jkr agly movement ka pta lgana chty han tu hme practice ki zrorat ha is sae hmara kam or b asan ho jata ha traded m asani ho jaty a a
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

          kiske saath Humko kiske saath kaam Karenge important voting quotes for Se Kabhi Bhi Nahi Lagana chahiye. Forex trading students ke liye be a housewife ke liye liye ek accha business Apne kaam ko apni education ko bol Bhi Jyada acche Se Sagai kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

            Yes brother you are right. Forex trading main theory and practical donon qisam ki learning hoti hain. Start theory se lia jata hey jeb iski samjh a jati hey to phir practical kaam start ho jata hey. Maximum kaam practical hey aor jo trader paractice kerta rehta hey uski skill improve ho jati hey. Bes learning jari tekhni chaey jis shape main hi ho iska faida hi hota hey.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

              Yes brother agreed with you ap na bhut achi baat kahi ha theury bi zroori ha lakin jitni importance practical ka ha forex ma utni theury ka nahi ha and practical humain demo acount hasil hoga jis pa hum practice kar k practical kar sakty ha thanks very much
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

                forex mai hamy theortical knowledge sy zada ache practice py tawajo dene chahey hamy aik time table bana kara demo account mai rozana practice karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

                  forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

                    forex mai knowledge ho ga to he hum acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

                      forex aik bohat bara business hain hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex mai hamy ache practice karne chahey demo mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main theoretical knowledge se ziyada practical knowledge

                        g bhai hamen chye k jio bhi knowledge phren ya kisi sy seehken .to ye knoeledge bhi best hy laikin is sy acha hy k ham is knowledge ko practical men ly aen ager ham is knowledge ko practically kerny men kamyab ho jaty hainm to theoryticall phir wo knowledge faida mand ho ga.islye hemn chye k jo bhi knowledge hasil kren practicall bhi usko apply kerna chye demo account per.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X