kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?
    Dear members kya rupee mean Pakistan ki currency py hum trading kr skty hain agr nhi to iski kya waja hai.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai pakistani rupees bhi forex trading ma hai lkn is py trading insta forex borker py nhi ho skti hai show ho raha ho ta hai is ma fluctuations bht hai aor yeh sirf bullish he ati hai phr wahi ruka rehta hai phr up jesa ky ap sub ko pta hai pechly months sy dollor ud je ja raha hai pakistani rupee ky against to is ma trading bht he mushkil ho jati hai shyd koi aor broker aisa ho jos py pakistani rupee py trading ho skti ho is py search krna pry ga jin ka other brokers py account hai whi bta skty ha8n is ka jawab
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
      Dear members kya rupee mean Pakistan ki currency py hum trading kr skty hain agr nhi to iski kya waja hai.?
      Bahi jahan tak mera experience hay to us main mane abi tak kisi bhe broker par PKR par MT4 ya MT5 main tarding hoty nahi dekhi ha. Agar aap apny mt4 application ya software main ja kar USDPKR ka option select karty hain to aap ko value show hoge kay rate kiya hay lekin aap us par order nahi kar sakty hain. Jis ke wajha shyed ye bhe ho sakti hay kay ye shyed kuch makhsoos mumalik he hay jo abi tak trading online kay buisness main add kiey gy ya phir economic wise bhe add kiey jaty hon. Lekin ye baat bhe ain mumkin hay kay jo brokers pakistan sey chal rahy hain ya Pakistan main registered hain un par PKR main trading ho rahi ho. Wesy to ap exchanges par ja kar $ aur PKR exchange kar sakty hain jo kay aik tarha ke trading he hay lekin online ka abi confirm nahe hay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
        Dear members kya rupee mean Pakistan ki currency py hum trading kr skty hain agr nhi to iski kya waja hai.?
        Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky forex market ma Pakistani currency ma bi trading hoti ha
        Mary khayal ma Bhai forex trading ma Pakistani currency ma koi bi broker is currency ma trading nhi hoti kau dollars ae Roz oper ki traf ja rha ha or Pakistani currency nechy ki traf ja rha ha is ky Pakistani currency ma trading krna bhot hi muskl ho jata ha or is ma zayda profit bi nhi hota ha is leya Mary khayal ma him logo ko forex trading ma Pakistani currency ma trading nhi krni chya or na hi Pakistani currency ma trading hoti hav
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          dear ager aap meta trader 4 may thora sa dhondain to aap ko USD/PKR ka pair to mill jaata hay lekin aap rupee kay ander trade nahi ker saktay wo aap sirf dollar ya euro may hi ker saktay hain woo iss liye kay America waghera dunya may aik to super powers hain or doosri baat yeh kay europian countries ki economy worldwide bohat hi ziada strong hay or inki currency ki value bhi poori dunya may bohat ziada hay lekin jahan tak baat hay pakistan ki to yeh aik pasmaanda economy kaa maalik hay iss ki curency ki value bohat kam hay jis ki wajah say pakistaani currency may trade nahin ki jaati haan USDPKR ka pair hay lekin wo bhi move hi nahi kerta jahan candle shuru hoti hay wohin end hoti hay
          • #6 Collapse

            g han pak currency may b haam loog is may workingkar skty han ism ay hamaara ak auhy wala link ban skta ha is may hamari investment kafi auhy say mange ho skti ha is may sab pair apr ap ko nazar rakh skty han jis say ap ki working may buhat auhy wala idea ho sktaa ha
             
            • #7 Collapse

              pakistani rupees me trading market me bilkul be hoti hay magar ye broker par depend karta hay pakistani currency etni popular nahi hay jes ki waja se instaforex me to es ki trading nahi ki ja sakti hay, forex market me siraf esi currencies me trading hoti hay jo bahot zeyda popular ho ya jes currency ki market bahot zeyda strong ho, pakistani currency me agar trading hoti be hay to es ki market etni slow ho gi key es me earning ka socha be nahi ja sakta hay, forex market me esi currencies me trading hoti hay jes ki moving average fast ho.
              • #8 Collapse

                G han kuch broker asaay hoty han ju dollar may invest krwaty han or kuch broker asaay b hoty han ju hamen laam krny may buhat zayda support provide krty han hamara kaam aucha ho skta ha agar haam mahanat kryen
                • #9 Collapse

                  yes bu8hat say loog yahan par forex may workjng pakistan rupay may karty han jis ki waja say haam loog market ko zayda auchy say samjh skty han or hamari auchy wlai yahan say earning ho skti ha or kaamkarnay ka daily base par maza b aa skta hha yahan say
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?

                    Mere pyale mein rupees Mein trading nahi hoti hai isliye Hum Sab logo ko dollar Mehi trading Karni chahiye dollar Mein trading Hoti Hai Hazaron Mein trading Hoti Hai GBP Mein trading hoti hai aur Bahut Si currencies Mein trading hoti hai lekin rupees Mein trading Nahin Hoti Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?

                      Gee bhai pakistani rupees bhi forex trading ma hai lkn is py trading insta foreign exchange borker py nhi ho skti hai display ho raha ho ta hai is ma fluctuations bht hai aor yeh sirf bullish he ati hai phr wahi ruka rehta hai phr up jesa ky ap sub ko pta hai pechly months sy dollor ud je ja raha hai pakistani rupee ky in opposition to to is ma buying and selling bht he mushkil ho jati hai shyd koi aor broker aisa ho jos py pakistani rupee py buying and selling ho skti ho is py search krna pry ga jin ka other brokers py account hai whi bta skty ha8n is ka jawab
                      • #12 Collapse

                        Re: kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?

                        nahi bhai jan pakistan currency main trading nahi hoti hai pakistan currecies pair zaor bna howa hai laken es main trading nahi hoti hai yah bus hmain pakistan currecy ki values ko update karny main asani deta hai baki es main hum apni trading nahi kar skty hain or hum yasa q nahi kar skty hain hmain sub ko he pta hai pakistan ki ecnmy ki wjha se he paistan ki cuurncy weak hai es liye yah forex main trdaing k liye use nahi ki jati hai forex main other powerfull countires main trading hoti hai laken pakistan ruppess main tradng nahi hoti hai or na he es pair main trading karny ka koi faida hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?

                          Ji haan bilkul Pakistan currency ki bhi Forex trading mein online trading Hoti Hai Duniya ki koi bhi currency Nahin Hai Jiski trading Ho Kyunki currency Puri duniya ki trading ki Hi vajah Se market Mein updown hoti hai isliye Pakistan ki currency main bhi trading hoti hai aur Iske alava chawal bhi e aur Iske alava bahut sari Aisi cheez hai jo ke khane ke istemal bhi Aati Hai Un Parvai trading ki jati hai isliye trading main commodities currency e oil crude oil ya sub trading Mein Shamil Hai isliye Pakistan currency main bhi aap reading kar sakte hain USD ke Madhyam Kabil aap Pakistan currency e e par trading kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?

                            haan jee rupees bhe forex trading main trade hota hia but ye broker k oper depend kerta hia k wo app ko service provide kerta hai k nahe maen us main trading allow kerta hai ya nahe koin k khuch broker allow kerty hain khuch nhae kerty hain humean us main apne currency ka pair USDPKR k naam say milay ga ager hum us main trade kerna chahty hain to ker sagty haen but humery pass analysis jes bhe pair k achy mil rahy hoon use main trade kerean gay to pher he hum us main ache earning ker pain gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kya rupee bhi forex trading ma trade hoti hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mindhunter786 پيغام ديکھيے
                              Dear members kya rupee mean Pakistan ki currency py hum trading kr skty hain agr nhi to iski kya waja hai.?
                              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main abi tak Pakistani rupees ki direct trading ni ho rehe ha q k abi Pakistan ki economic development ho rehe ha abi rupees ki itni value Ni ha par Pakistan main stock exchange main behtar aa rehe ha jase yahan sy behtar ho ge value to auto pe international level pe bi is main trading ho ge wasy agr hum dakheny Pakistan main daily pak rupees ki value up down ho rehe ha to is ka Matlab ha kahen to pak rupees pe trading ho rehe ha par abi rupees itna stronge ni ha jis ki waja sy log is main trading karny jab rupees stronge ho ga to auto pe sab log usd ki tahra is main bi trading karny gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X