Stock market aur Forex market mein kiya difference ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stock market aur Forex market mein kiya difference ha?
    Stock market aur Forex market aik dusray se kesay mukhtalif hain? In mein kitna farq ha aur in ka trading environment same ha ya different?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    STOCK MARKET AUR FOREX MARKET MAIN DIFFERENCE

    Dear stock market aur forex market mein boht sara different he aur jo different he aur jo definition stock market aur forex market ke hein woh mein ap ko yahan bta rhe hon.

    1. STOCK MARKET :
    Dear stock market kse aik country ke apne local market hote he jes mein us country ke companies big financial institution banks aur jo bhe big registered us country ke companies hote hien un ke share stock market mein pesh kie jate hein aur traders in local apne mulk ke companies ke share buy krte hien aur jb trader ko apne shares se acha profit mil rha hota he to trader apne shares ko bech kr apna profit hasil krta he misal ke toor pr jaisa ke hmare mulk Pakistan mein aik bank ko dekh lo Habib Bank LTD to yeh bank apne shares stock market mein pesh krta he aur us ke price stock market mein jare krta he aur agr Habib Bank LTD ke 1 share ke price Rs.100 he aur trader es ko buy kr leta he aur kuch wqt ke bad ya kuch dinon ke bad is share ke price Rs.150 ho jate he to trader ko profit hasil ho jata he yeh he stock market.

    2. FOREX MARKET :
    Forex market all world level ke market hote he aur forex market mein all world ke countries ke currencies hote hein aur in ko sell buy kia jata he aur es trah se trader ko profit hasil hota he aur forex market mein currencies ke sath boht sare aur bhe trading pair shamil kr die gae hien jasa keh oil gold silver aur dosre boht sare famous world ke stocks ke indexes bhe forex market mein shamil hein to in mein trader daily sell buy krta he aur trader ko boht ache income forex market se hasil hote he.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
      Stock market aur Forex market aik dusray se kesay mukhtalif hain? In mein kitna farq ha aur in ka trading environment same ha ya different?
      stock market or forex trading market main kafi frk hota hai forex trading market main agar hamari trade kafi loos main bhi chali jain to hamain loss nahi hota jab tak ham apni lot ko cut na krain jab k stock exchnagbe main hamian thora loos honay pai loss ho jata hai is liye forex market stco market sy better hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
        Stock market aur Forex market aik dusray se kesay mukhtalif hain? In mein kitna farq ha aur in ka trading environment same ha ya different?
        Stock market or Forex trading market mein kuch jyada difference in nahi hai In Dono market Main taqreeban Ek Jaisa Hai Kaam hota hai lekin Forex trading market stock market se bahut bada Hai Kyun Ke Forex trading market mein ek normal person be interview kar sakta hai Jab Ke stock exchange mein normal Aadmi CA inter Hona asaan nahi hai isliye Forex trading stock exchange market se bahut bada hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Forex market currencies ki market ko Kehte Hain Jab Ke stock market Mein stocks ka kaam hota hai Joker Zyada factory hota hai market Mein kaam karne ke liye aapka
           
          • #6 Collapse

            Stock exchange: agar stock exchange business ki bat ki jaye to stock exchange business investors kesi be company key shares buy kar sakty hey aur jab shares key price increase ho jaty hey to investors ye shares sale kar dety hey,

            Forex market: Forex market me ham pairs me trading karty hey forex business me currencies ki khareed o farokhat ki jati hay.

            Difference: stock exchange business aur forex business me difference ye hay key stock market me ham share lety hey aur sale karty hey jab key forex market me 1 currency key badly ham other koi be currency khareed sakty hey, forex ki market me trading time ki koi limit nahi jab key stock market limited time key ley open hoti hay.
            • #7 Collapse

              Stock market and forex market Dono same Markets and making is my working different hoti hai isme business different materials Ka Hota Hai Jiski wajah se in make copies are the different create Kiya jata hai usko dikhao aur Samjha BSE different jata hai
               
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                Stock market aur Forex market aik dusray se kesay mukhtalif hain? In mein kitna farq ha aur in ka trading environment same ha ya different?
                My dear friend AP ny bhot acha question poucha ha Mary khayal ma stock market ma 20 billion ka daily business hota ha or forex market ma daily 3 trillion ka business hota ha is sy AP kud hi indaza laga skty ho ky kiss ma zayada business hota ha or knowledge si zayada bhtr ha
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Stock market aur Forex market mein kiya difference ha?

                  Screen Ko Hum Pakistan mein aisa currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in skrill account mein balance padha Rahe aur US dollar value increase Ho Jaaye to Hamein usse Jyada Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab 20 Dollar ka rate increase hota hai tu rupaye ki karda main kaam me Aati Hain isliye Hamein Jyada Milta Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X