Jaiza: Step by step learning
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Step by step learning
    step by step agar learning ki koshish ki jaye to trader ki pehli koshish Forex business ka basic knowledge hasil karna zarori hota hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jazia lety hey,

    1. Base currency: two currencies ka ka jo relation ship hota hay jo first currency jes key base par other currency buy ki jati hey us ko base currency kehty hey.

    2. Quote currency: Traders jo currency purchase karna chahty hey wo quote currency hi hoti hay, other words me purchase karni wali currency hi quote currency ka name dia jata hay.

    3. Bid price: Broker buy ki jani wali currency ka rate bid price me deta hay, bid price buying price hi kesi currency ka hota hay.

    4. Ask price: Buying currency key exchange karny wali price ko ask price ka name dia jata hay, ask price hamesha bid price se higher hoti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Step by step learning

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    step by step agar learning ki koshish ki jaye to trader ki pehli koshish Forex business ka basic knowledge hasil karna zarori hota hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jazia lety hey,

    1. Base currency: two currencies ka ka jo relation ship hota hay jo first currency jes key base par other currency buy ki jati hey us ko base currency kehty hey.

    2. Quote currency: Traders jo currency purchase karna chahty hey wo quote currency hi hoti hay, other words me purchase karni wali currency hi quote currency ka name dia jata hay.

    3. Bid price: Broker buy ki jani wali currency ka rate bid price me deta hay, bid price buying price hi kesi currency ka hota hay.

    4. Ask price: Buying currency key exchange karny wali price ko ask price ka name dia jata hay, ask price hamesha bid price se higher hoti hay.
    New traders Jo Forex trading Mein Aate Hain unko chahiye ke woh Forex trading ke baare mein step by step learning Kare aur Market ko samajh nahi ki bhi koshish Kare kabhi bhi jaldbaazi kar ke learning Nakhre is Se Hamare concept clear nahi khaungi Aur Hum acche trading bhi nahi kar Sakenge isliye Forex trading ki learning by step by step Grey
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Step by step learning

      Ap nay boht achi bat batai hay kay insan ko darja ba darja seekhna chahye aur aisay hi wo seekh sakta hay. main is ki general misal deta hon kay new trader ko forex ko seekhtay howay aisa nahi kerna chahey kay 2 4 traders ka knowledge akatha ker kay us ko sath sath perhana shoro ker den. is liye wo na kuch seekh paen gay aur na hi un ko samag aye gi. wo pareshan hi rahen gay kay ye kahan phas gia hon. isliye traders ko chahye kay pehlay apnay lehaza say forex ki basic chezen seekhay aur us kay bad us ko practice keray jab wo basic chezon ko achay say practice ker lay wo us kay bad agaly darjay ki chezen seekhay aur un ko practice keray aur isi traha say chezen seekhta jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Step by step learning

        dear trader ap nay bilkul sahi kaha ma agree karta hon ap ki baat say aik acha trader ban nahy kay liay step step learning karnay say ban sakty hain ye nahi kay aik ya do trader say informatioin lay kay ap kaam start kar dain is say apko kafi ziada mayoosi hogi lekin is k liye acha trader hona zaroori ha aur acha trader banny k liye knowledge aur experience hona zaroori ha.ap nsab say pehly basic cheezon k0 samjhen aur forum p ayen aur apnay seniur say samjhen learn karen aur ziada sy ziada seekhen jis say apko kafi ziada faida hoga aur ap achy say acha trader ban sakty hain is liay baisic cheezon ko samjh kay hi agay move karen jab basic ka pata na hoga to ap nuqsan ma jaen gy hamisha aue dosron say ziada say ziada injformation akathi karen
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Step by step learning

          Foex main hamesha step by setup learning kerni chahye. ager new trader jab learning keray ga to wo ager sari chezon ko akath parahay ga to wo chezon ko apas man mix ker lay ga aur kuch samag nahi paye ga. is liye necahy aik chota sa step by step forex learning ka idea day raha hon.

          Basic learning :

          Sab say pehlay new traders ko chahye kay sab say pehlay wo basic learning sekhen kay forex kia hay aur ye kaisay kam kerti hay aur is main kia kia chezen istamaal hoti hain. aur is main kaisay kam hota hay aur kon kon log is main kam ker rahain hain aur is ko kitnay tariko say kia ja sakta hay. is kay software kon say hain aur un ka kia istamaal hay.

          Practice :

          Basic knowledge ko hasil kernay kay bad is ki pracitce ki jaye jesay software kaisay istamaal kerna hay. trade open closing ka trika kar stop loss aur take profit kay tarkay aur lot size ko set kernay ka trika.

          Advance learning :

          Bsic learning kay bad trader ko chahye kay wo market kay teen analysis kay traika kar main say koe aik ko apnay oper seekna lazim ker lay jis say us nay trading ki ibtada kerni hay. zayda ter log trading main technical ananlysis ko istamaml kertay hian market ko predict kernay kayl.

          Technical Analysis :

          Meray kahayal main forex trading kay 70 % trader technical analysis chart ko predict kernay kay liye istamaal kertay hian. Technical main agay aur bhi boht c field hain. aur new trader ko chahye kay us field ko mukammal seekhay aur usi ki demo per practice keray aur us say apna trading idea lay ager us say kod fida milay to thek nahi to koe aur field test keray jab tak us ko kow sahi rasna nahi milata.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Step by step learning

            Aik new trader jab forex trading ko join krta hai to us kafi mushkalat ka samna hota hai. In mushkalat ka hal ye hai ky trader ko trading ka basic knowledge hasil kerna hai.
            Sab se pehly to trader ky liye ye janana zaroori hai ky forex hai kiya cheez. Aur ye kis trah kaam kerta hai.
            Is ko hum kuch hisoon mein devide kerty hain.
            KNOWLEDGE.
            Trader ky liye trading ka knowledge hasil kerna zaroori hai. Jab tak trader ko pata nahei ho ga ky trading kis trah kerni hai. Market ky kiya law and order hain. Tab tak ap trading ko nahi seekh sakty.
            PRACTICE.
            Jab ap trading ky bary mein acha knowledge hasil ker lein to us ky baad us knowledge ki bunyad per ap ko achi practice krrni ho gi.
            DEMO ACCOUNT.
            Practice ky liye demo account sab se best hai. Demo per ager serious ho ker practice kerein ge ap ko aik acha experience mily ga.
            EXPERIENCE.
            Demo per ap jitni practice kerein gy to ap ko utna experience hasil ho ga. Us experience ki bunyad per ap achi trading ker sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Step by step learning

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              step by step agar learning ki koshish ki jaye to trader ki pehli koshish Forex business ka basic knowledge hasil karna zarori hota hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jazia lety hey,

              1. Base currency: two currencies ka ka jo relation ship hota hay jo first currency jes key base par other currency buy ki jati hey us ko base currency kehty hey.

              2. Quote currency: Traders jo currency purchase karna chahty hey wo quote currency hi hoti hay, other words me purchase karni wali currency hi quote currency ka name dia jata hay.

              3. Bid price: Broker buy ki jani wali currency ka rate bid price me deta hay, bid price buying price hi kesi currency ka hota hay.

              4. Ask price: Buying currency key exchange karny wali price ko ask price ka name dia jata hay, ask price hamesha bid price se higher hoti hay.
              Ji Bhai Jaan aap ne bahut hi acchi information share Ki Hai main aap ki baat se Mukammal Dar Par agree karta hoon ke Agar Hame Forex trading Jaise critical business Ko sikhna Hai Tu uske liye Hame step by step is ko learn karna hoga Kyunki agar aap is critical business ko ek dum se seekhna Chahenge to aap Kamyab nahi ho sakte aap ko chahiye kya aap Bade Sukoon ke sath aur Jaise Jaise Apne level ko Badhaye waise waise learning Kare Aise Na Kare Ke ekdum se high level par jakar learning Shuru kar de aap apni biscuts 72 achha Banaye tabhi aapko Forex trading ki samajh aa sakti hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Step by step learning

                Forex main learning kernay our step by step learning kernay say he app forex ko samjh pain gay app ko forex main kisi bhe currency ki value our us ki jo Base currency our quote currency ka pta honay chahy our actual main forex main currencies ki jo pair bnaey gaey hain un ka kia level hai koin bnaney gaey hain ye sab knowledge ho ga to pher he app forex main ache trade ker k us main acha profit ker pian gay knowledge main power hoti hain
                Currency ki ya commodities ki Base currency ki value ko Bid price bhe khety hain our jo Quote currency hoti hai us ko ask price khety hain ye humena broker provide kerta hai our us main hum sell jab kerty hian to humean bid price k oper sell trade milti hai ouir jab hum kisi ko bhe buy kerty hain to pher humean ask price k oper buy ki ratio milti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Step by step learning

                  forex trading ko aap kabhi bhi baghair seekhey nahin kar sakty aor ager kar bhi lain to phir kamyabi nahi lay sakty ais liye fore trading main hamesha step by setup learning kerni chahye. ager new trader jab learning keray ga to wo ager sari chezon ko akath parahay ga to wo chezon ko apas man mix ker lay ga aur kuch samag nahi paye ga. is liye necahy aik chota sa step by step forex Sab say pehlay new traders ko chahye kay sab say pehlay wo basic learning sekhen kay forex kia hay aur ye kaisay kam kerti hay aur is main kia kia chezen istamaal hoti hain. aur is main kaisay kam hota hay aur kon kon log is main kam ker rahain hain aur is ko kitnay tariko say kia ja sakta hay. is kay software kon say hain aurBsic learning kay bad trader ko chahye kay wo market kay teen analysis kay traika kar main say koe aik ko apnay oper seekna lazim ker lay jis say us nay trading ki ibtada kerni hay. zayda ter log trading main technical ananlysis ko istamaml kertay hian market ko predict kernay kayliye aor mary khayal lmain market ko her tarah samjhnay ky baad he aap ko real trade karni chahyee
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Step by step learning

                    Trading ka mera expernice ye hay key agar traders learning kar sakty hey to wo step by step hi kar sakty hey, jab tak first step ko learn na kia jaye traders ko 2nd step ki learning nahi karni chaye, basic knowledge aur trading key basic topic ki learning karna bahot hi easy hay, currency market key pairs ko pehly to samjna chaye key base currency kia hay aur quote currency kia hay aur es ko kinu base ya quote currency ka name dia gia hay es key sath bid price aur ask price key sath trading margin aur free margin ka knowledge ka hasil hona be zarori hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Step by step learning

                      bhai ap ny boht achi information hmary sath share ki hai or ap ny bilkul sahi bat ki hai k hmain step by step he trading ki leraning karni chahye q k jub hum aik he din main or aik he time main sub points ko learn karny lag jaty hain tu hmain kisi bhi point ki clearly smjh nahi a rahi hoti hai es liye zarori hai k aghr hum trdaing main successchahty hain tu hmain forex ko step by step he sikhna chahye or sath sath main apny expiernce main iazfa karty arhna chahye jis se hum apni trading ko bahtr se bahtr bna saken or hmain loss hony k chaces bhi barh jaen es liye hmain chahye k jub hum trading karen tu hmain currency ki types ka bhi ilm hona chahye jis se hum calculation karny main asani ho or hum asani se apni trading main cuurency ko smjhny k bad apni trading kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Step by step learning

                        Ap ny sahi kaha hai new traders ko step buy step seekhna chahiye agar ap sab sy pehly to basics seekhny chahiye k trading hai kaya us k baad hi next dekhy or phir base currency dekhy k base currency kaya hai or account me kesy risk control kia jata hai market ki movement kesy hoti hai or candles kesy banti hai jab ye sab pata lag jaye to phir stop loss or take profit ka seekhy k kesy set karty hai phir market k analysis seekhy Technical analysis, Fundamental analysis, Sentimental analysis ye sab seekhy or phir hi trading kary jab tak ye sab apko na pata ho tab tak trading nahi karni chahiye agar ap pehly trading kary gy to loss ho skta hai is liye sb step by step demo account par seekhy phir hi trading kary agar ap nahi seekhy gy to apko trading b nahi aye gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Step by step learning

                          bhai ap ny boht achi inforamtion hmary sath shre ki hai forex trading ka knwledge bohat waseh hai jis k liye hmain boht time lag jata hai gain karny k liye or forex main kamyb hony k liye hmari leraning achi honi zarori hai es liye hmain apni leraning main step by step imporovmnt lani chahye jis k liye hmain boht hard work bhi karna parhta hai es liye hmain chahye k aghr hum trading main kamyb hona chahty hain tu apni leraning ko strong karty howe trading karen ta k hmain har point ka achi traha se ilm ho or hum apni trdaing main acha profit tab he eran kar skty hain jub hmain forex tading ka bsic knowledge or hum apni trdaing ko bahtr traiky se survive kar saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Step by step learning

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                            step by step agar learning ki koshish ki jaye to trader ki pehli koshish Forex business ka basic knowledge hasil karna zarori hota hay, basic knowledge kia hay esi ka ham jazia lety hey,

                            1. Base currency: two currencies ka ka jo relation ship hota hay jo first currency jes key base par other currency buy ki jati hey us ko base currency kehty hey.

                            2. Quote currency: Traders jo currency purchase karna chahty hey wo quote currency hi hoti hay, other words me purchase karni wali currency hi quote currency ka name dia jata hay.

                            3. Bid price: Broker buy ki jani wali currency ka rate bid price me deta hay, bid price buying price hi kesi currency ka hota hay.

                            4. Ask price: Buying currency key exchange karny wali price ko ask price ka name dia jata hay, ask price hamesha bid price se higher hoti hay.

                            Dear ap ki thread ko study kia hai ap ne bahot achy tareeky se batya hai k ais market mai hum jo bhi trade lagaty hai wo kis hisab se lagaty hai mean hum ne jis bhi pair par trade lagani hoti hai aus mai hum buy kai kar rahy hoty hai aor aus mai aus currency k badly hum kai dey rahy hoty hai jab hum ko ye pata ho ga to hum ais market mai analysis kar sakty hai ais k ilawa to hum ais market mai aisy analysis ni kar sakty kun k ais market mai jab hum ne kaam karna hai to hum ko basic k bary mai apta ho ga to hum ais mai achy se kaam kar sakty hai, ais market mai ap ne dekha ho ga k zayda tar log hai jo ais market mai kaam start karty hai aor ais market mai loss kar k chaly jaty hai ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna ho to ap ko ye pata hona chaye k ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to ap ko ais mai learning karni chaye aor aus k baad ais market mai kaam karna chaye jaisy ap ne ais mai kafi information share ki hai ais se ye faida hai k hum agar ais market mai aisy hi kaam kary gay to hum ko ais mai learning karni pary gi aus k baad hum ko ais mai acha profit ho ga kun k ais market mai learning k baghair to banda analysis hi ni kar sakta aor ais mai kamyab hony k liay ap k anaysis achy hony chaye aus k baad ap ais market mai acha profit bana sakty hai, kun k ais market mai jab ap sahe kaam karty hai to ap ko ais mai tab pata chalta hai k ais market mai kaisy kaam karty hai aor ais mai se kaisy profit bana sakty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Step by step learning

                              Forex trading ko step wise learn karna he traders kay liye suitable rehta hai. traders ager forex trading ke learning karna chaty hon tu phir inko stepwise kam karna hota ha.
                              Sab say pehlay step mai forex trading ke basic ke learning karna hoti hai jis mai forex ke basics ke understanding aur terminologies say waqfeet waghira shamil hain.
                              Iss ky baad demo account per trading ke practice ka step aata hai . demo kay sath sath he traders apni trading ke third step yani advance level ke learning ko start kar sakty hain. Aur apni trading ke learning ko demo per apply kar kay b apni learning ko test kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X