strong learning power?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    strong learning power?
    ye bat sahi hay key agar hamari learning, knowledge, expernice power strong ho gi to hamary ley forex business ka har step easy ho sakta hay.

    hamy learning, knowledge, expernice ko strong karny key ley kia karna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Learning: Dear agar forex ko learn karna hay to aapko online mukhtalif sites pe pdf books miln ge aur wesy market pe bhe aap books khareed sakty hain jis main aapko complete technical and fundamental analysis ka bataya jaata ha.
    Experience: Ap real par bhe trading kar rahy hon gy aur yakeenan aapne demo pe bhe kaam kiya hoga. To profit bhe hua ho ga aur loss bhe. Mera point ye ha k aap profit ko chor kar agar loss wali trades nikaal kar us pe tawajha den k aap se kya ghaltiyan hui aur un ghaltiyon ko note kar k un se bachny aur drust karny ka plan bnaaya jay to phir hamay experience ka faida zaroor hamko ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      Yaha par kaam karne ke liye aapko real working experience ka hona lazmi hai yeh working experience aapko market Mein Aapki leverage ko maintain rakhne ke liye aap apne. Score upper level jane ke liye profit core generate karne ke liye aap ki bahut yaad Karta Hai Jaise aap acche se business Karte Jayenge aap ka kaam karne ka experience acknowledge bhi yaha par ho jayega Jiski learning management system bhi aapka bahut jyada maintain Ho Jayega isliye Soch kar Samajh Kar Rakhna Ho Jayega Aap Ke Liye
      • #4 Collapse

        forex trading main leraning or expiernce strong ho tu he hum achi trading kar skty hain or apni trading main prfit eran kar skty hain es k liye hmain boht se books mil jati hain market main jis ko leran kar k apni leraning kar skta hai or es k ilea pak forex form main posting karny se bhi hmairi leraning achi h jati hai jitni achi leraning hogi otni he hmari eraning achi hti hai es liye hmain apni leraning ko strong karni chahye es k ilwa expiernce gain karny k liye hmain demo account use karna chahyre demo account main trading practice kijati hai or practice se trading mazzed bahtr ki aj skti hai es liye real accout main trading karny se hmari trading skills bhi increse kar skty hain or es sub se hmari trading strong ho jati hai or hum achi eraning gain kar skty hain
        • #5 Collapse

          my dear brother mary khayal ma hmry pass jtna zayada knowledge ho ga him log itna zayada profit bna kty ha or kau ky him him log knowledge ko istmal krty ha is waqat to him log market ky trand ko find kr skty ha or or phir acha profit bna skty ha
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            dear forex ek largest busiess ha online ka world best business ha or trusted bhe agar is mein achi earning krna chahty hein to sab sy pehly ap k pass acha experience or knowledge hona bohat he zarori chaheye then ap is mein life time earning kr sakty hein or is mein apka acha work apki life change kr sakta ha or is liye hard work or forum mein acha experience hasil krny sy apki life change ho jaye gi or ap forex mein kamyab earning kr sakty hein is liye forex mein life time earning k liye webinar mein part lein or knowledge hasil kreen then ap forex mein girift hasil kr lein gy or agy any waly time me life time earning hasil kr sakty hein
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum bhai Agar Hum logo ko Forex trading krni Hai To Hum Logon Ko sabse Pehle Apne knowledge to increase karna hoga Kyun knowledge ki wajah se Hamare experience Mein izafa Hota Hai Hamare experience mein izafa ho jaye to improve trading Mein Se Accha profit bana sakte hainkn
              • #8 Collapse

                Re: strong learning power?

                strong learning power must ha trader ko trading main learning , knowledge and experience say business krna hota ha trader ko experience say learning say trading main success hasil hoti ha trader ko hmasha learning complete krna chhaye trading main bhgar learning kay trader ko success nhi hoti ha trader ko mukhtfl sites pay ja kr forex trading kay bary main article vidoes waghara search kr kay trading market ko learn krna ha trader ki strong learning ho gi phr trader ko trading main strong earning ho gi trader hmasha market pr nazr rkha kray trading kay hr aik chez ko achy sy learn kia kray is tarah say trader forex trading market main aik professional business karta ha trading main trader ko learning say earning hoti ha jaisa kah kahty hain knowledge is power is trah learning is power in forex trading market.
                • #9 Collapse

                  Re: strong learning power?

                  Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main successful hony k liay learning both zarori ha jab tak ap k pass knowledge or experience ni ho ga ap forex trading main successful ni ho sakty han is ley real account main trading start karny sy pehly ap ko demo account main trading karni chae ha jis sy ap ko knowledge or experience hasil ho ga or ap ki practice ho jay ge k kase real account main trading karni chae ha is let jtna ho sakta ha knowledge or experience hasil Karny jab ap knowledge or experience hasil kar lan gy to ap k ley trading both easy ho jay ge or ap ache trading kar sakty han or life main successful ho sakty han
                  • #10 Collapse

                    Re: strong learning power?

                    Forex trading kay liye knowledge aur experience ko strong kernay kay liye trader ko 2 step kernay ki boht zarorat hoti hay. aik setup to yeah hay kay trader ko boht sari study kerni chahye aur us kay bad jab demo account main koe problem feel ho to dobara study ki trah tawaja deni chahye aur dosra practice kerni chay aur zayada practice kernay say aur apni mistake ko note kernay aur un mistake ko samanay rakhtay howay apni trading rule ko bananay say hi experience hasil ho ga aur trader ko skill bhi milay gi. que kay ager trader aik ghalti pehlay din ker raha hay aur 10 saal bad bh wohi ghalti ker raha hay to is ka matlab hay kay trader nay kuch bhi nahi seekha.
                    • #11 Collapse

                      Re: strong learning power?

                      Han g ap ny sahi kaha hai me ap ki baat sy agree karta hu k agar hmari learning power strong ho gi to ham jaldi trading seekh jaye gy.
                      Or jin ki learning power kam hai ya normal hai wo b us hisab sy seekhy gy lekin trading seekhny k liye mehnat ki zroorat hai agar ap mehnat karty hai to ap ko tension leny ki zroorat nahi agar ap slow learner b ho to ap bs mehnat karty rahy ap ko smjh a jaye gi or ap b achy trader ban jao gy.
                      Tading me karty rahna important hai ye important nahi k ap ko pata kitna hai ye important hai k ap daily kitna time dety ho trading ko is liye mehnat karty rahy ap.
                      • #12 Collapse

                        Re: strong learning power?

                        je bilkul forex trading aik aisa business ha jis ma agar ham jitni ziadah mehnta karain gay utna ham is ma kamyab houn gay to forex ma yeh chezain boaht zaruri hain jin ka ap ne zikar kia ha jaisay
                        learning: forex ma agar ham kamyab hona chahtay hian to forex ka complete knowledge hasil hona chaye q k forex ki mukamal learning k baghair ham is ma kamyab ni ho skatay hina aur pak forex forum best option ha forex ko seekhnay ka
                        experience: jab tak forex trading ka experience nahi ho ga ham os waqt tak kamyab ni ho saktay hian to aik professional trader k lye zaruri ha os k pass zaidah se ziadah experience ho
                        Other skills: dosri skill bhi develop hona zaruri ha jaisay
                        a. emotion pe control
                        b. greed se avoid
                        c. jalbazi se guraiz
                        d. loss ko bardasht karna
                        • #13 Collapse

                          Re: strong learning power?

                          yes dear i think ap nay bohat he behtar kha kiyon kay koi bhe work ho agar jabhi tak us mein apko tajurba na ho acha experience na ho to ap us mein kamyabi bohat he late hasil kartay hein ya nahi kar patay is liye forex mein bhe agar ap achi earning karna chahty hein to first acha experience hona bohat he zarori ha jo kay ap first to forum say hasil kar sakty hein or uskay bad achi practice jesy kay forex mein demo account hota ha jis mein ap deposit kar kay achi learning hasil kar sakty hein demo account mein ap itni amount deposit pay select kareen jitni ap hasil kar sakty hein then usi kay sath ap work kareen fir ap adchi earning kar sakty hein
                          • #14 Collapse

                            Re: strong learning power?

                            Forex may leaning power strong karne Kay liye zarori hai Kay hum mehnat karain or daily new topics ko discuss karty rahain or during learning agr kisi topic ki samj nahi arai tu apne seniors say guidelines lyain or unko follow karty rahain or sath sath koshish karain Kay forex ko join karne Kay fOran bad demo account pay practice karNa start karain jitna ziyda hum practice karty hoe trade lagain gye utna ziyda humra experience increase hota hai or hum professionally trade laga Kay profit kama sakty hain learning power ko strong karne Kay liye hum traders may jazba or mehnat karne ki himat hona bohat zarori hai begaar mehnat Kay hum kabi bhi forex say acha experience nahi built kar sakty demo account ko as a real account consider karty hoe trade lagni chahye or sath sath koshish karain Kay profitable trade laga Kay acha profit hasil kiya jiye or is Kay sath sath humain chahye Kay hum YouTube or dOsre tatural say bhi learning hasil karty rahain or unko practically bhi implement karty rahain ta Kay learning Kay sath sath profit bhi hasil kiya jiye...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: strong learning power?

                              Learning,knowledge aur experience kisi bhi karobaar ko kaamyab kernay kay liye bohat ehmiat rakhtay hain. Ye aisay he hai jaisay kissi business kay 3 pillars hotay hain. Inn mai say koi aik bhi pillar kamzoor ho to karoobar ki emaarat ziada dair qaim nahi reh sakti hai. Forex business mai bhi learning,knowledge aur experience ki sub say ziada ehmiat hai.Inn ko haasil kernay aur improve kernay kay liye mehnat kerni parti hai.

                              Forex Learning

                              Forex mai learning ki bohat zaroorat hai. Learning kay liye pak forex forum ko achi tarah parhna sub say mufeed hai. Internet pay forex ki learning kay liye bohat mawaad mil jata hai jo youtube ki videos aur e books ki soorat mai mojud hai

                              Forex Knowledge

                              Forex knowlegde kay liye bohat acha tareeka expert traders kay experience say bharpoor articles milljatey hain. Iss kay elawa waqtan fawaqtan news say bhi knowledge improve hota rehta hai. Jitna acha aur current knowledge hoga utni he trading achi tarah ki jaa sakti hai

                              Forex Experience

                              Forex ka experience haasil kernay kay liye demo account mai trading ki training aur practice bahtreen tareeka hai. Experience ziada kernay kay liye zaroori hai kay demo account mai mukhtalif trading ki strategies ko check kertay raha karain iss tarah forex experience barh jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X