Automated Trading Nizam kay Faiday or Nuqsan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Automated Trading Nizam kay Faiday or Nuqsan
    Dear Forex Members

    Automated Trading Nizam sy murad ap ki trade ap kudh na karain. Robot kay through ho. ap us ko Automated Trading Nizam keh sakty hain.

    Faiday

    Jin Traders kay leye time jitna kam hota hai. Un kay leye Robot pay trading karna asan hai. woh asani sy apni trade ko open ya close kar kay apni trades ko manage kar skaty hain or robot ko free be use kar skaty hain or woh buy kar kay be use kar sakty hain.

    Trader ko kisi sy signal buy karny ki zarorat nahi hoti hai woh aik bar limit laga kay jab es ki setting kar daity hain tu woh phir asani sy apni trade ko manage kar sakty hain. jis sy woh apny account ko manage kar sakty hain or robot kay kuch time use kar kay ach ysy samaj sakty hain.

    Nuqsan

    Jab trader robot ki taraf jata hai tu woh manual trading ki taraf naih jata hai. jin ki waja sy woh es mai apna career nahi bana sakty hain jis waja sy woh mazeed trade ko behtar nahi kar skaty hain.

    Ap ko cheye kay jab ap apni trading mai robot ko use karain gy tu robot ki strategy fix hoti hai. jo ap kisi time bad mai change nahi kar skaty hain or robot ki base pay ap ko trad arna hoti hai.

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X