Jaiza: Monetary Policy aur Economy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Monetary Policy aur Economy.
    Kya aap ny kabi ghor kia kay government kis tarha kisi mulk main Money supply aur demand ko control karti hay? Share-Sood(interest rates) kun kam aur zayda kiey jaaty hain? Afratezar(Inflation) ko kis tarha control kiya jata ha? In tamam baton ko main aap kay sath share katun ga.

    Monetary Policy Kya ha?
    Monetary Policy kisi bhe mulk ke monetary authority jesa kay Central bank like State Bank Pakistan ya currency board money(zar) ke supply ko control karta hay aur jis Inflation(Afratezar), Interest rates ko bharha ya ghata kar price ko control kiya jata hay.

    Interest Rates (Share-sood)
    Jab kisi bhe mulk main money bank kay pass kam aur logon k pass zayda ho jaati hay aur cheezon ke demand zayda hoti hay to chezzin mehngi ho jaati hain aur inflation zayda ho jati hay.
    Es cheez ko control karny k ly banks interest rates zayda kar dety hain aur log bank se qarza kam lety hain aur sath e sath bank ma paisy jama karwaty hain jis sy un ko interest zayda milta ha. To log paisy jama zayda karwaty hain aur loan kam lety hain jis say money supply control main aati hay aur cheezon kay rate kam hoty hain. Aur mulk ke econmy ko stability milte hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Priyanka Forex Mein kaam karne ke liye Aapko Pehle Forex came monetary policy ka Mukammal filam hona chahiye chahiye kya cheez hai yeh kaise kaam karti hai isliye Mai investment kab aur kis jagah se karna Hoti Hai Hum Yaha Se Kitna Jyada income 1 month may Adnan ke liye use kar sakte hain aur Marna Yahan Se capital Kitna Jyada acche se Main Jawan ho sakta hai kaam karne ke liye
    • #3 Collapse

      My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal main him sub log AP ki bte Howe batho ko agree krty ha kau ky mj ko is Sy phly in sub batho ka kuch Ilm nhi tha is leya ma AP ki batho sy mukml agree krta ho
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Monetary Policy aur Economy.

        Lalchi traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karte Hain To traders Kanpur office Bhi Na laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye K trading karte hue Hamesha reasonable profit banaen Jyada profit banane ki grid na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Monetary Policy aur Economy.

          Kisi Malik economic condition ko GDP kaise hain GDP Ko Dekhkar trading karte hain Agar Hum Kis mulak ki economic condition ko dekh kar trading Karte Hain To is Hum logon ko bahut fayda hota hai aur hum log Kafi achha profit hassil kar sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Monetary Policy aur Economy.

            impartial aur group buying and selling, trading kay styles hain, kuch traders unbiased buying and selling bhi kartay hain jab kay kuch organization buying and selling. In dono kay apnay advantages and downsides hain, ye nahi keh saktay kay kisi aik method se hello sirf earnings hoga. independent trading ma trader market ko khud analyse kar kay trades open karta ha, jis ma trader kay apnay hath ma earnings loss hota ha, kay wo jitna chahay profit ya loss earn karay. Jab kay group trading ma kisi 1 individual ki legal responsibility nahi hoti, us ma bohot se log ya to one account ko operate kar saktay hain, ya 1 shakhs bohot se debts ko function kar sakta ha.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Monetary Policy aur Economy.

              Monetary policy meeting jab bhi kisi currency kay related schedule honi hoti hay to us per trading ki bari gehri nazar hoti hay. aur trader us din ka wait kertay hain aur trading kay liye apnay analysis ko update kertay rehtay hain. que kay monetary policy main koe bhi statebank us currency ki demang aur supply ko control kerta hay aur us ki kami aur zayadti ko interest rate laga ker cotnrol kerta hay.
              aur jab bhi kisi currency ka interest rate up ya down ho jata hay to wo currency ki demand aur supply per asar kerta hay jis say kafi fast move hoti hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X