Jaiza: US Dollar ka forex market par asar.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: US Dollar ka forex market par asar.
    US Dollar $ duniya ki sab se ehem currency ha. Is ko global currency ka darja hasil ha aur mukhtalif countries kay darmiyan lein dein US Dollar se hota ha. World war II kay baad jo new international financial standard bana, us mein gold ki jagah US Dollar ko zamanat kay tor par chuna gaya aur yun dollar duniya ki sab se ba asar currency ban gai. Dollar ki ehmiyat ka andaza is baat se lagaya ja sakta hakay 4th July ko jab US Dollar American Independence Day ki waja se close hota ha, to market almost dead hoti ha.
    Dollar ki itni importance ki waja se zaruri ha kay dollar par forex market mein khasoosi tawaja di jaye. Is kay liye sab se acha tareeka USDX (United States Dollar Index par focus karna ha. USDX currencies ki aik basket ha, jis mein dollar ki dusri currencies kay muqablay mein strength ka average laga jata ha. USDX ki value agar barhay gi, to matlab dollar strong hogaya aur agar USDX ki value kam hui, to matlab dollar ki qadar mein kami hogai. US ki economy se bhi bakhabar rehna chahiye because US ki economy duniya ki aik bari economy ha aur us mein honay wali changes ka asar global market par parta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    JAIZA : USD (Dollar) KA FOREX MARKET PE ASR

    USD dollar aik boht he ahm currency he jo keh forex market ka base hote he aur USD ke waja se market mein boht asr market pr prta he aur trader ko lazme hota he keh woh apne forex trading mein experience se work krein aur USD dollar ke hr updates aur news ko lazme smjha krein kion keh jaise he USD dollar ke price mein kme o beshe hote he baqe sb forex market ke currencies mein bhe kme o beshe hote he to sb traders ke lie USD ko smjhna United State ke sb economic updates aur hone wale economic changes ko trader ke lazme follow krna hota he aur professional aur expert trader hmehsa USD dollar ke hr update ko follow krte hien aur USD ke complete analysis krte hien phr woh forex trading market mein apne order place krte hien tb ja kr traders ko apne trading se ache earning hote he es lie hmein USD dollar ke ahmeiat ko smjhna he aur apne trading mein es ke hr phlo pr nzr rkh kr apne trading krne he.
    • #3 Collapse

      usd to duniaya ki sb sy eham currency hai aor is ka market par asar boht hai aor is ki impacts forex market pr hoty hian aor forex market main up down hota hay aor trader ko trading market main usd ki news ko smjhna aor united states kay index ko follow krna hay aor usd ki strength ko smjhna aor is kai weakness ko smjhna trader ky liay ehem hai aor trader ko trading main earning karnay kay laiy usd kay index ki price moving ko clear analysis krna chhy aor trading main dollar kin time frames main strong hota hay aor kin times main weak hota hay in sb things ko trader nay smjhna hai takeh trader ko dollar ki update ho aor trader dollar ki moving ko follow kartay howay dosri trading ki currencies commdities ya dosre ksy bhi trading kay pair main profitable trading kar sakay to usd ka boht ahm role hay forex market par aor usd ka understand krna hr trader kay liay boht important hota hay
      • #4 Collapse

        Agar hum zara market par nazar dohraye to major pairs ka adha hissa dolor par mushtamil hota hay aur dolor ki ahmiyat ka andaza en chand bato say lgaya ja sakta hay
        • Sary countries ki jo tijarat hoti hay wo dolor main he hoti hay
        • America sab say strong army taqat hay
        • America ka jo syasi nizaam hay wo nizam sab say ziada mustehkam hay
        • Sary countries apny reserves dolor main he rakhty hay
        • Forex market main dolor ka aik bohat bada hissa hota hay
        • Trading account main ziada tar investment dolor main he hoti hay
        • Duniya ki sab say badi mashiyat America ki hay

        Hum es graph say daikh sakty hay forex market ka kitnay % hissa dolor par mushtamil hay aur ziada trading kis par hoti hay
        Click image for larger version

Name:	dolor value.jpg
Views:	1
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12318488
        • #5 Collapse

          use currency main tu say zada trading hota hain ya sub say best samjhi jeti hain, 62 % use currency main trading hoti hain, Gold main k bad use $ he best samjha jeta hain, gold k bad es main he lan dana karta hain or kambla atmada currency samji jeti hain ya , sub say strong jo mashiyat samjhi jeti hain wo usd hi
          • #6 Collapse

            usa dollars dunyaki sub bari economy ha or dollar ko dunya ki aik global currency ha dunya ki zada tar export import usd kay zariey hi hota ha jub usa me koi holiday hoti ha to almost forex market me volatility na honay kay barabar hoti ha forex market me dollars ka bohat bara hisa ha dunya kay zada tar country apnay reserve dollars me hibrekhtay hain ku kay dollars aik strong currency hain
            • #7 Collapse

              dear friends usd dolllar market mein bohat he up chala gya ha or pakistan k liye bohat he nuqsan dah baat h is liye usd py trad kafi best bhe ha forex k lehaz sy usd buy mein bohat he behatar ha or is sy bohat he achi earning kr sakty hein or kafi acha profit earn kr sakty hein or is liye is mein zyada work apko zyada profit earn kiya ja sakta ha or is sy usd america ki maishat bohat he strong ho ja rahi ha or dosri country ki bohat he low
              • #8 Collapse

                Dear US dollar worldwide strong currency aur international market me reserve currency hony ki waja se dollar me kami ya es ki value me ezafy ki waja se international all financial markets par hota hay, es ki waja ye hay key all world me 62% trading ye other kesi be kisam ka business me us dollar me payment hoti hay esi waja se us dollar other kesi be currency se zeyda strong hay aur es ko zeyda ehmeyat de jati hay, kesi be country ki economy USA se zeyda strong nahi esi waja se US dollar ki importance aur es ki value zeyda hay.
                • #9 Collapse

                  dear usd ek major pair ha is mein ap kisi bhe pairs k sath dakheen zyada currency k sath usd mein trading hoti ha or usd aysi currency ha jo k puri duniya mein use ho sakti ha or is mein ap sab ka kamyab work bht achi earning dilwa sakta ha or usd pairs mein deposit or witdhdraw k liye bhe asani hoti ha is liye usd pairs mein spread bhe kam rakha jata ha ta k is mein bohat sy log work kar sakeen or major pair hony ki wja sy forex currency ka king bhe usd ha jesa k is mein zahir ha k har pair k sath usd mojod haClick image for larger version

Name:	11111.gif
Views:	1
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12321349
                  • #10 Collapse

                    bhai ap ny boht achi post ki hai jis main ap ny hmay asath us currency ki itni achi information hmary sath share ki hai es liye main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hum os main os pairs main trading karty hain jis amin hmain profot mily tu aghr dekha jay tu forxe amin har internationl currencies hain jis main hum aik nadazy k tehat bat karen tu US currency es forex main aik alaw mukam rakhti hai q k jis traha es cureency main daily ki market lagti hai yah dunya ki sub se bari market hoti hai es ko hum strong pairs k name se bhi bula skty hain or forex amin aik alag mukam hasil hai jis main har trador boht achi trading karta hai or achi eraning bhi gain kar rahy hain es k ilwa us dollrs ks ath sath hmain us dollrs k index ko bhi dekhty rahna chahye jis se hmain us ki values ks bary main pata lgta rhata hai
                    • #11 Collapse

                      .gee bhai united states dollar ka market per bohat zyaada effect hay in fact taqreeban saari market movement sab kee sab dollars index ( United States Dollar Index (USDX)) kee movement ke base per hoti hay issi liye kaha jaata hay kay aap trading kertay howay dollar index ka dehaan rekhain USDX ka mostly markets kay saath inverse relation hota hay matlab yeh kay ager US Dollar index strong hota hay to gold waghera kee downward movement expect kee jaati hay iss tarah jab us dollar weak hota hay to upward movement expect kee jaati hay pairs main bhi iss ka relation hota hay lekin woh depend kerta hay kay usd uss pairs main major hay ya phir counter uss hisaab say or opppsite currency ke strength kay hisaab say movement hoti hay.
                      • #12 Collapse

                        US dollar Index forex market ka major pair hy jesay k.hum jantay haen k america us world ka super power country hy jo almost all over the world sab countries ko control ker raha hy to forex maen maen bhe us k pair ka aik index pair hy our baki other currencies k sath corelation maen 5 say 7 countries k pairs k sath bhe pairs combination bana hoa hy to hum agar aik index k analysis achy say ker letay haen to pher us maen hum acha profit easily earn kise bhe pair maen trade ban rahe ho ker sagtay haen
                        US News kafe impact forex market py dalte haen koin k US ka apna forex market maen aik session hy jo k Pakistani standard time k mutabik raat 6 bajy open hota hy our pher raat 3 bajy tak open rheta hy our 6 say 10 tk ye London session k sath over lap ker raha hota hy jes ki wja say humean kafe ache move 6 say 10 k dermian milte hy
                        Usdindex dollar market ka head pair khelata hy jes maen ager us maen trade US session maen ki jaey to app safe earning ker sagtay haen
                        • #13 Collapse

                          us dollar ek international currency hay,matlab ky yeh ek global currency hay.puri dunya kay tajir world level par jo tijarat karty hain ya kici bhi qisam ka lain dain karty hain to wo us dollar main he karty hain.to us yahan par united states of america kay liye use kiya gya hay.puri dunya main us dollar ke tarseel sab say ziada hay kiyun kay koe bhi tajir us waqt tak dunya main kisi bhi qisam ke trading,business ya koe bhi transaction ni kar sakta jab tak us kay pas us dollar na hon.to jab koe bhi currrency itni powerful ho ge to lazmi bat hay us ka forex market pay boht ziada asar ho ga. us dollar waqiyaee forex market par boht zaida asar andaz hota hy jab is ke qeemat barhti hay ya kam hoti hay to. us dollar ke qeemat ka barhna aur kam hona america ke muashi halat par munhasir hota hay.
                          • #14 Collapse

                            Assalamualaikum bhai market ki movement US News par hoti hai isliye Hum logo ko US News ka wait kar ke trading karna chahiye jisse Hum logo ko bahut fayda hota hai agar US News dollar ke Haath Mein Aaye To Hum Log Dholak by kar sakte hai aur Agar us not news dollar Ke Musafir Hum log Kaushal Karke achha profit bana sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex market main us doller ka boht asar hota hay. usd aik ais currency hai jis ka tama currencies kay sath pair banta hay aur is kay ilawa jo metal ya cfds hain wo bhi doller main trade hoti hain us ki price bhi doller main hoti hay. doller index doller ki weakness ya power chek kernay kay liye use hota hay. doller index main doller kai bakis tamam currencies kay sath jo price up ya down hoti hay us ka aosat nikala jata hay aur us say doller ki demand ya supply ka pata chalta hay. Doller aik internantional currency hay aur maximum trading doller main honay ki waja say doller whole market ka 62 percent trade hota hay aur is ki 62 percent worth hay market main.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X