Reasons of inflation in Pakistan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reasons of inflation in Pakistan
    Asslam Alaikum dear members aj me Pakistan me inflation ki reasons ko discuss krun gi inflation ka mtlb ka mtlb h prices ka bht zyada ho jana jb hm bht zyada peson se kisi chiz ki bht km miqdar khrid sken yani currency ki value bht km ho jati h. Inflation ki mandrja zail vjuhat ho skti hn
    High production cost inflation yani qeemton me izafy ki ek bri vja production cost ka zyada hona h yani agr koi chiz products krty huye expenses bht zyada ho rhy hn to obviously vo company apni product k charges bhi zyada ly gi
    Excess of money or excessive printing of money kbhi kbhi state bank bger zmant k ya reserves k currency jari krta rehta h ta k waqti tor pr kmi na ho or maeeshat ka circle jari rhy to is surat me jari hony vali currency ki value bhi bht km hoti h or us currency se hm bht km miqdar me chiz khrid skty hn
    International lending and national debt bht bar govt dusry mumalik se qarz le leti hn jis k liye govt ko interest bhi pay krna prta h
    Increase in demand agr kisi chiz ki demand uski supply se zyada ho to us chiz ki qeemten brh jati hn
    High taxes bht sari firms or companies gOvt ko taxes pay krtkrti hn or vo apny ye taxes b apni chiz ki qeemat me add kr k sarif se leti h jo qeemt me izafy ka sbab bnta h
    Rising wages ajkl labourers ki wages bhi bht zyada ho gai hn jis ki vja se us product ki prices high ho jati hn
    Shortages are created kai dfa bht se mafias kisi chiz ki masnooi qillat peda krty hn ta k us chiz ki zyada qeemt wsool ki ja sky
    so dear members ye to thy inflation k reason jin ki vja se qeemten bht brh jati hn i hope apko is post se kuch faida hoga ap log bhi apni knowledge zrur share kren...thanks👍
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reasons of inflation in Pakistan

    Assalam o alikam... G inflation ki sbsy bri wjha pakistan pr qarza hy.jesa k hm sbhi janty hn k hmry country pakistan pr bhout ziada qarza hy jbh bhi us qarzy ko khtm krny ki koshish ki jati hy us wakt hi koi masla darmyan mn aa jata hy. Jesy k sbsy phly qarz utarny k liye hi taxes lgye gye ubh unh taxes ki wjha sy mehngai barhi mehngayi brhi tou ghreeb logon ka tou khana peena bhi mushkil ho gya jesy jesy mehngayi barhi wesy wesy poverty bhi brrhi... Ubh pakistan k taxes chl hi rhy thy k achank corona virus ko wjha sy pakistan or duniya bhr ki economy ko bhout nuksan hoa... Taxes lykin main reason hyn inflation k or hmry mulk py jo debts hn wo reason hn taxes ki..
    • #3 Collapse

      Re: Reasons of inflation in Pakistan

      Ji han bilkul dear aapane bahut hi Achcha aur detail third Hamare Sath Pakistan Forex forum per share Kiya Hai Diye Ham dekhte hain ki Jab Ham Pakistan ki inflation ke bare mein dekhte hain to Iske behind yahi reason hoti hai ki Pakistan mein inflation bahut jyada Hai Jiski vajah ji hai ki ismein bahut jyada products Aisi Hain Jo ki bahut jyada hai prices mein taiyar ho rahi hain aur Hamari cost of goods manufactured bahut jyada ho gai hai Jiski vajah se Ham koi bhi chij banate hain to uski prices bahut jyada ab Chali jaati hai aur usko dusri taraf se bhi dekhte hain ki Hamari paison ki value bahut jyada down ho gai hai.
      • #4 Collapse

        Re: Reasons of inflation in Pakistan

        Pakistani currency e ki value kam hone ki bahut sari reason Se Hain Jin Mein Sabse Badi reason Ya Hai Ke Hamare country ko internationally Itna Jyada saaf consider nahin kiya jata hai Iski vajah yah hai ki Hamare India ke sath relations acchi Nahin Hai aur India is Baat ko bahut jyada Upar uthata hai ki Pakistan Ek safe country Nahin Hai Jiski vajah Se Na to log Pakistan mein invest karte hain aur na hi Pakistan ke andar Aakar trade karna chahte hain Agar Ham up International Taur per Pakistani ko safe countries are HAL kar den to log Hamare country Mein Aakar invest Karenge to hamare country ki currency automatically improve Hogi aur less economy ka problem bhi solve ho jaega bahut Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Reasons of inflation in Pakistan

          INFLATION is once again the news, having risen further to 8.2 per cent in February. That inflation comes with costs is not news. For the poor, a rise in the prices of essential items (if it exceeds income growth) can be a death knell, both literally (for subsistence households), and indirectly, due to the inability to afford needed medical and health spending. It can also force parents to choose between whether their child goes to school or works.
           
          • #6 Collapse

            Re: Reasons of inflation in Pakistan

            INFLATION is once again the news, having risen further to 8.2 per cent in February. That inflation comes with costs is not news. For the poor, a rise in the prices of essential items (if it exceeds income growth) can be a death knell, both literally (for subsistence households), and indirectly, due to the inability to afford needed medical and health spending. It can also force parents to choose between whether their child goes to school or works.</strong><br>
             
            • #7 Collapse

              Re: Reasons of inflation in Pakistan

              Hamen apni taraf say apny mulk ko saf rakhna chahey tkaeh hum apny logon ka khyal rak nsaken gy tu hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chhaey tkaeh hjum nakam anh hon baleh hum achy soch kay sath as men mahnat kar saken kun kay forex emn kam karna bahut mushkil ho gaya hy as men joj himat kay sath kam karty hain tu voh achy earning hasil kar sakty hain tu hamen saber kay sath acha kam jary rakhna lazmen hota hy tab ja aky hum kamyaby hasil kar sakty hain warna hum nakam ho jaty hain tu hamen achy tarah say apny mulk pakistan ko clean rakhna chahey tkaeh hum nakam anah hon balkeh hum mahnat kar kay achy earning hasil kar saken kun kay forex men bagheer achy soch kay sath hjum kamayby hasil nahin kar sakty hain tu hamen jaldi kay sath koi bh ekam nahin karna hota hy agar hum dekh bhal kar forex emn koi bh ekam karty han tu hum kamayb ho jaty hain
              • #8 Collapse

                Re: Reasons of inflation in Pakistan

                Han to Aaj Ham discuss kar rahe hain inflation ? To Yahan per Ham sabse pahle Dekhenge ke inflation hai kya inflation ka matlab hai Roj Roj badhati Hui kimat aur Roj Roj badhti Hui Mehangai aur Roj Roj badhati Hui chijon ke paise Is Tarah Se berojgari badh rahi hai aur jo Garib Hai vah chij Lene se bilkul kasar Ho chuke hain aur vah apne ghar ke Sauda sala bhi nahin kar sakte insulation aajkal jacomun ho chuki hai aur inflation is Daur Hukumat mein bahut hi bahut hi badh chuki hai
                • #9 Collapse

                  Re: Reasons of inflation in Pakistan

                  Inflation ki agar main reason ko check out kiya jaaye to inflation Ki Main recent Hamare kam per hai Kyunki Ham Pakistan mein log Mein Aati Nahin Hote Na to vah mehnat karte hain na hi vah apni kam aur apni performance se ek fayda Hasil Karte Hain minti Log Hamesha Waqt Ka Samna kar lete hain inflation Hamen
                  • #10 Collapse

                    Re: Reasons of inflation in Pakistan

                    2003 ur 2010 k doran pakistan main average inflation rate 10.15 tha jo k bhot zayada high he. Is ki reasons ye hain
                    1. Printing of currency notes:
                    Pakistan main state bank bhot bari miqdaar main currency note print kar rha he jis ki waja say rupees devalue ho rha he ur inflation increase ho rhi he.
                    2. Shortage of necesdary items:
                    Roz marah ki zaroorat ki chezain bhot kam ho rhi hain jis ki waja say prices high ho rhi hain ur infaltion increase ho rhi he.
                    3. Corruption: corruption ki waja say mony londering increase ho rhi he ur infaltion increase ho rhi he.
                    4. High texes: High tex rate goods ki price increase kar data he jis say inflation automatically increase ho jati he
                    • #11 Collapse

                      Re: Reasons of inflation in Pakistan

                      ​Definition of Inflation?
                      Teezi sy barhany wali qeematoon ko inflation kaha jata hai. Kisis bhi economy main prices ka bhut jaldi barh jana inflation kehlata hai.

                      PAKISTAN AUR INFLATION:

                      Pakistan ki economy ek developing economy hai aur yahan par economical challenges ka sama hai jis kis waja sy bhut sy economical effects ka sama karna par raha hai jesa keh unemployemet , economic unstability , currecny devaluation aur wahein paar saab sy zada INFLATION bhi barh rahi hai . Jis ki waja sy pakistan ki economy bhut agy taak nai ja rahi hai aur recession ya recovery (phase) business cycle main he hai. Yeah cheezain pakistan ki economy ko bhut zada asar andaaz horahi hain.


                      Reasons Of Inflation in Pakistan?

                      Pakistan ki ecocnmy k andar bhut si esi reasons hain jin ki waja sy inflation increase horahi hai aur Pakistan main in reasons ki waja sy ration of inflation kaam ni horaha hai.
                      1) Paper currency ki bhut zada printing hai jo k bhut bari waja hai inflation ki.
                      2) Govt of pakistan bhut sy ese projects paar apna paisa invest kar rahi hai jin ka long term koi benefit nai hai.
                      3) Pakistan main kisi bhi product ko banay k liye bhut zada cost deni parti hai jo inflation ko create karti hai.
                      4) Current Account pakistan ka hamesha sy he negative hai aur jis ki waja sy investment nahi hai.
                      5) Pakistan sy bahar rehny waly foreign remittances nahi karty hai .
                      6) Pakistan main seyasi sooreta-e-haal kafi kharab hai jis ki waja sy industries kaam choor kar other countries shift hogai hain.


                      Yeah saab reason hain jo k bhut zada pakistan ki economy ko effect kar rahi hain aur inflation ki reason baan rahi hain. Jin ki waja sy inflation rate kaam hony ki bajaye bhut barhta chala ja raha aur pakistan inflation ki waja sy bhut si problems ka shikaar horaaha hai.
                      Last edited by ; 04-04-2021, 09:33 PM.
                      • #12 Collapse

                        Re: Reasons of inflation in Pakistan

                        Pakistan ki economy ka koi lain dain Forex sy nahi hai. han ap ager dollar kay strong hony ki bat karain gy tu ap ko pata chaly ga kay Pakistan ki economy ki halat jis kadar strong ya weak hogi us kadar pkr high ya low hoti hai. lekin es ko ap Forex main nahi lay kay ja skty ho. ap us kay leye aisi news ko follow na karian jis sy ap ka time waste ho. just apny trading pair ko follow karna cheye.
                        • #13 Collapse

                          Interest Rate Expectations Monitor Karna:

                          Interest rate expectations monitor karne ke liye kai tareeke hain, aur ek sabse important news release hai Federal Reserve ka "dot plot". U.S. central bank is dot plot se apni interest rate ki outlook ko signal karta hai. Dot plot, har Fed meeting ke baad publish kiya jata hai, aur isme Federal Open Market Committee ke 16 members ki projections hoti hain (woh log hain jo interest rates set karne ke zimmedar hote hain).

                          Interest Rate Ka Differentials:

                          Interest rate differentials bhi important hote hain. Forex traders ek technique istemal karte hain jisme ek currency ki interest rate ko dusri currency ki interest rate se compare kiya jata hai, aur isse currency ki kamzori ya mazbooti ka faisla kiya jata hai. Dono interest rates ke beech ka farq, "interest rate differential" ke naam se jaana jata hai, aur yeh value tumhe currencies ke shifts ko pehchanne mein madad karega, jo pehle se zyada zahir nahi hote hain.

                          Interest Rates Opposite Directions:

                          Jab dono direction main interest rates opposite directions mein chalte hain, toh market mein bade swings dekhne ko milte hain. Ek currency ki interest rate increase aur dusri currency ki interest rate decrease, yeh sharp swings ke liye perfect equation hai!

                          Nominal Aur Real Interest Rates Mein Kya Farq:

                          Nominal interest rate hamesha puri kahani nahi batata. Nominal interest rate inflation ke adjustments ke pehle wala rate hota hai.

                          1 Real interest rate:

                          Real interest rate = Nominal interest rate Expected inflation

                          2 Nominal Interest Rate:

                          Nominal rate usually woh rate hota hai jo hum dekhte hain (jaise ki bond ki yield).

                          Example:

                          Markets is rate par zyada focus nahi karte, balki real interest rate par focus karte hain. Agar ap kay paas ek bond hai jiski nominal yield 6% hai, lekin saalana inflation rate 5% hai, toh bond ka real yield 1% hoga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Interest Rate Expectations Monitor Karna:
                            Click image for larger version

Name:	download (51).jpeg
Views:	19
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12891605


                            Interest Rate Umeedon Ka Monitor Karna"

                            Interest rate expectations monitor karna ek ahem amal hai jo investors, economists, aur policymakers ke liye zaroori hai. Yeh unhe future economic conditions aur monetary policy ke baray mein sahi sochne aur tayyar hone mein madad karta hai. Neeche diye gaye kuch points, ek mukhtasar taur par, interest rate expectations ko monitor karne ke liye madadgar ho sakte hain:
                            1. Economic Indicators Ka Tafteesh: Interest rate expectations ka monitor karne ke liye, pehle toh economic indicators ka tafteesh karna zaroori hai. GDP growth, employment data, aur inflation rates jaise factors ko closely observe karna chahiye.
                            2. Central Bank Communications: Central banks, jaise ke Federal Reserve, European Central Bank, aur Bank of England, ke communications ko closely follow karna zaroori hai. Unki public statements, speeches, aur monetary policy meetings ka tafteesh karna interest rate expectations ko samajhne mein madad karta hai.
                            3. Market Expectations: Financial markets ka sentiment aur expectations bhi interest rate expectations ko influence karta hai. Interest rate futures, bond yields, aur forex markets ka analysis kar ke market expectations ko samajhna zaroori hai.
                            4. Economic Forecasts Aur Surveys: Economist aur financial institutions ke economic forecasts aur surveys bhi interest rate expectations ko monitor karne mein madadgar ho sakte hain. In forecasts aur surveys ko samajh kar, market ki sentiment ko samajhna zaroori hai.
                            5. Inflation Outlook: Inflation ke dar par bhi nazar rakhna zaroori hai. High inflation ke samay mein central banks usually interest rates ko increase karte hain, jab ke low inflation environment mein rates ko cut kiya ja sakta hai.
                            6. Political Aur Geopolitical Developments: Political aur geopolitical developments bhi interest rate expectations ko influence karte hain. Kisi bhi major political event ya geopolitical tension ke hone ya na hone par, markets ke interest rate expectations par asar hota hai.
                            7. Global Economic Conditions: Global economic conditions bhi interest rate expectations ko monitor karne mein madadgar hoti hain. World economic growth, trade tensions, aur international monetary policies ko samajh kar, interest rate expectations ko assess kiya ja sakta hai.
                            8. Financial Stability: Financial stability aur risk assessment bhi interest rate expectations ko influence karta hai. Agar financial markets mein instability ya risk increase hota hai, toh central banks usually interest rates ko adjust karte hain.
                            9. Real-Time Data Aur Analysis: Real-time data aur analysis ka istemal karke interest rate expectations ko monitor karna zaroori hai. Economic indicators, market movements, aur central bank communications ko real-time par follow karna important hai.
                            10. Flexible Aur Dynamic Approach: Interest rate expectations ka monitor karte waqt, ek flexible aur dynamic approach apnana zaroori hai. Market conditions aur economic factors mein tabdeeliyon ka tajziya karte waqt, apni expectations ko adjust karna zaroori hai.

                            Interest rate expectations monitor karna economic decision-making aur financial planning ke liye zaroori hai. Is tajziya ke zariye investors aur policymakers apne decisions ko better inform kar sakte hain aur market volatility ke samay apni portfolios ko protect kar sakte hain.



                            اب آن لائن

                            Working...
                            X