Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?
    dear friend
    me 4 year se trading kar raha ho mujy koi consistent profit wala indicator nehi mila kaya new trader ko indicator ki bajaey direct price action or chart patteren trading sekhni chahiey
    Last edited by ; 17-07-2018, 01:34 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear friend forex trading mein boht big knowledge aur experience trader ko hasil krna hota he aur sb traders ke lie lazme hota he keh woh apne trading ke lie ache indicators ka istemal krein aur forex trading mein bhtreen indicators moving average ko smjha jata he es se ap apne trading ke sahih price ko smjh skte hein aur apne trading se acha profit le skte hien.
    • #3 Collapse

      best indicator in trade is ur brain its has understand which position is good for u in trading,if positive u always in profit and if u make smart against with market u are always in trouble on that time u compromise with u luck. i believe the famous adage " i hell the luck i am who to bring luck"
      • #4 Collapse

        friend forex trading main trader ko jitna zyada arsa trading main lgay ga trader ko bhtreen indicators ka mallom hota jaye ga aor trading main sb sy zeyada profitable indicators to zigzag, moving average , rsi ko kaha jata hai aor in indicators ko trading pairs main direct price action ko smjhny main diqat na hoti hay aor trader ko in indicator ka use krna thek tarah sy aye aor trader market main in indicators main expert ho phr trader ko sb indicators kay use say market ki sahi price movement ka smjh aye ga aor trader candle stick chart frames aor time frames ka sahi use kar kay market kay trend ko follow kar kay trading sy profit earn kar saky ga aor trading main koi aik indicator profitable sabit na hogga is liy trader ko different indicators ka use trading main krna important hai phr trading main sahi working ho paye gi
        • #5 Collapse

          Har trader ka apna apna tariqa hota hay har indicator ko use karnay ka kyun keh differnet kisam ki setting say har indicators say different result lety hay main es indicators ko ziada use karta hun eska bohat acha result hay
          Moving Average
          Click image for larger version

Name:	moving average.jpg
Views:	2
Size:	21.8 کلوبائٹ
ID:	12318489
          Ye aik bohat sada si line hoti hay jo keh price ki movement kay sath sath cahlti hay aur es say humay trend kay bary main pata chalta hay esmain jo lines hoti hay market price agar us say upar ho to eska matlab hota hay keh market up trend main hay aur agar market ki price en lines say nechy ho to eska matlab hay trend down hay aur en line ko moving average kaha jata hay ye 2 kisam ki hoti hay
          Simpe moving average SMA
          Exponential moving average EMA
          en dono main khaas faraq nahi hay but es main say EMA ka ziada behtar result hota hay
          Click image for larger version

Name:	moving average qws.jpg
Views:	1
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12318490
          • #6 Collapse

            Dear profitable indicator ki agar bat ki jaye to esa har indicator hi profitable ho sakta hay jo app ko zeyda reliable signals de saky magar sath me agar fundamental analysis be app karty hey to ye indicators signals aur be zeyda profitable ho sakty hey, expert traders jo indicators use karty hey us me (RSI, Moving average, support and resistance) indicators sha'mil hey, expert traders kabi be 100% indicators ko profitable nahi samjty, esy traders ki koshish hoti hay key news par depend kar key trading ki jaye aur agar expert traders ki trading performance deki jaye to es se ham anadaza laga sakty hey key indicators se zeyda news ki ehmeyat zeyda hoti hay.
            • #7 Collapse

              forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain os main yah dekhna hota hai k hmain acha profot ksey mily ga or hum os main kis trha trading ko bahtr ar k acha profit gain kar skty hain or jahan tak mera khayl hai main bhi trading k liye price action ko he preefr karunga q k jub hum trading k liye price action ko dekhty hain tu hmain achi trha andaza ho jtaa hai k humari trading main kiya ho rha hai or market main kis trend main trading achi chal rahi hai or es ks ath sath hmain yab bhi pta chlta hai k market main ab current value kiya hai or hmain ab loss ho ga k profit ho ga
              • #8 Collapse

                forex trading main boht se indiavtors use hoty hain jub k sub ki lalag lalag valuse hain or boht se log indicators ko use kary hain apni trading main q k indicators ko use karny ka fiada he hota hai jub k lsos kam he hotahai q k market main boht se achy indoators hoty hain jo k har tradors ko achi trah guide karty hain un ki trading main maghr jis trah ap ny proce acton ka batayaa hai os main bhi trading aghr ki jay tu boht achi hoti hai or jub hum maeket ki price ation ko follow kar k trading karty hain tu hmain ,arket main hony wali har up downs ka pta chlata rhata hai
                • #9 Collapse

                  market ka idea hona lazmi hai itna Jyada aapke paas market Kahe Diya Hoga aapne St samunnathi Hassan ho jayega scottrade find out Kare Itna Jyada iska Tak Ke Piche Aa JayengeJaise aapko market Mein kaam karna Aasan ho jayega
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                    dear friend
                    me 4 year se trading kar raha ho mujy koi consistent profit wala indicator nehi mila kaya new trader ko indicator ki bajaey direct price action or chart patteren trading sekhni chahiey

                    My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log achy indicater ko follow krty ha to is soorat ma him log acha profit bna skty ha dosri soorat ko nhi ha him logo ko achy indicater ko follow krna Chaya or zayada sy zayada mhnat krna hoti ha jtni zayada mhnat itna zayada profit hasil KR skty ha
                    • #11 Collapse

                      Yaha par kaam karne ke liye aapke paas Had Se Jyada indicator ka hona chahiye jitne Jyada aapko POS indicator Honge 8820 ke sath kaam kar Payenge Agar Apke Pas indicator Nahi Hai To Aise kaam bhi nahi karna chahiye Agar Apke Pas analysis nahi aata kya aap kabhi bhi Aage Aage Ki Taraf management nahi kar Payenge abhi answer long time working nahi kar sakte hain
                       
                      • #12 Collapse

                        assamualaikum dear !!
                        forex trading my buht sy indiavtors use hotay han jab k sab kii alag alag valuse hain ur buht sy loog indicators ko use karty hain apni trading main q k indicators ko use krny kaa faidaa hi hota hy jub k loss kam hy q k market main boht se achy indoators hoty hain jo k har tradors ku buahat achy tariqy sy guide krty han hamain jab bhi pta chlata hai k markeet main ab current value kiya hay or hamain ab loss ho ga k profit ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                          I'm trading mobile par Karen ya FIR computer par usse Koi Jyada difference Nahin Hota Jaise computer traders co trading karna Aasan Lage unko Waise Hi trading Karni Chahi Mai to Forex trading Mein Ek Saal se kam kar raha hoon Aur Main Hamesha trading mobile par hi Ki Hai Mujhe mobile par trading karna bahut Aasan lagta hai Kyunki ispe market par chat ko aasani Se samjhao Ja sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                            Most of the traders jo hain moving average indicator ko follow karte hain kyun us mein se kaaafi acha and behtar profit earning hota hai ab ap indicator ko follow karke kese use karte hain ap pe wo depend hai lekin agar aap price action strategy ko bhi follow karen with proper risk management wo ap ke liye ek best tareeka hai trading mein profit earn karne ka.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                              Moving average sb sy best indicator hai agar ap us ko smjhy gy to wo ap ko market ki movment k bary me btata hai k market ki kya movement hai or market ka trend kaya hai.
                              Or trading karny k liye sab sy zrooi hoti hai market ki movement yani market ka trend kaya hai jab ap ko matket ka trend pata chal gya to ap us me trading kar k profit bana sakty ho ,
                              Is liye mery liye to sab sy zroori or acha indicator moving average hai q k many kafi dafa us ki help sy trading ki hai or mjy profit b huwa hai or wo easy to use b hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X