Jaiza: Inverted Hammer
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Inverted Hammer
    Inverted Hammer

    Inverted hammer kia hay aur es ki identification kesy ho sakti hay esi ka ham jaiza lety hey, inverted hammer ulty hammer key shape ki tarha ho sakty hey jes ki real body bahot hi small down part ya down side me ho sakti hay jab key es ki shadow ya legs upper side ya upper part me hoty hey esy candles market key downtrend me hi find key ja sakty hey jo key long bullish trend ki possibility ka indication dety hey, agar inverted hammer candle ki real body small size ki na ho aur es key shadow large ho to ye be ho sakta hay key ye fake inverted hammer ho jes ko follow karny se market mazeed downtrend me convert ho jaye, inverted hammer ki real body ka small hona (Hammer key type) ki tarha ka hona bahot zarori hay.
    Click image for larger version

Name:	Inverted-Hammer.png
Views:	3
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12462614
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Inverted Hammer

    Dear inverted hammer humery pass price action ka aik boht he acha signal hai us main us ki beauty ye hai k ye down trend main bhe appear ho sagta hai our ager up trend kisi bhe pair ka chal raha ho to pher us main bhe appear ager ho ga to us ko hum short ker k us say profit lay pain gay forex main invested hammer wo zeada strong hota hai jis ki wick body sy 3 guna ho mean body choti hoo our us main us ka hallow portion kum ho us main jab bhe down trend main ager appear ho ga to its mean abhe market apna trend change kernay wali hai our kisi bhe time market main next candle k oper trend change ho jeay ga our us ki confirmation ka bhe wait nahe kerna hia app next candle say buy ker sagty hain our same app ko ager ye up trend main ksii bhe pair k milta hai to pher app us ko short mean sell ker k to acha profit time frame k hisaab say earn ker sagty hain
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Inverted Hammer

      Dear ap ne inverted hammer per jaiza leny ky liye kaha hai.
      Inverted hammer ki pehly shakal ki wazahat kerty hain. Inverted hammer bullish ya bearish dono colour mein ho sakti hai. Is ki body bilkul small hoti hai. Aur is ka shedow oper ki traf bahut lanmba hota hai.
      Ab is ki wazahat market ky trend ky sath kerty hain.
      Oper ki traf long shedow is baat ki wazahat kerta hai ky buyer ny market ko up ly jany ki kafi koshish ki lakin bears ne un ko zor nahi pakerny diya aur market ko nechy ly aye hai aur wahein per close ker diya hai.
      Ager trend up chal raha hai aur awah per inverted hammer ban jaye to trend ki change ho ker down trend mein jany ky chance hain.
      Aur down trend mein inverted hammer ban jaye to ye down trend ky long tak jany ko show kerta hai.
      Candles stick ka koi bhi pattern ho wo apny ander aik indication ko show kerta hai. Is liye ap ko candle stick ka knowledge hasil kerna zaroori hai. Ta ap ko chart ko read kerna ana chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Inverted Hammer

        es ki asan c tareef ye hy
        The inverted hammer is a type of candlestick pattern found after a downtrend and is usually taken to be a trend-reversal signal. The inverted hammer looks like an upside down version of the hammer candlestick pattern, and when it appears in an uptrend is called a shooting star.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Inverted Hammer

          dear forex trader nap nay bilkul sahi bat share ki hay in candles ki waja say hi to ham sahi trading kartay hain jin say hamen kafi zziada faida hota hay ye jo hammer ki baat ki hay ye aik ultay hammer ki tarha dikhta hay but asal main ye market kay down honay ki nisahani hay ye tab hi bantay hain jab market down ho rahi hoti hay aur ham easily in ko samjh kay tradinmg kar sakty hain in donu ka kaam aik hi hay donu ko daikhty hain aur ndaikh kay hi to trading kartay hainhum analysis karny k bad trdaing karty hain candles hmain market k up or down jany ki indiaction deti hai jis se hmain andaza hota hai k market ab ki point main hai up hai k down hai es liye yah morning star ks ath trading karty hain or evening start ma bhi same yehi hota hy in donu say hi ham market ka up maur down honay ka pata laga sakty hain aur in ka andaza laga kay trading karty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Inverted Hammer

            Inverted hammer ki wajah se hum log market ka trend mil sakta hai isliye Hum logo ko inverted hammer Ko Dekhkar trading karne chahiye tha ke hum logo ko loss Na Ho Aur Hum Log inverted hammer ki wajah se Kafi achha profit bana sakte hain Jiske Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Inverted Hammer

              Jo traders Aisa Karte Hain ke pehle Apne seniors share trading calling karte hain aur baat hai main kaunsi seniors ke sath competition karne lag Jate Hain message in a junior traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka Hai Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful nahi ho Sakenge isliye Apne seniors or teachers ko respect day
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Inverted Hammer

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Inverted Hammer

                Inverted hammer kia hay aur es ki identification kesy ho sakti hay esi ka ham jaiza lety hey, inverted hammer ulty hammer key shape ki tarha ho sakty hey jes ki real body bahot hi small down part ya down side me ho sakti hay jab key es ki shadow ya legs upper side ya upper part me hoty hey esy candles market key downtrend me hi find key ja sakty hey jo key long bullish trend ki possibility ka indication dety hey, agar inverted hammer candle ki real body small size ki na ho aur es key shadow large ho to ye be ho sakta hay key ye fake inverted hammer ho jes ko follow karny se market mazeed downtrend me convert ho jaye, inverted hammer ki real body ka small hona (Hammer key type) ki tarha ka hona bahot zarori hay.
                [ATTACH=CONFIG]6514[/ATTACH]
                Inverted hammer market ka trend change kar sakte hain isliye Jab inverted hammer Ban Jaye Toh Phir Hum Logon Ko Dekhkar trading Karni chahiye inverted hammer ki wajah se hum logo ko log bhi ho sakta hai agar Hum Log is Ko Dekhkar nahi Lagate Hai Tu

                اب آن لائن

                Working...
                X