Seyahat main First Aid Box ka sath hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Seyahat main First Aid Box ka sath hona
    Dear Friends

    Hum main bhout say log jo seyahat ko jaty hain un ko cheye jab be woh safar karain. apni safety ka khas kiyal rahkain. bina safety kay kahi be safar na karain. or ap apni jan kay sath apny sath baqi relatives ki jan ki be hifazat karain. ap ko cheye sehayat kay leye jab be jain. waha jany sy pehlay waha ka temperature, mousam or waha kay halat ka jaiza lain.

    Apni Gari ki breaks, fuel or baqi maintenance ko daikh lain kay kahi bad mai ap ko pareshani ka samna na karna pary. Pani ki botles ko sath mai zaror rahkain jo kay ap ko bad mai kaam aain gi.


    Sehayat mai aksar jo mountains area hoty hain us mai chout lag janay ka khadsha hota hai tu ap ko cheye ap ko 1st aid ki training ka pata ho. or first aid box ap kay pas ho kay jab kabi aisa chota hadsa ho jaye tu ap us ko aid provide kar sakain

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum g bilkul first aid sath laxmi Hona chahiye or jahan b Banda Jaye pehly us jagha k bary main study Kar ly k wahan Ka mosam Kaisa hai ilaaqa Kaisa hai sub cheezo KO daikhna chahiye or Safar main Jo b mushkil ati hai pehly sy usy daikh k us py plan banaya Jaye ta k Safar k doraan mushkil paida ho to uska solutions b apky pas ho to zaroor hai

    اب آن لائن

    Working...
    X