Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rakhay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rakhay?
    dear members trading kartay howay lalach ajati emotions ki wajah se to asay emotions ko control karnay k liye sab ko konsay tarikay estemaal karnay chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    emotions ko control karna traders key hath me hota hay, traders ko mind me trading plan aur strategy honi chaye jes se traders key emotions me kesi had tak kami a sakti hay, me samjta hon key jes trader ka koi trading plan nahi hota aur na profit target wo kabi be emotions ko control nahi kar sakta hay, emotions ko control karna easy hay magar es key ley traders ko koch rules follow karny ho gey aur limit se zeyda trading esy traders ko nahi karni chaye jo trading me bahot zeyda emotional ho jaty hey.
    • #3 Collapse

      Kya haal hai Suraj main kaam karna bahut Hai Mushkil Kaam Hai Isko Samjhana is ke saath saath kaam karna bahut Mushkil Hai working Karke nikal sakte hain literature kaam Karenge Hum Hamare hai kaam ki wajah se Hamara profit Aur Bhi Zyada increase Hota Jayega Aur Main Jyada Nahi Milti Jayegi
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ashiashi پيغام ديکھيے
        dear members trading kartay howay lalach ajati emotions ki wajah se to asay emotions ko control karnay k liye sab ko konsay tarikay estemaal karnay chaye

        My derd friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager koi bi trader mhnat krtabha or zayada sy zayada mhnat krta ha to wo phir apny emotion py control KR skta ha or acha profit bi hasil KR skta ha bas mhnat mhnat or mhnat jtni ho sky itni zayada mhnat or itna hi zayada profit
        • #5 Collapse

          Emotional trading se avoid karain boha h zaruri ha agr humain Forex ki market main emotional trading se bechna hai to trade lgane ke bad market ko zyad se zyda time dain jo ke bohat hi zaruri hai or humain market se bohat acha profit mil sakta ha agr hum greed pe sahi tara se control kar lete hian to ye bohat zuari hai ke hum greed se bechain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

            Real invest Jo new traders Forex trading Mein Aate Hain unko chahiye keva Forex trading game market Mein tab tak real investment na Karen jab tak unko trading ki Kafi Jyada knowledge or experience Na Ho Jaaye Kyunki agar aap rail investment ke sath Thode knowledge or experience ke sath trading Karenge to aapko bahut jyada lost bhi ho sakta hai isliye apni knowledge ko increase Taron Se real account mein invest Karen
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

              bhai sub se pahly tu hmain khud ko mind main yah chez rakhni chahye k aghr hum apny pa par qabo nahi rakh skty tu hum es business main kamyb hony ka khyal dil se nikal he den q k kamyb hmain khud hmari mahnt bnati hai or jub hum ny khud ny he asysi galtian karni hai jis se hmain loss ho jay ga tu hum kis trha se es main kamyb ho skty hain tu hmain chahye k hum apni trading main sub se pahly tu apny emtion par contraol rahen jald bazi ain koi bhi trade na lgaen or na he jald bazi main koi faisla karen qk jald bazi main hum sochy smjhy bgar he aik tokky ki base par kam kar jaty hain jis se loss ho jta hai tu sochsmjh kar or greed ko khtm kar k forex main kam karen ta k apko loss na ho
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                Forex aik aisa business ha jis ma attraction ha aur log is se rat ma hi rich hona chahtay hain is lye woh trading kartay waqt apnay emotion ko control ma ni rakh patay hain ziadah profit k lalach ma ghalt order place kar jatay hain jis se woh loss kar bethtay hain aur forex ko bura bhala kehta hain to emotion aur greed ko kam kia ja sakta ha jaisay
                == order place karnay se pehlay yeh sochna chaye k yeh mera real paisa ha is ko mujhay waste ni karna ha
                == forex market 24 hours open rehti ha aur earning ki opportunity ati rehti hain is lye jaldi ni karni chaye aur apnay emotions ko control ma rakhna chaye
                == thoda profit ziadah loss se behtar ha yeh bat zehn ma rakhni chaye aur boaht zimardai se market ma entry leni chaye
                == trading strategy ashi honi chaye jis ma indicators ziadah behtar results dain
                == yeh na khatam honay wala business ha is lye loss ki bajaye wait kar lain signals woh behtar ha
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                  jb ap nalysis kar rahy hai to poory focus sy kary lekin ek dafa analysis k baad jab ap trade open kar dy to us me emotions nahi lany chahiye ap apny treeqy sy control kar sakty ho.
                  Me to jb trade open kar deta hu to kam dekhta hu trade ko bus nzr rakhta hu k market against na chli jaye baqi itna baar baar chek ni karta k ab kya ho raha hai .
                  Is tarha agar loss ho ya profit b to mery analysis k base par hota hai emoitons ki waja sy meri trade par koi asar nahi hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                    insan jub bhi koe kaam kary to us main insan ko bary tariqy sy chulna chahey or us karobar ky tmam tar qwanin ko samny rukhna chahy or us main hony waly nafy or nuqsan sy har waqt ba khabar rehna chahy or har lehaz sy us main hony wali tubdili sy sa ba khabar reh kar us karobar ko chalana chahy or us main kesi kesum kaheli kaam ni lina chahy or na hi us main kesi kesum ky reisk ka shikar hona chahy or na hi us main koe kaam juldi karna chahy han kaam karo us main ful mehnut ky sath karo us main kesi kesum ki karny main kami na choro or na hi us main koe aisa kaam karo jes ki wajjah sy ap ko koe nuqsan ka khatrah ho or na hi us main zeyada profet kmany ky laluch main aa kar apny jazbat ko khona chahy jes sy loss ka khtra ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                      Hamra chahi ke Hamesha trading karte hue aur Pompa posting karte hue achi post Karen aur post ki quality ko Jarur Dekhen Kitni acchi Hamari post ki quality Hogi Hum itna hi jyada bonus Bana Sakenge post ki quantity ke saath saath posts ki quality ko bhi Jarur dekhna chah he is says Hamara bonus increase hota hai aur hum usse achi
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                        Forex trading main trading kay doran emotion ko control kerna trader kay liye boht zayada maslay ka sabab banta hay. que kay emotion ki waja say tader apnay profit ko loss main aur loss ko mazeed loss main convert kerta chala jata hay. is liye jab tak trader kay pas ko rule based trading strategy nahi ho gi to trader kabi bhi trading main emotion ko control nahi ker sakta. is liye trader kay liye emotion ko control kernay kay liye trading strategy ka hona boht zarori hay. ta kay emotion ko chor ker rules per trading ki ja sakay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                          Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy forex m emotions ka bot bara roll hota hy q k ap agr emotions ko control ni kar paty to ap forex m agy ni bahrh skty forex m agr successful hona hy to hamy apny emotions py control krna chaiy ham emotions ko asy control kr skty han k ham phly earning ka sochny k bjaiy achi learning ka sochan or bahtreen learning or knowledge hasil karan ye hmara lalich hi hota hy jo hamy emotions ko control ni kar paty ham chahty han k jaldi sy Ameer ban jain zyada pasa a jaiy or emotions ko control ni kar paty tbi hamy loss b hota hy forex aik profitable business hy mgr hamy b is k rules k mutabiq chlna chaiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ashiashi پيغام ديکھيے
                            dear members trading kartay howay lalach ajati emotions ki wajah se to asay emotions ko control karnay k liye sab ko konsay tarikay estemaal karnay chaye
                            Dear ap ny both acha question kea ha forex trading main emotions ko control Karna both zarori ha warna humy ziada loss bi ho sakta ha is ley humy maximum knowledge or experience hasil karna chae ha jtna ziada hum learning or practice karny gy to hum easily apny emotions ko control kar sakty han
                            Humary pass knowledge or experience ho ga to humy pata ho ga k market kase movement karti ha humy pata ho ga analysis sy k kis tarif movement ho sakti ha to phr hum isi tahra apny emotions or greedy ko control kar sakty han or easily ache earning kar sakeny gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : asay konsay tareekay ho saktay hen k trader apnay emotions pe control rak

                              Dear forex trading ak online profitable business hai jas say km wqt main hum profit earn kar sakty hai lakn asch profit hasl karny ka lay ap ka pass exprince aur knowledge hona boht zaori hai agher ap ka pass trading skill nai ho gi to forex trading say kabi bi profit hasl nai kar sakty forex trading main zyda loss ki waja bi ya hi banti hai jo new trader hoty hai un ka pass na to knowledge hota hai aur na hi exprince hota agher kahi un ki ak trade profit main chali jati hai to pher wo boht emotional ho jaty hai aur pher trade pay trade open karty jaty hai km knowledge ki waja say un ka account loss main chala jata hai jas ki waja say wo trading say dishart ho jaty hai us ka bad kuch new trader forex trading ko chord jaty hai as lay trading shoro karny say pahly forex ka knowledge hon aur exprince hona boht zaori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X