Break out kia hota hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Break out kia hota hay?
    Dosto kia ap may koi mujhay bataye ga keh break out hota kia hay? kia koi yeh bata sakta hay keh break out may hum kis tarha say trade kar saktay hain? all related comments are welcome.

    Dosto, kuch dosto nay mujhay break out ka matlab samjhaya hay, bohat achi koshish ki hay unho nay, meri naqis rai yeh hay keh jab market trend line ko touch kar k us ko cross kar k band ho aur trend continue rakhay to us ko break out kehtay hain, yeh break out support / resistance ko break karnay ko bhi keh saktay hain, aur bollinger bands k channels ko break karnay ko bhi keh saktay hain, aur waisay bhi agar hum is ki urdu nikalay gay to break to line ho he gai hay, aur candle out ho gai to wo break out hua na?? :)
    Last edited by ; 05-02-2014, 03:01 AM. وجہ: answer adding
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar market Ek Dam Say buhaat Zyada nechay Gir Jaye or Zyada loss main jaye usay break out Kehtay hain or Main nay Breakout Trading Ko bhi Study kiya hai laikin Agar Ap Bhi is Par Roshni Dalain tou Rehnumai ho Ge
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      When the market value goes down from your buy price it's called Break out. Thanks for the nice discussion topic. Happy trading.
      • #4 Collapse

        Is ka bhi app logo ko pata chal gya ho ga acha dosto ne is ko tafsil se share kar deya ho ge yeh achi posting jis se new trader aur is main forum amin kam karne walo ko khch acha elam mil sakta ahy is liye app ko bhi aur muj ko bhi is kam ki study kar ke achi post karni ho ge
         
        • #5 Collapse

          Yeh is ko muj ko kuch khas nahi pata hay per kuch logo se sona hay ke jab market akaf sell kar jye ya buy kar jye tu is ko trend ka reak out kag=ha jata hay is ko main ne thik suna hay ke nahi yeh jo dost thik tarha se jante hay wo hi is ke bare main comments de sakte hay ke main ne thik sona hay ke nahi .
           
          • #6 Collapse

            its simple when you purchase a buyu contract of any currency and you are predicted to market will go up and at the same time mark et will go down steadily, its a market break down in friex market....
            • #7 Collapse

              Gum market Ek Dam Say buhaat Zyada nechay Gir Jaye or Zyada going water jaye usay bust out Kehtay hain or Primary nay Jailbreak Trading Ko bhi Contemplation kiya hai laikin Gum Ap Bhi is Par Roshni Dalain tou Rehnumai ho Ge
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: skyair22
                Breakouts in forex trading are reffered to the movement of graph above the reisitance level.the level crossing means that the trend has broken its supposed level of resistance. breakouts are not considered in support level.
                Brother, first of all I would like to tell you that it is a term that we use in resistance, is it true? but if we use the same in support level then what we will say? I am trying to tell the actual things that happen, and this breakout not only happen with high prices, it also happen in low prices, actually if we see that thing in its real meaning then we will find it in resistance and support both.
                 
                Last edited by ; 10-02-2014, 04:51 PM.
                • #9 Collapse

                  g sar ma app ki bath sa agree karta ho ka break out ya hota ha ka ja markeet both low hoti ha to us sorat ma break out ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    i think jab market hamaray start trading point say kafi nichay chli jaey to us kay break out kehtay hen lakin mujhay sahi confirm nahi hay.agar kisi ko pata hay to please share karay ta kay hamain sahi guide ho sakay.thanQ
                    • #11 Collapse

                      boohat acha andaaz hai aap ka kisi bhi cheez ko samjhany ka.break out ki hum sabhi ko samaj aa gai hai.break out bhi acha point hoota hai kisi bhi trader kay liey .is point pay bhi hum trade enter kar sakty hain lekin stop loss use karty huey.
                      • #12 Collapse

                        Breakout ek kafi achi opportunity hoti hai kafi kisam k traders k liyeh. Lekin isk liyeh apko chote chote points ki khabar rakhni hoti hai agar apk dekhne main galti hoi to apko loss ho sakta hai. Agar stop loss hoto bohat hi achi bat hogi. Breakouts k hisab se stop alag tarike se lagte hain or nature par depend krta hai breakout ki.
                        • #13 Collapse

                          bohat sary trader forex marekt m break out ky oper traing karty hn break out jab market apni range ko tor ti hy tab wo break out kehlati hy, kuch log ess ko trend change samjh ty hn or kuch kehty hn ky ye bohat acha time hota hy trade kar ny ky liye app demo m ess strategy ko try karo.
                          • #14 Collapse

                            je ha to break down wo ha agar ap koi order ko place kar rhy ha our ouis ka trend ouper ha our market down hona shouro ho gy ha to is ko break down khaty ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Je haan apki thread false out kya hota hia main hi break out ka pata chal gaya tha aur thanx apnay kafi achi posting kr k hamari malomat main izafa kya hai mainay tu iss taraf tawajha bhi nhe ki thi laikin apki thread dekhny k baad main phr study kya tu clear ho gaya isi liye new traders ko bhi chahye k aisi achi threads ko study karayn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X