Dip mai buy karnay ka time
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dip mai buy karnay ka time
    Dear Forex Friends

    Ap jab be bitcoin ya alt coins ki taraf aty hain tu ap ko pata chalta hai kay ap jab tak es ki dip ko nahi samajin gy tu ap ko loss ho sakta hai. khas kar woh trader jo kay spot trading karty hain

    Ap ko cheye kay ap dip ka wait karain jab market sahi dip mai jaye khas kar woh apna pehlay wala record toor kay dip mai jaati hai tu ap kay pas behtreen mouqa hota hai kay ap us time market mai apny pasand kay jo coins hai un ko market mai dip sy buy kar lain

    Us ka faida yeh hoga kay woh ap ko bhout kam time mai ap ki amount ko double tak ya es sy be kahi zaida kar daity hain. esleye jab be ap buy karain jald bazi na karain. market ka wait karain or achy return ka wait kar kay un ko sale out kar kay apna profit earn kar lain

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X