Candle sticks pattern ki modification
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle sticks pattern ki modification
    Dear members.
    Bohat saray log aisay hain jo kuch charts dekhtay hain to unko hairat hoti hay keh candles k color red and blue, green and red, yeh sab kaisay hotay hain, jab k un k pass sirf green and black atay hain. to is cheez k lye may ap ko aik chota sa shortcut key batana chahta ho, jis say ap apnay candle sticks k color ko apni sahulat k sath change kar saktay hain.

    Wo, key hay (F8), is key ko agar ap ksi bhi chart par click kar k press karain gay, (matlab yeh k chart select hona chahiyay) to us ki properties ajaye gi, wha par ap ko bull candle, bear candle ka option nazar aye ga, color k sath, ap us color par click karain aur apni marzi ka color choose kar lain, usi window may ap ko preview bhi nazar ajaye ga, apni marzi k colors choose karnay k baad ap jab "ok" karain gay to ap k chart par wo color apply ho jaye ga.

    Is k sath sath aik cheez aur bhi ap ko batata chalo, aur wo yeh hay keh usi window may second tab par bhi kuch options hain, jin may say aik zaroori option "Ask line" ka bhi hay, ap agar us par "check" lagatay ho to ap k chart may bid line k sath sath ask line bhi show hona shru ho jaye gi, is ask line say ap ko yeh samajhnay may madad milay gi k ap ka take profits, stop loss hit honay may kitna pips baqi hay, kyo keh aisa bhi hota hay k 0.1 pip say market return ho jati hay.

    Comments are welcomed.
    Learn how to trade then trade in real market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hum forex main trading karty waqt is main boohat sara time spend karty hain to agar chart daikh daikh kar thak bhi jaaty hain to hum mt4 main candle or chart kay colours ko set kar sakty hain or is tarah hum again trading ko enjoy kar sakty hain.main nay candles kay colour change kiey huey hain.
    • #3 Collapse

      candle stick market ko samjny or predict karny kay liey boohat he useful hain.in ka color hum apni marzi sy set kar sakty hain or kisi bhi time frame pay market ko daikh skty hain.ye boohat he easy hai or hum is tarah trading ko enjoy kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Amjad پيغام ديکھيے
        hum forex main trading karty waqt is main boohat sara time spend karty hain to agar chart daikh daikh kar thak bhi jaaty hain to hum mt4 main candle or chart kay colours ko set kar sakty hain or is tarah hum again trading ko enjoy kar sakty hain.main nay candles kay colour change kiey huey hain.
        Bhai, yeh color change ka jo may nay bataya hay us ka maqsad hi yehi hay k trader apni marzi say colors change kar sakay aur ziada dair tak market par concentrate karnay ki waja say jo thakan ho jati hay wo na ho. Colors k change honay say trader enjoy nahi karta, trader enjoy jab karta hay jab market us ki marzi say chalti hay.
        Learn how to trade then trade in real market
        • #5 Collapse

          in Forex market there are some trading pattern they are Fibonacci chart line chart and another is the Japanese candle sticks chart pattern Japanese candle stick chart pattern is most popular chart pattern there are some ebooks in the internet where you can find candle sticks modification
          • #6 Collapse

            main ap ki bat se agree ho ap ne bhut acha apna knowledge share kia hai is se mujhe bhut khuch sekhny ko mila hai r umeed kerta ho r se b bhut se logo ne is ko study ker k is per amel kia ho ga
            • #7 Collapse

              trading platform agar apnaya mutabik set kiya jata hai to trader kafi achi tarah trading enjoy kartya hai aur forex may relax ho kar trade karnay say market ki better understanding hoti hai
              • #8 Collapse

                candle sticks ko aap apni marzi kay mutabik edjust kr sakty hain or boohat easy hai.aap kisi bhi time frame pay candles ko daikh sakty hain or is kay illawa aap f8 dabba kr in kay colour bhi adjust kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                  Dear members.
                  Bohat saray log aisay hain jo kuch charts dekhtay hain to unko hairat hoti hay keh candles k color red and blue, green and red, yeh sab kaisay hotay hain, jab k un k pass sirf green and black atay hain. to is cheez k lye may ap ko aik chota sa shortcut key batana chahta ho, jis say ap apnay candle sticks k color ko apni sahulat k sath change kar saktay hain.

                  Wo, key hay (F8), is key ko agar ap ksi bhi chart par click kar k press karain gay, (matlab yeh k chart select hona chahiyay) to us ki properties ajaye gi, wha par ap ko bull candle, bear candle ka option nazar aye ga, color k sath, ap us color par click karain aur apni marzi ka color choose kar lain, usi window may ap ko preview bhi nazar ajaye ga, apni marzi k colors choose karnay k baad ap jab "ok" karain gay to ap k chart par wo color apply ho jaye ga.

                  Is k sath sath aik cheez aur bhi ap ko batata chalo, aur wo yeh hay keh usi window may second tab par bhi kuch options hain, jin may say aik zaroori option "Ask line" ka bhi hay, ap agar us par "check" lagatay ho to ap k chart may bid line k sath sath ask line bhi show hona shru ho jaye gi, is ask line say ap ko yeh samajhnay may madad milay gi k ap ka take profits, stop loss hit honay may kitna pips baqi hay, kyo keh aisa bhi hota hay k 0.1 pip say market return ho jati hay.

                  Comments are welcomed.
                  candle stick chart tu bahut he acha hai aur faida mand hai kiun k os say humain market ka bahut asani say pata chal jata hai k yah kaisay hain acha ja raha hai ya nahi aur humain trade karni chahiye ya nahi
                  • #10 Collapse

                    Candle stick pattern ko modify kar k ap apnay matlab k color to day saktay ho sath sath yeh eyesight k lye bhi bohat acha rehta hay, aur agar ap saray charts ko isi tarha say modify karna chahtay ho to phir templates ka use karo.
                     
                    • #11 Collapse

                      Yar ap baraye mehrbani candlestick patterns ko thora explain bhi kar dain. Mujh jese naye bandon k liye is ko samjhna thora tough hai.
                      • #12 Collapse

                        boht hi madadgaar post hy bhai aap ki main samjhta hun k agr har naaya aanya vaala trader isy follow kry to usy is main boht help mil skti hy. is k sath sath old traders ki b trading quality main boht nikhar aay ga
                        • #13 Collapse

                          the candlestick pattern are many and have a very good impact on my trading life. firstly, the doji is a very common candlestick pattern that has a very high effect. when.a doji forms at the upside of my trading chart i set for a sell market and buy when it is formed downside.
                          • #14 Collapse

                            candle stick pattern is a very good way to analyses the forex market and also there are many strategy's that is base on candle stick pattern but i must say that this is not for beginners
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Salam Dear Friends, yeh ai bohut he achi chese hai ke aap log apnay software main apni merzi say candles sticks ko modify kersaktay hain ager apko koi our setting samajh aati hai tou aap wesay kerlain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X