Types of Pair and Pair Trading Part 2
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of Pair and Pair Trading Part 2
    Dosto mene Part 1 mai ap logo ko iski Definition batai thi 2 part mai apko Example se Samjhanga
    Dear friends jub ap forex market main trade karty hoto ap ak ksi b currency pair mai buy ya sell kar rahy hoty ho,for example EUR/USD ka jo pair ha us mai apko lagta hai Euro valuable ho gaya ha up jaye ga to ap EUR/USD k pair mai se Euro buy kar laity ho,aor agar isi EUR/USD k pair main apko mehsos ho k aj Euro ki market down jaye gi to ap Euro sell kar dyte ho...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne bohat achi information share kee hai ye new forex forum account ke members ke bohat kaam bhi aa saktaa hai ager on ko nahi pata thanks for information
    • #3 Collapse

      Dear friends jub ap forex market main trade karty hoto ap ak ksi b currency pair mai buy ya sell kar rahy hoty ho,for example EUR/USD ka jo pair ha us mai apko lagta hai Euro valuable ho gaya ha up jaye ga to ap EUR/USD k pair mai se Euro buy kar laity ho,aor agar isi EUR/USD k pair main apko mehsos ho k aj Euro ki market down jaye gi to ap Euro
      • #4 Collapse

        bhai jee ... iss bare main mujhe ziada pata nahi hai .... kay yeh kiss type ki parings hain ya ager koi pairing hai to uski types hain ya nahi .. mujhe yhy perh kay pehli bar andaza hua hai is bare main
        • #5 Collapse

          dear ap ny buhat hi achi tareky sy guide kia ha .aur mary khiyal ma sub ko smj age ho gi pair k baray ma .ap isi tarah example da kar inforamtion share kia kary ta k new member zeyada sy zeyada smj asaky aur achi information hasil kar saky
          • #6 Collapse

            yes aisa hi hota hai agar kisi pair ki value down hoti hai to us ko sell kia jaata hai aro agar up jaane wala hota hai to us ko buy kia jaata hai
            • #7 Collapse

              g bhai jaan ap ne kaha o bilkul thek hai lekin yeh kis tarah pta chale ga k euro valuable ho ga ya marke euro ki down jai gi . bhai is ka koi tarika btain ap ki mehrbani ho gi. tak sb doston ko samajhne mein asani ho
              • #8 Collapse

                Thank u so much ap ek phle information bhe bhot useful thae hum jase new members ke laye or ya new thred bhae bhot zayda useful sabat hogae hum logo ke laye ap us tarh inforamtion de kar samjh kar forex ake pattern rules ko junior memebers ke laye bhot zayda faida date hae un ke help ho jaet he
                • #9 Collapse

                  yes main app ki baat say puri tarha mutifiq hoon forex main humery pass bohat say pairs hain jen main major and cross pairs trading k leay sab say best hain jin main hum safe trades ker k acha profit bna sagty hain
                  • #10 Collapse

                    bhai bohat sary currency pairs hain hamy hamesha wo currency pairs use karna chayye jis sy hamy yeh andaza rahy k us ki movement kasi ha market ma us ka kia trend chal raha ha pher us hisab sy hi hamy apni trade on karni cahhye...
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Types of Pair and Pair Trading Part 2

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: A&M PRODUCTION پيغام ديکھيے
                      Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne bohat achi information share kee hai ye new forex forum account ke members ke bohat kaam bhi aa saktaa hai ager on ko nahi pata thanks for information
                      Ap ko 2 tarha kay pairs milain gy. aik pairs hoty hain major pairs jin mai ap ko bary economically counties ki currencies ati hai like eur usd, nzd, cad, aud, etc yeh bary currencies kay mil kay pairs bany hoty hain or phir 2nd pairs hoty hai exotic pairs hoty hain jin mai low counties ki currencies hoti hai.Ap koshish karain kay maor pair mai trade karain aik tu un ka spread be kam hota hai or un ki movement kafi achi hoti hai us sy ap ko pata chalta hai kay nay kaisy analysis karna hai or kafi acha work karta hai exotic pair ki movement kafi fast or ajeeb tarha ki hoti hai. esleye major pair ko chose kar kay earning ki ja sakti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X