Trading ki ihmeyt kya hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki ihmeyt kya hai ?
    Salam ma AP sy ya pouchna chta ho ky forex trading ki hmri zndgi ma ky ihmeyt hai ?
    Last edited by ; 31-07-2018, 02:23 PM.
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex trading ki hamari life main bahot importance hai ky agar hamary pas education bhi ho aur hamain koi job na mil rehi ho jo hamari country main aksar aesa hi jota hai ky jo log zyada perhy huey hoty hain unko job unki qualification ky hisab sy nehi milti tou aesy main agar forex market main trading continue ker li jaey tou phir job ky liay koshish kerny ki zarurat nehi rehti life ky her showby main forex ki importance hoti hai ky jesy students apni income khud generate ker sakty hain monthly salary leny waly apni salary ko forex market main trade ker ky increase ker sakty hain physically disabled personnel forex sy earning ker ky independant life guzar sakty hain so forex hi woh wahid option hai jo her koi income generate kerny ky liay use ker sakta hai
    • #3 Collapse

      Forex market main trading beshak directly aap na kar rahy hon lekin kisi na kisi tareekhy say har band forex trading main involve hota hay. Chahey aap kisi dosry mulk main ja rahy hon ya aa rahy hon aapko currency exchange karna parti hai. Jis ka matlab ha aap ny trade kia.
      Jo log trading ko as a buisness apnaaty hain un kay ly to trading bht zayda khad aur bohut zayda ehmiyat ke haamil hay.
      Trading karny kay kuch advantages hain jo main aap kay saath share karna chahun ga.
      1. Accessibility Forex trading join karny kay ly na he koi bari rakam chahey aur na he kahin jana parta hay. Es ly ye easily accessible hay aur kafi zayda log kaam kar rahy hain.
      2. Leverage aik aise sahoolat jo kay kisi bhe aur buisness main nahi milte. Aap bohut zayda leverage se kaam kar kay apny capital ko bohut jaldi increase kar sakty hain aur zayda profit kama sakty hain.
      3. Sell First ke sahoolat ye hay ka aap ko pehly buy karni ke zaroorat nahi ha. Agar aap dekhty hain k ksi cheez ka rate high ha to aap sell kar k jab rate down aay to profit kama sakty hain.
      4. Work anytime 24/5. Week kay 5 din main aap kisi time bhe trading kar sakty hain. Market 24 ghnty open hoti hay. Somwaar subha se juma ke raat tak.
      • #4 Collapse

        Forex trading ki boht ihmayat hay aor forex trading ka business international hay aor ksi bhi time trader forex trading kay business main trading kar sakta hay aor 24 hours trading hoti rahty hay aor trader forex trading market main orders place kar kay profit earn karta hay aor forex trading business main little investment kar kay agr trader ko experience aor knowledge hay trading market ka to easily boht big earning profit gain kar sakta hay jb kah dosry jo bhi business hian un main big investment ki need hoty hay aor in main short time main big earning possible na hay sirf forex trading business hi bhtren online aor easy business hay jo kah trader ko little investment kar kay aor trader apny mind ka sahi use kar kay market ko smjh kr trading karta hay aor is trading krnay say trader ko profit earn ho jata hay aor trader forex trading kay business main life ko best bna skata hay aor forex trading business main earning krna aor is business main joining krna zyada hard nhi hay is main trader ko experience ho aor trader mind ka sahi use kray mistakes na krain to forex trading market hmari life style main boht bhtri la sakta hay.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
          Salam ma AP sy ya pouchna chta ho ky forex trading ki hmri zndgi ma ky ihmeyt hai ?
          Forex trading ki traders ki life mein bahut jyada value hai qk jo traders Forex trading Mein kaam karte hain Unka Forex trading Ke Bina Rehna fishing ho jata hai Forex trading Ek bahut interesting business hai aur Pata Chala kar apna time forex trading ko daitay hain ham jitna time forex trading ko dain gy utny achay traders bn skain gy
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            dear forex trading business ajkal key generation ki life me bahot zeyda ehmeyat rakta hay, Forex business ko ham modern business be keh sakty hey, Forex smart business hony key sath profitable be hay aur Forex se earning karny key ley traders ko koi Physical labor (jesmani mazdori) nahi karni pardti, mery khayal me agar Forex business na hota to logo ko apni investment key ley koi acha business na milta magar ye Forex business hi hay jes me investors apni investment ko mehfooz samjty hey aur es business me trading ko apny ley other business se zeyda profitable samjty hey.
            • #7 Collapse

              Bhai forex trading ki importance sb ki life me different hai q k sab is ko kisi na kisi maqsad k liye use kar rahy hai jesy koi part time or koi full time to maqsad k lehaz sy hi trading ki importance hai jesy k me student hu or is ko as a part time use karta hu is liye meri life me ye zeyada important nahi hai me kabhi karta hu or kabhi chor deta hu.
              Or jab mujy extra paiso ki zroorat hoti hai to me is ko phir shuru kar leta hu. Trading ak acha business hai is me time ki koi limit nahi is liye mery liye ye dusty kamo or jobs sy oper hai q is me main jab chaho trading kar sakta hu or jab chaho is me break ly skta hu according to my time.
              isi tarha jo is ko as a full time job karty hai un k liye bohat zroori hai or wo log daily base par karty hai.
              • #8 Collapse

                My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma forex ki bhot hi zayada ihmeyat hoti ha is ky leya kau ky is sy him log kafi zayada profit hasil KR skty ha or is profit ky let's him logo ko buot Kam mhnat krna hoti ha
                • #9 Collapse

                  Forex Mein kaam karne ke liye aap ko chahiye kya Vyapar technical Real Analysis Oriana indicator ka aapke paas Ho Naraz Nahi Ho Itna Jyada acchi Aapke Paas Hai indicator Hoga is indicator co-op utilise kar sakte hain usko Management kar sakte hain School utilise kar sakte hain aur phir se aapko working karna se aap ko samajh Lag Jayegi kya kya karna hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ki ihmeyt kya hai ?

                    metallic me trading karna ya forex pairs me trading karna ye investors par hi depend karta hay, agar currency pairs me marketplace ko analysis karna buyers key key smooth lagta hay to us ko kabi be risk leny ki zarorat nahi aur currency pairs me hi esy investors ko buying and selling karni chaye,
                    agar investors ka expernice es stage ka ho key asani se steel marketplace ko evaluation kar sakty hiya aur steel buying and selling ka experience be rakty hi there to steel me trading karna esy buyers key ley bahot hello zeyda profitable ho sakta hay, zeyda incomes ka advantage currency pairs se zeyda metallic buying and selling me hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ki ihmeyt kya hai ?

                      forex trading ki boht zyda ahmiyat hai or jo es ko join kar k apna kam kar rha hai un ki life main es ki boht ahmiyat hai or yah aik aysa bsuiness hai jis k sath sub ko he aik ghera lgao hai jis ki wjah se wo es ko chor bhi nahi skty hain es liye aghr tu hum es se koi faida othana chahty hain tu yah hmari ummed par pora otarti hai qk jitni hum mahnt karengy hmain faida bhi otna he milta hai tu apko chahye es zaberdast buisness se jitna ho skta hai faida otha len q k yahan se ap jitni chahty hain otni he eraning milti hai laken es main apki mahnt par depend hota hai jitni ap mahnt karty hain otna he apko esmain faida milta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ki ihmeyt kya hai ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
                        Salam ma AP sy ya pouchna chta ho ky forex trading ki hmri zndgi ma ky ihmeyt hai ?
                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading ki important tab ho ge jab ap kuch earning start karny gy jab ap ko kuch milta rahey ga jab tak ap is ko seeken gy ni to ap ko is ki importance ka pata ni chalna ha Pakistan main forex trading itni ziada aam Ni ha both kam log forex trading karty Han or uny bi trading ka knowledge or experience ni ha both kam log forex trading ko samjty Han or ache trading kar rehe Han or ache earning kar rehe han is ley ap ny bi agr forex trading karni ha to pehly ache tahra learning karny us k baad real account main trading karny ta k ap ko forex trading ki important pata chaly
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ki ihmeyt kya hai ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
                          Salam ma AP sy ya pouchna chta ho ky forex trading ki hmri zndgi ma ky ihmeyt hai ?
                          Assalamu Alaikum Agar Hum Forex trading co join kar lete hain tab hi Hamein Pata Chalta Hai Ki Ye Kitna important part Ban Jata Hai Hamari life ka Deccan bahut Sare log Pakistan Mai Ke Andar is Waqt higher education Hasil kar chuke hain aur unko koi bhi jawab nahi mil rahi unke liye yah bahut jyada acchi opportunity Hai keva Forex trading Jaise business ko join Karen aur usse achi earning Karen Kyunki acchi education hone ki vajah se Unhe is business Se Ki jaldi understanding ho jayegi Aur Yeh Hamare life mein ek accha part Ban sakti hai Hamein ise apni job Samajh Kar karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ki ihmeyt kya hai ?

                            Forex trading ki hamari life mai bohat ehmiat hai. Forex trading business aik world wide business Hai jiss mai traders foreign exchange ka business kertay hain. Yeh aik aisa business hai jisay full time kia jaa sakta hai aur part time bhi kia jaa sakta hai. Kiyu kay yeh aik aisa business hai jiss mai time ki koi pabandi nahi hai. Jagah ki aur kisi kisam ki special qualification ki bilkul bhi zarurat nahi hai. Yeh aik aisa business hai jiss mai traders ko koi force nahi kerta kay trading lab kaisay aur kitni kerni hai. Iss liye traders ko bhi chaiye kay iss business mai apna share zarur hasil kerna chaiye. Kiyu kay yeh aik international business hai jiss say sub he faida utha saktay hain.

                            Trading aur forex trading mai currency aur commodities ka business internationally hota hai. Her country jo import aur export ka business kerta hai usay forex trading aur trading kay business ki zarurat hoti hai. Kiyu kay iss kay baghair koi bhi country kisi bhi export kay badlay na tou payment ker sakta hai aur na he import kay badlay payment lay sakta hai. Issi tarah commodities ki bhi khareed o firokht nahi ho sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ki ihmeyt kya hai ?

                              Forex business me trading karny ki ehmeyat har trader ki nazar me es ley zeyada ho sakti hay key es business key through hi ham apni investment ezafa achi trading ki waja se kar sakty hey, Forex business hamari life me turning point ki ehseeyat rakta hay, Forex market international aur largest hony ki waja se worldwide key investors key ley 1 open market ki ehseyat rakta hay, Forex business ko currency exchange business ki popularity ko dake kar online kar dia gia, Forex 1 online business hay jes me ham trading brokers key help se kar sakty hey, es business me traders ko rich aur best income hasil karny ki opportunity provide ki jati hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X