Candlestick kya hoti hay
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick kya hoti hay
    Dear traders aj ap thora candlestick k bary mein batain k candlestick kya hoti hay aor candlestick forex trading mein kya kirdar ada karti hain dear member zaror is thora sa tabadla e kheyal karen is sy new traders k knowladge mein izafa ho ga aor is ki madad sy kafi improvement aye gi un ki trading mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is candle stick?
    candle stick aik finacial market ka chart pattern hai jis ko japanese candlestick pattern bhi kehty hain yeh istemal hoti hai beyan krny ky leay price ki movement of security , derivative ya currency ko.
    candle stick ky beshumar patterns hain jo kay sary ky sary beyan krna to bht he mushkil hai is leay yahan py ma apko aik picture sy wazy krny ki kishish kron ga ky candle stick pattern hai kya aor is ki major kitni types hain aor isko kesy use kia jata hai forex trading ma.
    منسلک شدہ فائلیں
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Mery bhai candlestick pattern ka agaz zamana e qadeemma japan ma hua japanese mandi kay bhao ka utar chraho is sy andaza lgaya krty thay phr 1995 ma bakaida tor py jub forex market shuru hui to os ma candlestick patterns ko shuru kia gia is ma bhai ny upr share kia yehi sub pattern hain jo bht important hain in ko understant krna chye candle agr green ya white ho to bullish aor agr black jo ky defualt hoti hai ya red ho to bearish kehlati hai iski open close position bhi hoti hai jahan close hoti haiw ahan sy next candle start ho jati hai aor yeh specific time period ky bad chang hoti hai chang ap khud kr skty hain time selection kr ky
      • #4 Collapse

        Jab bhe aap forex market join karty hain hain aur seekhna start karty hain to candlestick un chand cheezon main sey hain jin se aapka wasta parta hay. Aur candlestick ko samjhna bohut zarori hay. Main aapko candlestick ke definition btaon ga aur es ka use main aapko btany ke koshish karun ga.

        Candlestick price chart main use hoti hay jis say aapko pata chalta hay kay kisi bhe makhsoos time main market ke value kitne high, low rahi hay. Aur es say ye bhe pata chalta hay k market value pe open hui aur kitne pe close hui. So candlestick hmain kisi time period ke Open, Close, High, Low value btati hay. Aap neechy picture main bhe candlestick dekh sakty hain.

        Click image for larger version

Name:	Screenshot_20180729-004628.png
Views:	1
Size:	27.2 کلوبائٹ
ID:	12318547

        Picture main jo line aapko nazar aa rahi hay jo kay candle kay ooper aur neechy hay es ko shadow kehty hain aur jo fill hua hissa ha es ko body kehty hain. Ooper wali line k top wali jagha market ke value high hoti hay aur neechy line wali low value hoti ha. Jab kay body kay siry btaaty hain kay opening valye kiya the aur kitny pe close hui hay.

        Umeed hay aapko candlestick kay baary main complete idea ho gaya ho ga aur umeed hay ye aany waly wak main aapko madad kary ga. Shukriya
        • #5 Collapse

          candlestick ko chart kay graaf kay liey use kia jata ha candlestic sub se phelay japan me use hui thi is liey isey japanese candlestick b kaha jata ha mostlty international trading trading kay liey jo chart use kartay hain wo candlestick chart hota ha other chart yeh hain baar chart line chart hekin achi chart rwnkoo chart
          but jo trading kay liey sub se zada faida mand chart ha wo candlestic chart ha ku kay is ki aik aik candle me price ki movemnet hoti ha jaisa kay aik daily ki candke ha or os candke me market ki movement ki high price low price open price or close price sub kuch aik hi candle me waza hotay hainjis ko read karna ohat zada easy hota ha me b candke stic chart ko use karta ho trading kay liey
          • #6 Collapse

            bhai apko pta hona chye candlestick aik chart pattern hai jo Japanese ka hai yeh bht arsa pehly karoboar ma use hota tha phr isko forex ma shamil kia gia yeh bhi asan bhi hai bht mushkil bhi hai isko istemal krny ky leay bht he asan tareeky sy iski theory ko amjhen yeh aik bearish candle hoti hai aik bullish candle hoti hai isko agy further phr tyoes ma devide kia gia hai hammer pin bar morning star eve ing star shooting star doji inverted hammer hanging man etc
            • #7 Collapse

              dear candle frame work hota ha is mein market ki movment hoti ha or market k bary mein -pta chalta ha k market up ja rahi ha ya down is liye agar candle ko he read kr liya jaye to is mein achi earning ki ja sakti ha or kamyab work kr k achi earning ki ja sakti ha candles ko read krna pettren ko read kr k forex mein acha work hamari bohat he achi earning dila sakta ha
              • #8 Collapse

                Bahi candal stick ki theory hai ya starting 1992 mai japan s hoi bohot zyada is pr tahkekat hoi pr ja kr candal stick ka opr koi mutafiq faisla huwa muja jahan tk maloom hai candal stick ma 2 tahra ki candal hoti hain ak bulish or dosri barish jo candal up jaya osa bulish or jo candal necha jaya osa barish kahta hian cand ki jo defult setting hoti hai os mai bulish white or barish wo black mai hoti hai hum aksar in ka color change kr lata hain green bulish mean up or red barish mean down color data hain or jab bi trading karain tu bulish or barish candal ko nazar mai rakh kr krain agr bohot zyda bulish candal bana kuch hourse mai tu phr os ka bad chances hota hain barish bana ka os wakt best time hota hai treade krna ka isi tahra agr bearish ka sath bi sath hota hai candal ko sekh kr hum ak best teader bn sakta hain
                • #9 Collapse

                  Dear candle stick chart ap ko market ki movement ko smjhne k liye diya jata hai jaise jasie ap es mai behtriii hasil karo gy ap ko mazeed acha faida ho skta hai soo ap ko chaiye k ap mazeed behtriii ki tarf chalo aur enjoy karo warna ap kabi b es business mai loss k elawa kch ni kar skte soo ap enjoy karo...
                  • #10 Collapse

                    Candle stick japan key Homma ne 100 years pehly discovered kia, candle stick market price action moves ko different colors me show karta hay aur traders candle stick ki body, candle opening ya candle closing se market direction ka idea lety hey
                    Click image for larger version

Name:	candlestick_components.jpg
Views:	1
Size:	33.7 کلوبائٹ
ID:	12318550

                    Candlestick Components
                    Bar chart me daily candle stick market price moving ko candle se show karta hay jes me candles open,high,low aur close ko show karty hey, candle se hi market ki bearish ya bullish trend ka andaza lagaya ja sakta hay
                    Click image for larger version

Name:	Candlestick_chart_scheme_03-en.svg.png
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12318551
                    • #11 Collapse

                      Forex main kaam karne ke liye isme investment karne ke liye Yahan Par candlestick post Yaadein in MES rakhti Hai Jab Aap Yahan Par candlestick to use karte hain aap Yaha par kaam karte hain to aapko yaise market ke baare mein mukadma Neelam aapko a paragraph ki shape mein de diya jata hai Aapka kaam Yatra Sunny ke saath ho jata hai ki aapne kab aur kaise karna Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma candlestick St him logo ko market ky trand ka pta chlta ha kau ky jib market up ja rhi hoti ha is waqat green candlestick ban jati ha or jib market down ja rhi hoti ha is waqat red cangldkecan ban jati ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Candlestick kya hoti hay

                          Ye baat aap ki bilkul theek hain traders ko chahiye ke ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Dada Kaise ek time mein open na Karen Kyunki Agar take time mein jyada trains open Karenge to lost Agencies bahut jyada increase Ho Jaayenge isliye ek time ne ek open Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Candlestick kya hoti hay

                            Candlestick pattern ko jo log follow karke trading Karti hain wo log market mein bahut hi jyada kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hum Sab logo ko candlestick pattern ko follow karke trading Karni chahiye Agar Hum Log Aisa Karte Hain To iska Hum logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur hum Logon Ko kamyabi milti hai
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candlestick kya hoti hay

                              Jab kisi bhe mulk fundamental money financial institution kay skip kam aur logon okay skip zayda ho jaati hay aur cheezon ke demand zayda hoti hay to chezzin mehngi ho jaati hain aur inflation zayda ho jati hay.
                              Es cheez ko manage karny k ly banks interest charges zayda kar dety hain aur log financial institution se qarza kam lety hain aur sath e sath financial institution ma paisy jama karwaty hain jis sy un ko interest zayda milta ha. To log paisy jama zayda karwaty hain aur loan kam lety hain jis say cash deliver manipulate foremost aati hay aur cheezon kay price kam hoty hain. Aur mulk ke econmy ko stability milte hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X