Reserve currency kia hay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reserve currency kia hay?
    international market me tejaarat ko asaan banany key ley kesi 1 currency ko international trade ki payment key ley reserve currency ki bunyad bahot hi zarori ta, ye bahot hi best way hay all over world ki azadana tor par international payment key ley,
    central bank hi reserve currency ki bunyad rakti hay aur USD main currency hay jes ko reserve currency kaha jata hay aur internationally financial markets payment ki transaction jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Reserve Currency;
    Reserve currency wo currency hay jo Central Bank aur dosry maaliyaati idaary apny pass kaseer tadad main rakhty hain jo kay international trades, investment aur loans weghra ko pay karny kay ley istemaal hoti hay.

    Which Currency to Reserve:
    USD is the most widely used reserved currency since 1944. Aur zayda tar international trades duniya main USD main he hoti hain. Lekin dosri currencies jesy Yuan weghra bhe reserve currency main aati hain.


    Reasons to have Reserve Currency
    1. Commodities jesa kay oil, gold, silver weghra Reserve currency say khareedi jaati hain.
    2. Reserve currency ke wajha se mulki currencyke value down nahi hoti kun kay koi trade karny kay ly domestic currency ke bjaay reserve currency main payment hoti hay.
    3. Kisi bhe crisis ke soorte haal main reserve currency bht zayda help karti hay aur crisis se nikalny main madad karti hay.
    • #3 Collapse

      jub koi country ya company apnay pass jo currency saving kay liey use kartay hain un ko reserve currency kaha jata ha yeh reserve currency apnay employment ko payment karnay kay liey kisi b country ko loan dainy kay liey use ki jati ha or dunya ki sub se bigest reserve currency usd ha world ki most country apnay reseve usd me rakhtay hain or world me traders wo chahy stock trades ho ya forex trades wo apni trading me mostly usd ka hi use kartay hain usd world ki sub se bari economy ki currency hain is liey is ko reserved ne rekhtay hain ku kay jub kisi country ki economy crash ki wajse aoni currency ki valur low ho jati ha to unhainy koi loss nehi hota ha ku kay un kay resrve jo hotay hain wo usd me hain reseve currency ko phr wo other country kay sath oil purchasing export import kay liey use kartay hain
      • #4 Collapse

        Re: Reserve currency kia hay?

        Reserve currency kisi bhi mulk ki liye boht zarori hoti hay. jesay kay boht asy mulk apnay reserve kay zakhair main gold hota hay. jo kya us mulk kay zakhair aur economy ko zahir ker raha hota hay. chonkay kay international currency us doller hay to tamam mulk apnay reserve main doller ko hi reserve ker rahay hotay hain. que kay jab bhi koe mulk kisi dosray mulak kay sath koe transaction kerta hay to wo pehlay apn currency ko us doller main change kerta hay aur phir dosray mulk ki currency main change kerta hay. is liye jis mulk kay pas reserve main jitna zayada us dollar ho ga us mulk ki economy mazboot ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Reserve currency kia hay?

          International central bank jo currency trading kay liay international investment kay liay aor lone kay liay apnay pass save rakhay international market main gold waghera khareedanay kay liay bhi jo currency save karay usay reserve currency kehtay han reserve currency ziada tar USD main hoti hay is kay ilawa bhi kai currency reserve currency main shumar ki jati han bohat saray mamalik international trading kay liay apni apni currency USD main convert kar kay central bank main reserve rakhtay han international trading kay liay yeh bohat zarori hay is say bohat say mamalik trading main kafi had tak asani main hotay han aor loss agar ho jay to unahan central bank say lone lenay main asani ho jati hay loss kay ilawa bhi kisi aor muashi work kay liay bhi lone lena asan ho jata hay reserve currency kay baray main mera knowledge to yahi albata senior member ziada behtar jantay han.
          • #6 Collapse

            Re: Reserve currency kia hay?

            Reversal currency pet reading karte hue Hum Log Kafi achha profit Hassan karte hain Agar Hum Log reversal currency pair trading karte hain tu usse Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit hassil kar sakte hain Jiska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Reserve currency kia hay?

              international marketplace me tejaarat ko asaan banany key ley kesi 1 currency ko worldwide change ki charge key ley reserve foreign money ki bunyad bahot hi zarori ta, ye bahot hi fine way hay throughout international ki azadana tor par global payment key ley,
              valuable financial institution hi reserve foreign money ki bunyad rakti hay aur USD important foreign money hay jes ko reserve forex kaha jata hay aur the world over financial markets charge ki transaction jati hay.
              • #8 Collapse

                Re: Reserve currency kia hay?

                Forex aik international business hai us main daily ki base pay kafi maqar main trading ki jati hai daily ka hujam us ka trillian main hai us main trade app ker k us main acha profit aik trader ko tab he ho sagta hai jab wo us main us k risk factor ko understand kerta hai us main humean hard work kerna ho ga us main forex ko siekhna ho ga pher he uss main trade ker kus main hum ache earning ker sagtay hain humean acha profit tab he milay ga jab humery pass acha knowledge our experience ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Reserve currency kia hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  international market me tejaarat ko asaan banany key ley kesi 1 currency ko international trade ki payment key ley reserve currency ki bunyad bahot hi zarori ta, ye bahot hi best way hay all over world ki azadana tor par international payment key ley,
                  central bank hi reserve currency ki bunyad rakti hay aur USD main currency hay jes ko reserve currency kaha jata hay aur internationally financial markets payment ki transaction jati hay.
                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading ho ya traditional trading ho us main currency ka lan dan hota ha duniya ki ziada tar trading means tijaarat USD main hoti ha jasa k hum Pakistan sy koi Chez sell ya buy karty han to us k ley Pakistan or dosry country ki currency main both difference hota ha jab k USD donu country k ley equal hota ha is ley ziada tar tijaarat USD mian hoti ha is main USD reserve currency use hoti ha or Pakistan sy maximum tijaarat USD main he hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Reserve currency kia hay?

                    g han bhai jan ap ny reseve currency k bary main jo informatin share ki hai wo bilkul sahi hai jis main hum apni trading main bhi use karty hain es liye hmain reserve currency k bary main ilm hona zarori hai jis se hum apni trading maina ghr kuj slling karen tu hmain chahye k hum aghr wo currency ko use kar rahy hain tu hmain os k bary main information hona bhiz arori hai q k resrve currency banks area main bhi use hoti hai jis se wo logon ko loan wagera provide karti hai or yah cuurencies kisi kam k liye aghr muktas ki jati hai tu osi k liye he use ki ja skti hai ta k es ka jo bhi pans kiya hota hai wo achi trha pora ho jay ta k yah molk ka nizam or baks ka nixam chalana hota hai chal jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Reserve currency kia hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      international market me tejaarat ko asaan banany key ley kesi 1 currency ko international trade ki payment key ley reserve currency ki bunyad bahot hi zarori ta, ye bahot hi best way hay all over world ki azadana tor par international payment key ley,
                      central bank hi reserve currency ki bunyad rakti hay aur USD main currency hay jes ko reserve currency kaha jata hay aur internationally financial markets payment ki transaction jati hay.
                      Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha har country apny reserve currency main apny zehaair jama kar k rakhti ha or international market sy kuch bi lana ho ya dana hota ha us ka lan dan international currency main he hota ha jasa abi USD currency chal rehe ha to is waqat jis k pass USD ziada hon gy wo country behtar hota jay ga us ki economic condition behtar hoti jati ha
                      Pakistan main bi USD ki sorat main both sari payment rakhi hoti ha jo k country ko chaleny k ley both zarori han jtny zehaair ziada hon gy country utna he strong hota ha is ley Pakistan k pass jab ziada USD currency ho ge tab Pakistan bi economic k lihaz sy behtar hota jay ga
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Reserve currency kia hay?

                        reserve currency asal mein usko kaha jata hai ki jo koi bhi government kisi bhi Malik ki jab apne paas Paisa save rakhti hai ya money save karti hai to usko reserve currency kaha jata hai jaise ki government employees Jo hote hain unki ki ki tankha ka kuchh hissa Kat liya jata hai jo ke unko pension ke daure mein baat mein Diya jata hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X