Head and Shoulder Stratagey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head and Shoulder Stratagey
    Assalamualikum dear friends aj ham bat karein ga head and shoulders ka bara ma , ya ek bearish reversal chart pattern ha matlab jo tezi ka tredn chal raha ha wo kahtam ho chuka ha or abupttrend ki shururwat hona wali ha .

    Head And Shoulder kasa dikhaye deta ha :

    jasa ka Dosto uptrend tredn chal raha ha or head and shoulder ka banana ma yaha zaruri ha ka pichla tredn uptrend ho ,or uptrend upar ki taraf barhta hue ek resitance la kar dobara necha aye or ek support banata ha or wahi par ruk jati ha is tarah sa (pahla shoulder) banta ha .Isa left shoulder kahta hain iska bad price wapis sa upar ki taraf jata ha or pahla shoulder ka high ka upar nikal jata ha or 2nd resitance banata ha or wapis sa necha ajata ha ya girawat pahla shoulder ka necha tak ana chayei, iska bad yaha girwawat pahla support tak ruk jati ha ,yaha dusra support pahli support ka muqabla uska barabar ya upar necha ho sakta ha ,yaha pa 2nd support pahli support ka upar ya barabar ho to bohat achi bat ha kuk is sa head and shoulder ki accuracy barh jae gi is tarah sa is pattern ki (head) ki pahchan hoti ha,ab iska bad price wapis sa upar jana lagta ha or left shoulder ka barabar resitance la kar ya uska necha wapis a necha ana lagta ha or is abr yaha girawat bohat tez hoti ha yaha girawat ek tarah sa tezi ka tredn ko khtam kar deti ha is tarah sa dusra shoulder banta ha isa (right) shoulder kahta hain .Ab ap ek abt ka dihan rakhein ka dono shoulder ek dusra ka upar necha hosakta hainn kabi left shoulder upar ho sakta ha kabi right shoulder,lakin head kabi bi dono shoulder ka mukabla necha nahi hosakta ,head hamesha dono shoulder sa upar hi raha ga ,aksar left shoulder ma voulme head or right shoulder ki tluna a zyada hota ha ,or in dono ma kam hota ha ,lain jab price right shoulder banana ka bad necha ana lagta ha to volume bhi barhna lagta .Dosto ek shooulder ma kam sa kam 7-8 candles ka fasla hona chaye .to dosto is tarah sa chart pattern ki pahchan hoti ha .dosto head and shoulder ma time frame ka koi khas part ni ha ya har time frame ma banta hain or acha sa kam karta hain .Agr ap isa intraday ma dekh raha ha to isma 7-8 candle ka gap hoga ,agar ap isa short ter ma dekh raha hain to ap 3-4 week ka gap hoga ,or agar ap medium term ma dekh raha hain to apko 3-4 month k a gap hoga or agar ap long term ma dekh raha hain to 7-8 month ka gap hoga .

    How To sell With Head and Shoulder?

    Jasa ka dosto isma selling karna ka lie dono shoulder ka bech ma jo do support hhain un do support ka low ko touch karta hue ek trend line khenchna hogi is trend line ko (neck line) bhi kahta hain .
    Ab apko isma selling karna ka lie yaha dekhna ha ka jab price right shoulder banana ka bad jab koi candle trendline kka necha closinng da da to uska bad wali candle ma selling karni haor selling karna ka foran bad jis candle na low ka necha closing di ha uska high ka upar ka stoploss lagana ha ,isi nech trade lana sa pahla apko ek bat ka dihan rakhan bohat zaruri ha trade lana sa stoploss lagana ka jo differene ha wo risk reward ratio ka rule 2% ka mutabik hona achaye agar ya 2% ka mutabik nahi ha to hamein trade nahi lani ha ,uska bad apko trailing stoploss lagana ha .Ab isma akhri point yaha ha apn aprifit book kaha karn ha profit book karna ka lie hamna ya dekhna ha jab price pahla suport banata ha isa ham name deta ha point A or jaha head banata ha isa ham naem deta ha point B .Ab point a or b ka jo difference ha wo hamara target ha.right shoulder banana ka bad jab price neck line ka necha jata ha tab point a or point b ka jo differenence ha wo necahki taraf hamara target hoga ga,jasa ka point a or point b ka jo diffference ha wo 10 ka,or jab price 10 point tak ponch jae hama foran profit book karna ha .To is tarah sa ham head and shoulder sa selling kar sakta hain .

    Click image for larger version

Name:	sell.png
Views:	1
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12480473
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Head and Shoulders forex trading strategy ek popular technical analysis tool hai, jo traders ke liye ek powerful reversal pattern hai. Is strategy ka istamal karke trader ko market trends ka pata lagta hai, aur woh potential trend reversals ke baare mein jankari hasil kar sakta hai. Head and Shoulders strategy ke pattern ko identify karne ke liye trader ko price chart ke patterns ko observe karna hoga. Ye pattern typically aise time par develop hota hai jab price trend reversed ho raha hota hai, ya phir kisi market mein trend change hone wala hai. Head and Shoulders pattern ek bullish trend reversal pattern hai, jo ke generally uptrend mein develop hota hai. Is pattern mein price chart par kuch peaks hote hain jinhe shoulders kaha jata hai, aur ek bada peak hota hai jise head kaha jata hai. Iske baad, price chart mein ek neckline ban jata hai, jise support ke roop mein istamal kiya jata hai. Jab price chart mein Head and Shoulders pattern develop ho jata hai, toh traders generally ek short sell trade ko enter karne ki salah dete hain. Iske liye trader ko neckline ke break ke baad sell trade ko enter karna chahiye. Iske baad, trader ko stop loss aur take profit levels ko set karna chahiye. Advantages:
    • Reliable pattern: Head and Shoulders pattern ek reliable trend reversal pattern hai jo ke traders ke liye powerful trading tool hai. Ye pattern market trends ko analyze karne mein madad karta hai aur potential reversals ke baare mein traders ko pata lagne mein madad karta hai.
    • Easy to identify: Head and Shoulders pattern ko identify karna traders ke liye easy hai, jisse traders ko time-saving hota hai. Iske liye traders ko price chart ke patterns ko observe karna hoga.
    • Risk management: Head and Shoulders strategy traders ko risk management karne mein madad karta hai. Jab trader ko sell trade ko enter karna hota hai, toh woh stop loss aur take profit levels ko set kar sakta hai jisse ki unhe apni trading strategy par better control milta hai.
    Disadvantages:
    • False signals: Head and Shoulders strategy ko istamal karne se traders ko false signals mil sakte hain. Ye strategy keval ek tool hai aur trader ko ekdum sahi signals provide karne ki guarantee nahi hai.
    • Time-consuming: Head and Shoulders strategy ko effectively use karne ke liye, traders ko bahut saare charts analyze karna padta hai. Ye process time-consuming hota hai aur traders ko apne trading plan ke hisab se time manage karna hota hai.
    • Requires practice: Head and Shoulders strategy ko effectively use karne ke liye, traders ko practice ki zaroorat hoti hai. Is strategy ko effectively use karne ke liye traders ko technical analysis aur risk management ka knowledge hona zaroori hai.
    Head and Shoulders forex trading strategy ko trade karne ke liye, trader ko price chart par pattern ko identify karna hota hai. Jab trader ko Head and Shoulders pattern identify ho jata hai, toh woh ek short sell trade ko enter karne ki salah deta hai. Iske liye trader ko neckline ke break ke baad sell trade ko enter karna chahiye. Iske baad, trader ko stop loss aur take profit levels ko set karna chahiye.
    • Identify the Head and Shoulders Pattern: Head and Shoulders pattern ko identify karne ke liye trader ko price chart ke patterns ko observe karna hota hai. Ye pattern typically aise time par develop hota hai jab price trend reversed ho raha hota hai, ya phir kisi market mein trend change hone wala hai.
    • Identify the Neckline: Head and Shoulders pattern mein price chart par kuch peaks hote hain jinhe shoulders kaha jata hai, aur ek bada peak hota hai jise head kaha jata hai. Iske baad, price chart mein ek neckline ban jata hai, jise support ke roop mein istamal kiya jata hai.
    • Wait for the Breakout: Jab price chart mein Head and Shoulders pattern develop ho jata hai, toh traders generally ek short sell trade ko enter karne ki salah dete hain. Iske liye trader ko neckline ke break ke baad sell trade ko enter karna chahiye.
    • Set Stop Loss and Take Profit Levels: Jab trader ek sell trade ko enter karta hai, toh woh stop loss aur take profit levels ko set karna chahiye. Stop loss level ko set karne se trader ko apni loss ko control karne mein madad milti hai, aur take profit level ko set karne se trader ko profit ko lock karne mein madad milti hai.
    Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Head and shoulder strategy bhout behtreen hai. Ap jab apni head and shoulder kay chart ko use karty hain Ap time frame ka use karain woh time frame low ho ya bara ho yeh ap ki trading strategy pay depend karta hai. Ap jab es ko use karty hain tu ap es kay time frame ko change na karain.Head and shoulder mai ap aik time frame rahk kay es ka acha result daikh sakty hain. head and shoulder bottom mai banaye ya top pay ap es kay mutabiq sale ya buy kar kay achi earning ho sakti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X