PDA

View Full Version : Bull and bear best judgment se best traderZaib786
23-01-2019, 11:39 PM
Dear forex members forex market bull and bear ki fight hai
Bull mean buyers and bear mean sellers bull and bear forex market mai kisi b cruncy ya metal ya gas ka trend bnaatay hain and inki fight mai Jo candles banti hain woh bullish and bearish kehlaati hain is tarha daikha jaye to forex market mai 2 tarha k trend bantay hain bullish trend matld buyers active and bearish trend matlb sellers active
Yeh trend kab bntay hain?
Bullish trend matlb jab market mai buyers ki pakar mazboot hoti hai tab bnta hai
Bearish trend jab market mai sellers ki pakar mazbot ho tab bnta hai
Agar hamein forex market mai successful trader banana hai to hamein market k in trends p trading krni chaye
Kuen k jab b koe trend start hota hai bullish ya bearish to yeah market ko apne hissab se chalata hai
Agar yeh trend hmari judgment mai aa jaein to ham aik successful trader ban jaatay hain

Hina232
03-04-2019, 01:15 PM
G ha mara khayal sa forex tranding members ki bull and bear ki fight ha bull means buyers and bear means sellers ap sab ka kaya kaya khayal ha friends