trade in one pair vs trade in many?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade in one pair vs trade in many?
    ap khyal ma kon sa best ha or keww
    *** ThUnDer ***
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear i think that you shold trade on that pair in which there is perfact signal available of sell or buy in forex market you can do trading in any pair for this you should analyze forex market well if you want to become a successful trader this best for you
    • #3 Collapse

      wo pair best hy jis mein trader ka spread kam ho aur jo ziada volatile ho yani jis mein ziada movment ho ar ap ko trading ik sa ziada pair mein karne chahy kion k agar ap ko ko ik pair mein loss ho tu dosry pair sa profit ho sakta hy is trahn ap apny loss ko cover kar k profit kama sakty hen
      • #4 Collapse

        koi ek hi pair main trade karna bohat zarori hai jis main apko confirm pata ho market trend ka kyon ke different currency pairs par trade karne se apka mind bhi disturb hoga is lye main suggest karonga ke ap ek pair se trade karo.
        • #5 Collapse

          trading mai mil kr kam krna chahyi is liy kai kam bi jaldi hojata hai ur paisy bi jaldi mil jatu hai is mai kam krny ka mza ata hai mai is mai rozana kam krta hi
          • #6 Collapse

            forex trading is very risky business and you may learn well to earn you must trade in one pair this is better for you because when you trade in many pair then you do not understand well about trading and loose money
             
            • #7 Collapse

              dear pair ager apke best or fast ho ge tu pher he ap achi trading kar sko ge q ke ager apke pair down ho jate hain or apke pas exprencess b ho ga tu aap her b loss me chale jao ge as lye pair importent hain
              • #8 Collapse

                Yeh her kisi ka personal decission hota hai k woh kia prefer kerta hai, mein aik se ziada currencies per trade kerne ko prefer kerta hun, aap forex mein apne aap ko limited ker kabhi aage nahin barh sakte aur aisa nahin hota ke aap aik currency pair ko leker sari zindagi us mein kaam kerte rahain. Risk lena perta hai mager calculated risk.
                • #9 Collapse

                  Forex market me meray khyal say best pair EUR/USD hai.Or hamay sirf one pair me hi trade karni chahye.Ziada pairs me agar hum trade karen gay tu cross trade bhi ho sakti hai.Jis say hamay big loss ho sakta hai..
                   
                  • #10 Collapse

                    Jab tak trader acha experienced trader nahi ho jata hai woh zaida pair mai trading nahi kary.Newbie k leye zarori hai k woh starting career mai just 1 pair pay trading karay mazeed pair pay trading nahi karay.Jab trader aik pair pay trading karta hai tu woh easily us pair k bary mai mazeed learn b kar sakta hai or sath mai achy analysis b bana sakta hai es tarha woh bhout jald acha experience hasil kar leta hai jab us ka experience acha ho jaey tu tab woh baqi pairs ko bari bari learn karay.
                    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                    • #11 Collapse

                      dost meray khyal main ye cheese forex bussiness main tagarbay ki waja say ahti ha start main admi ko aik hi pair pe kam kana chaiya aur joon joon uss la tagaba barta jahay ga wo aik saat kahi npair pe bi baahsaani kam kar sakta ha but baat saari tagarbay aur lagan ki ha
                      • #12 Collapse

                        Ap ko trade sy pehly strategy banani parti hai, agr ap ek plan k mutabik work krty ho to i hope k earning kafi hogi, or loss b nai hoga. es liye jis pair mei ap ka experience ho usi pair mei trade kren to behtar hoga.
                        • #13 Collapse

                          forex trading ma pair sab se best ha ku k ma to es ma he kaam kart ho jo muj ko profit he data ha na ka loss es ley pair best ha seb se.
                          • #14 Collapse

                            It is wise to start trading with one pair, this will help you gain experience before you start trading in many pairs. If you are a good trader, the finances will dictate on how many pairs you will trade on. The other indicator will be your skills if you will be able to follow the many pairs successfully without neglecting one or losing in all.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              i will suggest many paris, and aik baat yeh k jis mai clear signal ho us pair ko kerna chaiay and many paris ka fayeda yeh hai k lazmi nai k aik he pair se profit ho, agar kisi aik pair se profit boht kam ho ya loss ho jaye to dusray pais se us ki talfi ki ja sakti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X