Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
    Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
    Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dost meray khyal main forex bussiness main zaida tat logon ki failure ki waja lalich ha ye aik essi bahmari ha jo kay achay achay trader ko kisi kam ka nahi chorti aur achay bahlay log iss ki waja say apna sahra bissiness taba kar laytay hain agar admi forex bussiness main lalich pe qaboo pah lay tu uss ki kamyabi ko koi nahi rook sakta
    • #3 Collapse

      Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln then new order lgyn ta k jitna profit hume hua ha utna tou hum nikal sakn.
      ...........................:)YOur One thanks Is apperciate able for me so click thanks:):D.............................
      • #4 Collapse

        bohat acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit bna skty hain easily
        • #5 Collapse

          forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
           
          • #6 Collapse

            Greediness ko hum tub ignore kar skty hain jub hum ek achi money manage krty hain. yane high volume lwety he tum apna risk increase krty ho oor wahe high lot tum apny greediness ke wja se he lety ho q k tum kam time me ziada earning chahty ho.
             
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
              Agr ap chahty hein k pa successful or achy trader banain to ap ko greed ko chorna hoga , ap ne suna hoga "laluch ka injam burra hota he" wo sub jo greed akrty hein kabi bhi life mein kamyab nai hoty, or forex trader ko to greed ko avoid karna chahye.
               
              • #8 Collapse

                greed bht bure chaez ha is sa bucha cahey jtne greed krn ga utna ki nuksan ho ga is lye greed sa bucny ka ka lye hmy ache trding ki trf jaana chahey aur apny uper kabu rakna cahahey.
                   
                • #9 Collapse

                  Good brother ap nai bhoat achi bat kot ky hai kai greediness ko choar kar achi trading ki taraf jain. Greediness sai forex trading mai bhoat nuqsan hota hai. ap achi trading us waqat kar saktin hain jb ap forex ko greediness kai bajy samaj kar kartin hain.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                    Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                    bhai me ap sy fully tor par agree karta hoon k forex trading business me humian apny greed par control karna cha hi ye

                    is tarha hum apny ap ko barhy loss say becha sakty hain or profit bi kama sakty hain to hum apny ap ko greed say

                    avoid rahkny k leyia hum ager apna target set kar ly to hum apny ap ko greed say becha sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      bilkul theak baat hai har trader ko apne andar yeh changes lani chaiye k wo greed ko avoid kare or acha trader banay patience k sath kaam kare or slowly & steady trade kare ziada deals na lay to wo bhi achi baat hai.
                      • #12 Collapse

                        main aap se agree karta hun ye bat sach hai k greed ki wajha se bohet se trader forex trading main loss krwa laitey hain to humain forex trading main greed se bachan chahiye aise hi nahi kahtey k lalach buri bla hai sab traders ne jinho ne lalach ki unho ne natija daikh liya hai ab humain sabar se kam karna chahiye takey loss se bach skey.
                        • #13 Collapse

                          G Haan Ager AP Lalach Se Bach Jayegy To Ap Boht Faidy Mai Rah Skty Hain Ager Apko Lalach aa Gya to Apko Loss Bhi Ho Skta Hai or Faida Bhi Yani Ye Kaa risky Hota Hai is Liye p Choti Choti Trad Lagayen or Lalach Se Bachty Rahyn
                          • #14 Collapse

                            gee brother aap ka bohat valid point hai,agar aik trader ka earning target acheive ho jay tau phir aap trader ko mazeed trading say guraiz karna chahye,kyun kay over trading,lalach aik achi strategy rakhny walay trader ka confidence bhi loose kar detay han.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes main ap sy is bat sy be agree kerta ho ky ap ager greedy chor dy gy tu ap kamyabi ke taraf kamzan ho jaye gy aur ap ko loss be kam ho ga profit zayda ho ga ap ko forex trading main insallah

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X