Best trading k lie kitna time darkar hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best trading k lie kitna time darkar hota hai
    Asallamo Alaikum dosto mai ap sab logo se is bare mai ilm khasil karna chahoga k ik acha trading karne k lie aur ik acha trader banne k lie kitna time darkar hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

    Asallamo Alaikum dosto.
    Jaisa k mai ne pocha hai ap sab logo se k ik acha trading karne k lie kitna time darkar hota hai to mere point of view k motabiq ye har insaan k do chezo par monkhasir hai ik ye k o insaan trading k bare mai kitna janta hai aur dosra ye k o apne trade ko kitna time deta hai to agar ik insaan trade ka jankari b rak ta ho aur o os trade ko time b de to o ik acha trader ban k deka sakta hai aue acha trading kar sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

      Well bro, ye to her trader pe depend karta hai, Kuch logo ki sekhne ki salahiat achi hoti hai to wo jaldi trading sekh jate hai aur wo kam time mein hi achi tarha se trading karne lagte hai per kuch log salo ke bad bhi is ko sahi tarha nhi samjh pate hai aur wo hamesha nuksan hi karte hai.
      • #4 Collapse

        Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

        G bilkul sai kaha aap ne . Trading sekhny k liay itna time drkaar huta h jic m ek trader apne work ko achy treky s seekh skta hu. Ye bat insan ki ability p depend krti h aur ic m insan ka interest huna b bht zrori h.agr ek insan trading m ziada interested huga to wo trading ko achy treky s seekh jae ga agr kisi insan ko ye kaam boring lgta huga to wo ic kaam m ziada interest ni ly ga aur wo seekh b ni sky ga
        • #5 Collapse

          Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

          brother ye zada tar trader per bhi depend karta hai kch log zaheen hoty hain or wo i plat form ko bhot jald seekh jaty hain lekin meny aisy log bhi dekhen hain jo kae arsy sy seekh rahy hain lekin aj bhi wo sahi sy nahi seekh saky
          • #6 Collapse

            Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

            Best trading whe hy jo informative ho ta k ap ziada sy ziada profit hasil kr sakain.Agr wqt ki bt ki jaye to trading aik shaks ki ability,mood or interest py depend krti hy.jo shakhs jitna ziada interest sy trading kry ga wo km wqt ma achy contents ki posting kr saky ga or us posting py us ko ziada profit mily ga..is liye posting krty wqt ap ki ability k sth sth ap ka interest bhi bht matter krta hy
            • #7 Collapse

              Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

              insan jo kaam bhi karta hy us kaam main kamyab hony k lie sub sy pehly jo zarori baat hy woh us kaam ko taim dina jo insan apny kaam mainjetna zeyada waqt dy ga utna hi juld
              woh apny us kaam main kamyab ho ga or jo insan apny karobar main jetna juldi kaam yaab ho ga woh is baat ki daliel ho gi keh is ny apny karobar ko waqt bara dia hy jes wajjah sy
              yeh is kaam main itna juldi kamyab ho gea hy to patta chala keh trading main kaam karny wala jetna zeyada tiam dy ga utna hi juldi woh trading main kamyab ho ga or is kaam sy
              zeyada naffah uthae ga
              • #8 Collapse

                Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

                Har koi chahta hay kay wo achi trading kary aur acha nafa kamay lakin ye itna asan nhi hota es kay liye bohat mehnat aur practice ki zarorat hoti hay. Agar aap Forex me acha kamana chahty hain to aap kay liye zarori hay kay aap kam se kam teen month demo account ko regularly use karain aur analyse karna seekh lain to aap acha earn karny kay kabil ho jain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

                  Bhai jaan aap ne Sahi kaha hai Ham Forex Upar itna time Hamen utna hi Paida Dena Jyada Se Jyada time mangta hai Jhotwara aap trading Ho time Denge aapko utna hi Sada agar aap online padane kar rahe hain to aapko chahie aap is per Jyada Se Jyada Waqt De Aur Ko samjhaie Jab aap ko kar lenge aur aap trading ko samajh Jaenge aur aap padane Karenge to aap ko Degi isliye main rameshwara hai aap apna Jyada Se Jyada time trading co De usse aap ek Achcha benefit Hassan kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

                    Assalamu Alaikum agar aap ek successful trader Banna Chahte Hain To iske liye kitna time require hota hai yah depend karta hai ki aap ismein kitne Jyada serious hokar Aur mehnat Ke Sath kam karte hain agar aap Iske knowledge ko jaldi game kar lete hain aur Market ko test karne ke liye time account ke upar Ek acchi practis Karte Hain To aap bahut jald Hi Ek successful trader Ban sakte hain lekin aapko ismein Kafi Jyada mehnat karni padati hai agar aap mehnat Nahin Karte aur Iske knowledge ko Hasil Nahin Karte to aap ko Kafi Jyada time lag jata hai ek successful trader banne ke liye
                    • #11 Collapse

                      Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

                      Dear forex members trading eik esa business hai jis mein ap apna jitna zyada time dein ge ap ko utna hi zyada profit ho ga. Agar best trading krna chahtai hain to ap ko apna zyada se zyada time trading ko dena ho ga kion k bgair time dyai ap kabhi bhi is mein Kamyab nhi ho skati
                      • #12 Collapse

                        Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

                        Best trading ke liye aap jitna bhi waqt the kam hai isliye aapko chahie Jitna ho sake Jyada Se Jyada Waqt Den Apne trading ko Hamesha Akira per Gaon Jaan rakhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Best trading k lie kitna time darkar hota hai

                          Ap trading ko jtna ziada waqt do gy ap utna ziada seekho gy sometimes log 1 saal lagany k bad khty han k hmn sb kuch maloom ha trading k bary m js se woh dosron ka nuksan krty han is liy ap jtna ziada waqt daty rhn gy trading ko ap k liy acha ha
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Jab ap apni trading main risk laity hain tu ap ko cheye kay ap achi trading kay leye koi be time dain lekin daily basis pay trade karain or ap apni trading main jab loss karain us mistake ko ap note karian. Kudh ki banai howi strategy banain or us pay work karain. Ap jab apni trading main skills ko loss karty hain tu ap apni mistake ko behtar karain. Ap jab apni trades ki mistake ko behtar karain gy tu ap kudh kay analysis or strategy ko bana sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X