Is forex right or wrong in islamic poit of view.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Is forex right or wrong in islamic poit of view.
    Kafi log abi tak isi kashmakash main hen k forex sahi hy ghalt kaheen ye sood waly nazam main to ni aa raha hy. Agar kisi dost ko is k baary main sahi malomaat hon to wo zaroor share kary . Is sy kafi log satisfied ho jain gy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Islamic point of view se agar Forex business se earn key gaye profit ko deka jaye to me samjta hon key esa business Islamic point of view se jaiz hay jes me profit key sath loss hony ka be andesha ho other esy bahot se business hey jes me loss be hota hay aur profit be to Islamic point of view se esy business ko haram nahi samja jata hay Forex risky business hony ki waja se profit key sath loss be de sakta hay es waja se me to samjta hon key Islamic point of view se ye business 100% hi jaiz hay magar account swap free hona zarori hay.
    • #3 Collapse

      Kuch log Ye Kehte Hain ke Islam Mein Forex Mein working karna character nahi hai Spain log investment Na Kare kuch Log Yahan Par Islam ki help se ispe investment karte hain uske upar working karte hain zada long time is spent karte hain aur yahan se bahut jyada earning kar rahe hain uske liye aapke paas perfect information Kaho na Lagti Hai kam karne ke liye
      • #4 Collapse

        forex trading aik real business hai or aghr islami point of view se sahi hai or es k liye hmain khud forex ko islami point of view par ly kar aty hain jis k liye hmain apny accpount ko islamic account ks ath attch karna hota hai or wo kis trah kar skty hain wo apko procedure send kar deta hun
        swap account:
        forex trading main jub hum account bnaty hain tu hmain whan par option milta hai aghr tu hum apny account ko swap par rakhty hain tu es se hum apni trading main soud ks ath business karty hain jo k muslamano k liye sai nahi hai es main hum jowa bhi kah skty hain
        swap free account:
        swap free account total islamic account ki traha he hai jis main hum islamic roh se apni trading kar skty hain es liye hmain apni trading ko swap free account main open karna chahye jis main koi masla na ho or hum aik pure trading jar saken
        • #5 Collapse

          Assalamu alaikum bhai Mere Pyar Mein Forex Hum logo ko swap free account forHum karta hai swap free account total islamic account ki traha he hai jis main hum islamic roh se apni trading kar skty hain es liye hmain apni trading ko swap free account main open karna chahye jis main koi masla na ho or hum aik pure trading jar saken
          • #6 Collapse

            Nae Bhai! aesa Kusch nae hai! Bs ek masla tha Interest ka jo Swap walay account hotay hain unmain! But ab tu jb bhi aap account open karnay lagtay hain tu aap say poocha jata hai keh, Swaip free Islamic account Kholna chahtay hain if yes then tick the Specific Option! Ziadah tar Muslims tu Swap free account he Open krty hain. Lekin kuch Lalchi nae bhi krtay ziada Profot kay Chakkar main!
            • #7 Collapse

              yes dear ap na kafi acha question kya ha and es ka bara mn apko yhi khna chaon ga ka agr ap na ksi molana sa pouchna ha to phla kamza km yh daikh ln ka usko es ka pta v ha ka nhn agr youtube search krn to kuch moalana to paper currency ko bh hram e khta hn halan ka yh sari dunya ka nizam ha and sath mn kuch forex ko bh hram e khta hn but mn na kuch molana ka es bara mn prha ha fatwa ka yh hlal ha and es mn just forex ke bat ho ge option trading hram e ha dear
              • #8 Collapse

                my dear friend Islam is the fashioner, flexible, secular and honest religion of the world in which interest is defined as when you borrow something and returned price is greater as compare borrowed, is said to be interest, and Forex is the kind of business in which we people invest our investment for some profit, somehow we also get loss as well, so trading at Forex doesn't mean it's kind of interest, one thing more Prophet(S.A.W) was also a great and Honest trading holder... thanks
                • #9 Collapse

                  Forex in Islamic View :

                  Dear ap ki bat sahi hay kah kafi log forex trading main investment ko wrong smjhty hian aor kafi log forex trading main investment ko right smjhty hain to bat yah hay kah forex trading main investment karna right hay ya na to jahan tak main nay knowledge lia hay aor main nay kuch Islamic Fatawa read kiay hain to un kay hisab say to forex trading main investment karna right hay aor Islam forex trading business main work karnay kay permission data hay aor forex trading business main aik business hay aor is main hard work hota hay aor experience aor mind ka work hay to is main investment karna aor is say profit earn karna jaiz hay aor Islam main bhy jaiz hay aor mazeed bhy ap ksi Alim-e-Din say information lay lain.
                  • #10 Collapse

                    BOS ICAI login Islam Mein Ye concepta declared Kiya Hua Hai Ke Forex Islam Mein acche se manage kar sakte hain iska use kar sakte hain lekin bahut log Ye Kehte Hain Ki Islami Jaise nahi hai isme Hum kaam nahi kar sakte hain Hum Agar acche se uske sath hardworking ke sath kaam Karenge toh maiya se bahut acche se learning kar sakte hain aur Kahan Se Bojhena capital generate kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Is forex right or wrong in islamic poit of view.

                      ​ Assalamualaikum bhai aapne Aaj Jo kuch hai main aapko Uske baare mein Kahana chahta Hoon k Agar Hum Log Agar Hum Log Soodhu Omkar karte hain unke Agar Hum Log kya Kahenge Agar Hum Log Soodhu Omkar karte hain unke Agar Hum Log Ye Kahin Ke Tum Mujhse itne paise Le Lo Aur Ka business kar lo Baad Mein Mujhe Wapas kar dena to swap nahi hoga lekin Agar to Hosur nahi hoga lekin Agar Hum Kisi Ko Casa De aur Kahenge agar Casa De aur Kahenge agar tum ne mujhe mukhada time par Wapas Nahi Casa De aur Kahenge agar tum ne mujhe mukhada time par Wapas Nahi kiye to Tumhe Iske Badle Mein Mujhe aur paise De aur Kahenge agar tum ne mujhe mukhada time par Wapas Nahi kiye to Tumhe Iske Badle Mein Mujhe aur rakam sath Mila kar deni Hogi usko swap kehte hain
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Is forex right or wrong in islamic poit of view.

                        Trading main dosto aik to instaforex k andar app Swap free account open ker sagty hain dosara app ko forex main aik fix profit nahe hota hai us main loss bhe hota hai our us main wo bank wala system nahe hai k profit our sirf profit mean sood nahe milta hai
                        Swap aik easi charges hain jo k islamic point of view say theek nahe hia to insta main app Swap free account ko bna sagty hian jes say app ko wo bhe extra charges nahe day sagtay hain oru us say app account ko swap free bna sagty hain dosara app jitne mehant forex main kerty hain us main wo trader utne earning kerta hai our jo nahe kerta hai ya jo zeada kerta hae wo us hisaab say forex main earn kerta hai to dosto forex aik aik real business hia jo us ko business samjh kerta hai wohi us main ache earning kerta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Is forex right or wrong in islamic poit of view.

                          Islamic point of view se agar foreign exchange commercial enterprise se earn key gaye income ko deka jaye to me samjta hon key esa enterprise Islamic factor of view se jaiz hay jes me earnings key sath loss hony ka be andesha ho other esy bahot se enterprise good day jes me loss be hota hay aur income be to Islamic point of view se esy business ko haram nahi samja jata hay forex unstable enterprise hony ki waja se earnings key sath loss be de sakta hay es waja se me to samjta hon key Islamic point of view se ye enterprise one hundred% hello jaiz hay magar account switch free hona zarori hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Is forex right or wrong in islamic poit of view.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
                            Kafi log abi tak isi kashmakash main hen k forex sahi hy ghalt kaheen ye sood waly nazam main to ni aa raha hy. Agar kisi dost ko is k baary main sahi malomaat hon to wo zaroor share kary . Is sy kafi log satisfied ho jain gy.
                            Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main sood Wala nizam aa bi sakta ha or ni bi aa sakta ha q k forex trading main do tahra k account use ho rehe Han aik swap free account or swap account
                            swap free account
                            Swap free account main ap ki trade k sath koi sood ni lagta ha or na he ap sy cuta ha is ley islam k lehaz sy swap free account tek ha q k is main sood Ni hota ha
                            swap account
                            Swap account main jab bi ap trade lagaty han to is main ap har trade le sood milta ha ya ap sy cuta ha Jo trade ap lagaty Han or wo profit main chali jay use waqat to ap ko sood milta ha jab k ap ki trade jab negitive ho jay lagany k bad to ap sy sood cuta ha
                            Is ley Muslim k ley zarori ha jab bi account open karny to swap free account banany
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Is forex right or wrong in islamic poit of view.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
                              Kafi log abi tak isi kashmakash main hen k forex sahi hy ghalt kaheen ye sood waly nazam main to ni aa raha hy. Agar kisi dost ko is k baary main sahi malomaat hon to wo zaroor share kary . Is sy kafi log satisfied ho jain gy.
                              Ji bhai jan ap nay bari achi bat kahi haman as a Muslims yeh knowledge hona chahiay k kon sa business Islamic point of view say right hay aor kon say wrong hay? Islam nay har soodi karo bar ko wrong qarar dia hay aisa koi bhi business jaiz nahi hay jis main sood ka lan dan ho jis bhi business main just profit hi mention kia gia ho aor profit ki koi limit muqarar ki gai ho usay soodi karobar kehtay hain jis kay baray main Islam main sakhti say manah kia gia hay jab k Forex aisa business nahi hay woh is liay k is main siraf profit hi nahi hota bal k loss bhi hota hay aor is main profit ki bhi koi limit nahi hay ziada profit bhi ho sakta hay kam bhi aksar aoqat to first time trading karnay walay traders ko loss hi hota hay is liay maray khial main to yeh Islamic point of view say jaiz hay lakin phir bhi behtar yahi ho ga k ham kisi AAlim-e-Deen say Forex ko discus karan aor un say is baray main help lain to ziada behtar hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X