Currencies ko Yad Karne ki Trick
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies ko Yad Karne ki Trick
    Dear friends in ko forex language main yad karnay ka asaan method ye hai k ap alag alag currency ka forex language main name yaad karain.ap ko pair automatic yad ho jaye ga.
    mere sare Currencies wale posts ko Focus kare ap logo ko Bohat Faida hoga :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: salmanmemon پيغام ديکھيے
    Dear friends in ko forex language main yad karnay ka asaan method ye hai k ap alag alag currency ka forex language main name yaad karain.ap ko pair automatic yad ho jaye ga.
    mere sare Currencies wale posts ko Focus kare ap logo ko Bohat Faida hoga :)
    bhai ap dono currencies ko ek sath naam ko yad kr k bhe on ko zaheen nasheen kr sakty hian ,wase to insaan ko jis cheez se profit hota hai wo easily os ko yad kr laity hain
    • #3 Collapse

      Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne aik sahi or achi baat kee hai is se hume asaani se trading aa sakti hai or hum loss se bach ker apna profit asaani se hasil ker sakte hai thanks for post buddy
      • #4 Collapse

        bhai jha tak mera khyal hain forex trading business main ager hum her pair per trading kerte hain to un k naam hud he hume yad ho jate hain iss k leya itni mahnat kerne ki zaroorat nai hai hume apna wo time learning main use ker lana chahiya :)
        • #5 Collapse

          Currencies ko yaad krnay k bohot sai trick hain. Hum currencies ko easily yaad kr sktay hain. Is k liye bs aap ko thori si mehnat krnay ki zaroorat hogi agar aap ne mehnat krli to aap kamiyaab hojaogay.
           
          • #6 Collapse

            Dear yad kerny ki kia zarorat hy app k jo favourite piars hain un ko alag select ker laen gay to pher app ko wo khud he yad ho jaen gay our currencies mai trading boht useful our safe hoti hai
            • #7 Collapse

              app nay apnay post kay link tu diye nai , post ko kaisay dykhain , or ic post main kuch muktsar hi bta dyte ap kuch tips, asal main pairs khud hi bata daytay hain wo kiya hain , for example : United state Dollar = USD , or ici yarhan Japaneses Yen = JPY etc
              • #8 Collapse

                Currencies ko yaad krnay k bohot sai trick hotay hain agar hum in tricks ko follow krtay hain to hum easily currencies ko yaad kr sktay hain wrna hum yaad bilkul nhi kr sktay.
                 
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men currencies ko yad rakhny ki tricks jo btai hen wo bilkul theek hen men currencies pr trade nahi krta men gold ki trade krta hn gold sub sy best hy is ki daily ki movement boht zayada hy
                  • #10 Collapse

                    Deear mery khyal sa ye koi itna mushkil nhi hai aap ko har pair k ahr word sa uss curency ka pata lag jaya hai hai k wo kya curency hai
                    or iss ma koi mushkil bhi nhi hoti hai
                    jesa k eur usd iss ko aap simoly smjh sakty hain k iss ka kya mstlab hai ik traf base cureny hai or ik traf counter currency hai
                    or iss ko yad krny k liye koi trick bhi zaroori nhi
                    • #11 Collapse

                      forex men currency ko yad karny k lye currencies k country k nam sy b yad kar sakty hn ye har insan par depend karta ha wo currency ko kasy yad karta ha jomethod suitable ho us sy yad kia ja sakta ha
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mayo0786
                        bhai jan agr ap ne ne forex currency k namo ko yad karna hai to a
                        ap in ko google sey search kar lo waha pe is sey bohat zayda tricks available hain ok dear
                        nhi yar google pr tu koi trick nhi haia ese nam yad rkny ki wesy ye bui koi mushkil tu hai hhi ye tu ma smjhta hon common sense ki bat hai hala k ma new hon ohr bh sab yad hsi
                        • #13 Collapse

                          assalam o alaikum jee mera yeahi kahyal hy ke curriencies ko yaad karne ke leyay bar bar parhna hoga tab yaad karsakte ho thanks a lot
                          • #14 Collapse

                            hmmm acha g acha g thnku so muchh k apny ye bat shre ki..nwazish apki.dekh lety hen konsi tricks hen aur kesy curruncies ko asani sy yad krna hey... koi na koi short method to hota e hey hr kam k liye.ykenan iska bhi hoga to lets see.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes it is very good for all who want to get some knowledge. Learning names of currencies is very good and basic thing. It is because new currency trading is the best thing for new comers and beginners . They should start their trading from currency. These are very good tricks to work and earn. So get knowledge and learn names of currencies.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X