Too much trading karna be mistake hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Too much trading karna be mistake hay
    Traders key common mistakes me se 1 mistake ye be hay key wo too much trading karny lagty hey, agar orders profit me hey to app ko ye kabi be nahi samjna chaye key other orders be app ko profit de sakty hey, extra risk kabi be nahi lena chaye, jo orders profit me hey agar esy orders ko traders close karna zarori nahi samjty to ye un ka plan ho sakta hay magar other extra trades open karny ki ghalti esy traders ko kabi be nahi karni chaye jes ki waja se un ko bahot zeyda loss ho, same time par extra orders without plan key kabi be open nahi karny chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Too much trading karna be mistake hay

    g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se sehmat karta hun forex trading ain to much trading wo tradrs karyty hain jo trading ain greed karty hain un ki yahi try hoti hai k wo aik din ain boht se dollrs earn kar len jub tak yah adat un ki apni dushman hoti hai tu hmaisha apni trading ko os level tak karen yah k os level tak rakhen jis main apko risk na lagy or ap ayse na soch saken k hmain ab kahen loss na ho jay tu haisha apni trade k kamyb hony k bad lalach na karen q k apko aik trade k profit milny par apko agly order par bhi profit he ily ga yah mukin nahi ho skta hai tu aysa nahi karna chahye lalch ko kam rakhna chahye ta k apko loss na ho bar yahi hai k ap aik tarde k bad agli tarde tab tak na lgaen jub tak apko pahli trade ka withdraw nahi il jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Too much trading karna be mistake hay

      Loss hony ki wjoohat mein se 1 wjah ye bhi hai o ap over trade karain.main example se smjhata hu. agr 1-2 trade mein apko profit hua hai to ap emotions ki zad mein ayen gy or mazid trade leny ki koshish karain gy.is wjah se apko loss hoga .
      • #4 Collapse

        Re: Too much trading karna be mistake hay

        boht zayada trading krna b sai nai ha q ky is sy b apka zehn lalchi ho sakta ha ... agr apko profit ho gya ha to b over excited nai huna chahye . q ky greed apko bht pechy ly jati ha.
        • #5 Collapse

          Re: Too much trading karna be mistake hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Traders key common mistakes me se 1 mistake ye be hay key wo too much trading karny lagty hey, agar orders profit me hey to app ko ye kabi be nahi samjna chaye key other orders be app ko profit de sakty hey, extra risk kabi be nahi lena chaye, jo orders profit me hey agar esy orders ko traders close karna zarori nahi samjty to ye un ka plan ho sakta hay magar other extra trades open karny ki ghalti esy traders ko kabi be nahi karni chaye jes ki waja se un ko bahot zeyda loss ho, same time par extra orders without plan key kabi be open nahi karny chaye.
          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek Kaha new trailer Hamesha se mistake Karte Hain ke wo trade for trade Gaate Rehte Hain aisa nahi karna chahiye pal ke Ek Ladka close hone ke baad aap ko Dobara se apne analysis karne chahiye aur dusri date ko open karna chahiye xstories Kabhi Nahi Lena chahiye Jo orders profit Main Hoon Aise traders ko close kar dena zaroori nahi hona chahiye Kyunki Agar aapko market ki position achi Nazar aa rahi hai to aap apni friend ko open Rehne De aur Agar aapko market ki position ke baare mein Maloom Hai kay voh ab Riverside remove Karegi Tu apni trade co close kar de aur apne aap ko lost Se Bachaye aap ek time par do trade Ko Mat open kare aapke paas bada hai capital hi kyu Na Ho
          • #6 Collapse

            Re: Too much trading karna be mistake hay

            Dear jab forex business ko join karte ho tu ap ko sirf aik baat start mai batai jati hai k ap ne es business ko seekhne aur smjhne k bad he le kar chalna hai agar ap asya karo gy tu ap ko reward acha hasil ho skta hai lekin agar ap ne mehnat nhn ki tu ap ko baqi sab traders ki tarha jo es business ko start karte hain lekin learning nhn karte ap ko b es business mai loss ho jaye ga jo k ap ko kisi kam nhn aaye ga lehaza ap mehnat karo aur acha earn kar k he aage chalo aur enjoy karo....
            • #7 Collapse

              Re: Too much trading karna be mistake hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Traders key common mistakes me se 1 mistake ye be hay key wo too much trading karny lagty hey, agar orders profit me hey to app ko ye kabi be nahi samjna chaye key other orders be app ko profit de sakty hey, extra risk kabi be nahi lena chaye, jo orders profit me hey agar esy orders ko traders close karna zarori nahi samjty to ye un ka plan ho sakta hay magar other extra trades open karny ki ghalti esy traders ko kabi be nahi karni chaye jes ki waja se un ko bahot zeyda loss ho, same time par extra orders without plan key kabi be open nahi karny chaye.
              Airtel store chahiye ke proper planning Karke Ek achi si trade Lagaye Agar Jyada trading Karenge ya phir overtrading Karenge toh usse lost chances increase ho jayenge credit ko chahiye Ek line Karke send kar where does Go Air G8 overtrading Na Kare aur Hamesha Ek achi si lete chale gaye for intraday trading Kare sake vote reading Karke successful ho sake
               
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Too much trading karna be mistake hay

                forex trading main too much trading aik risky amal hai jis main har trador ki trading main lalach hota hai or oski yahi try hoti hai k wo over trading se aik he din or rat main boht se earning kar ly ga jub k aysa kuj bhi nahi hota hai ayse trading karny se hmain loss ho jta hai jis se hmara account bhi khtry mn parh jata hai hmain chhahye k ayse uj bhi facotrs apni trading maon nahi use karny chahye jis se hmain lss ho or lalch ko khtm karty howe trading karni chahye q k risk ko mange karny se hum profit earn kar skty hain over trading se hum kbhi bhi apni trading main profot earn nhi kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Too much trading karna be mistake hay

                  too much trading be agar koi trader karta hay to us ko ye conform nahi hota key wo every trade me profit hasil kar sakta hay, too much trading karny ko me big mistake hi samjta hon, profit key targets ki achievement tak jetni zeyda trading ki jaye ye bat to samaj me ati hay magar single day me profit targets ko complete karny key bad be agar bahot zeyada trading kesi traders ki taraf se ki jaye to es ko mistake hi samja jaye ga, traders ki trading performance plan key mutabeq hi chalti hay magar over confidence ki waja se traders se ye mistake ho jata hay key wo bahot zeyda trades open karny lag jaty hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Too much trading karna be mistake hay

                    Assalamualaikum aapne Jo Baat Ki Hai Main usse Puri Tarah agri karta hoon ke hum logo ko Huggies be too much trading nahi karni chahiye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log Socha Hai Ke Hum jitni bhi trading Kare Soch Samajh Kar Kare Bina information ke trading nahi Lagani chahiye Is Tarah Se Hame bahut he lost Utha Na Pad sakta hai
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Too much trading karna be mistake hay

                      je bilkul ap ne theek baat ki ha k forex market loss honay ki aik bohat wajah over trading ha jis ma traders har trade kartay rehtay hain aur is ki bohat sari wajohat hain jaisay
                      == Trading karna bhi aik tarah nasha ha, trader har waqt chahtay hain k woh trading kartay rahain to over trading karnay se market ma bohat sari ghaltian ho jati hain jis se loss ho jata ha is lye ziadah trading karnay se guraiz karna chahye
                      == Bohat saray traders raton rat rich hona chahtay hain to wo har waqt forex market ma in rehna chahtay hain is lye wo har waqt trading hi kartay rehtay hain
                      == Greed sab se ahm wajah ha loss karnay ki aur over trading karnay ki jis ki wajah se traders loss kartay hian
                      To hamain tradings kartay waqt bhoat hi care karni chahye q k agar ham care ni karain gay aur har waqt trade karain gay to hamain is se loss ho ga, aur yeh aik professional trader ki nishani ni hoti ha is lye hamain trading signal ka intezar karna chahye aur signal pe hi trading karin chhaye is ma hamara benefit ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Too much trading karna be mistake hay

                        forex trading ak business aik eraning business tu hai he laken es main risk ka factor bhi boht hota hai q k har trador es main trading krta hai laken osko es bat ka confrm nahi hota hai k hmain profit he mily ga kbhi loss nahi hoga tu yah risk he hota hai jo k hmain aik point par mind set karny nahi deta hai or aghr hum ayse riky business main mazzed risk involve kar den tu pher zyda din tak hum forex main rah nahi skty hain es liye hmary liye zarori hai k aghr hum apni trading main kamyb hona chahty hain tu trading main lalch na karen k hmain aik he trade k sath acha profit mil jay ga or yahi soch hmain apni trading main over trading karny par majoob kar deti hai q k hmain aik trade se profit mil jay tu hum yah sochty hain k agli trade se bhi faida he mily ga tu yah kam just lalach se he kiya jata hai tu yah bhi aik trah ki galti he hoti hai jis se tradors ko loss hony k cahnces mazzed barh jaty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Too much trading karna be mistake hay

                          Dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon kayvap kheriyat say hoon gay main apki baaat say agree karta hoon bahut si nwaja hain jis nki waja say loss mkar baithty hain wo trader over trading kartay hain jo trading ain greed karty hain un ki yahi try hoti hai k wo aik din ain boht se dollrs earn kar len jub tak yah adat un ki apni dushman hoti hai tu hmaisha apni trading ko os level tak karen yah k os level tak rakhen jis main apko risk na lagy or ap ayse na soch saken k hmain ab kahen loss na ho jay tu haisha apni trade k kamyb hony k bad lalach na karen is liay r lalch ko khtm karty howe trading karni chahye q k risk ko mange karny se hum profit earn kar skty hain over trading se hum kbhi bhi apni trading main profot earn nhi kar skty hain aur jitna ho saky aram say sochj samjh kay tradinmg karni chahiay
                          • #14 Collapse

                            Re: Too much trading karna be mistake hay

                            ya such hay k ager eik time main eik say zeyada trades ki jaya to ho saktay hay ka who profit k bejhaya loss ki taraf chalai jaya hummay roz aana k eik trade schedule bana lana chaya or is ky he mutabik kaam kerna chaya mager schedule hona assa chaya jo k hummay control main hoon
                            ager hum eik time mian 2 say 3 trade lagaya to theek ho ga ya her trader ka control main hoti hay
                            wasay to her trader ki apni capability hoti hay k who kitni trade ko eik sat handil ker sakta hay mager hota ya hay k ager hum na 5 say zeyada trade lagaye ho gi or in main say ager 3 loss ki taraf jati hain to ho saktay hay k trader profit wali trade ko bi loss ki taraf lay jaya
                            is liya ya koshish kerni chaya k trade itni he lagaya jitni say trader profit lay sakha
                            .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Too much trading karna be mistake hay

                              Hum Logon Ko forex market Mein kam se kam mistake Karni chahiye Kitni kaam Hum Log mistake Karenge Itna Hai Hamare liye Dekhta Hoga Aur Hum log kaafi accha profit bana sakte hain Agar Hum Log forex market Mein mistake nahi karte hain tu aur hum logo ko kamyabi Milegi Aur Hum Log Kafi achha bana sakte hain forex market

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X