New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye
    Some new traders esy be hey jo key old news key base par ya last date ki news par market ka fundamental analyzing karny ki nakam koshish karty hey, real time me agar koi new news jo key trading key ley achi ho sakti hay agar na mily to kabi be old news ya last date ki news ko follow karny ki ghalti nahi karni chaye, behtar ye hay key real time ki news ko find kia jaye es se traders ko bahot faida ho sakta hay, otherwise agar last date key news se market ka tajzia karny ki koshish ki jaye to esi koshish ko me nakam koshish ka hi name de sakta hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

    Asslam o alaikum bhai jan. Ap na bahot achi baat kahee hy. Main apki baton sa agree karta hoon. And apko btana chahoon ga k aj kal har koi new things ko follow kraty a rhy hain. And forex main kucb WO log bhi hoty hain Jo k pahly loss kha k aty hain and phir bhi ui trha start ho jaty hain mtllb k phir usi trha ki trade open kr daty hain. To unko chaheye k WO ghaltion ko recovered krain and profits earn krain. Air ya baat bhi hy k aged ap log new trade open karna chahty hain and apko koi new news achi nhi lag rhi mattlab k ap us sa agree nahee ho to apko chaheye k ap old news main bhi kabhi bhi trade open nahee karain ya bahot bari ghalti hogi aged ap old news ko follow karain gy to. Hamain had halat main new news ko hi follow karna chaheye. Is sa hamain faida hota hy.
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

      G han bilkul traders agar news ko follow karny ka sochty hey to sab se pehly ye dekna chaye key ye news key days ya ketny hours pehly ki hay, agar zeyda old news ho aur 2 hours se zeyda old ho to es ko kabi follow karny ki koshish nahi karni chaye, 2 hours key bad ye be ho sakta hay key new news data release ho jaye aur traders jes ne old news ko follow kia hota hay us key against ye news ho to per traders ko loss hony se koi be nahi bacha sakta hay, real time me jo news release ho es ko hi good samja ja sakta hay otherwise old news ki koi ehmeyat nahi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Some new traders esy be hey jo key old news key base par ya last date ki news par market ka fundamental analyzing karny ki nakam koshish karty hey, real time me agar koi new news jo key trading key ley achi ho sakti hay agar na mily to kabi be old news ya last date ki news ko follow karny ki ghalti nahi karni chaye, behtar ye hay key real time ki news ko find kia jaye es se traders ko bahot faida ho sakta hay, otherwise agar last date key news se market ka tajzia karny ki koshish ki jaye to esi koshish ko me nakam koshish ka hi name de sakta hon.
        Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek hai agar Ek new trailer trading business ko join kar raha hai aur woh trade Karta Hai To usse chahiye ke Wo Jab Bhi news check Kare to fresh news ko check Kare aur uske motorbike Apne fundamental or technical analysis ko kare tab hi updated to open kare aur uske liye beta rahi hai ke woh rail time news par Nazar Rakhe aur forum par ke Jane Wale fresh tajiya wali post ko acche se write kare aur Khushi Se Kare K senior members ki post ko red karne ke baad reply kare tab hai wo ek Kamyab trade Laga sakte hain aur forex business mein survive kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Some new traders esy be hey jo key old news key base par ya last date ki news par market ka fundamental analyzing karny ki nakam koshish karty hey, real time me agar koi new news jo key trading key ley achi ho sakti hay agar na mily to kabi be old news ya last date ki news ko follow karny ki ghalti nahi karni chaye, behtar ye hay key real time ki news ko find kia jaye es se traders ko bahot faida ho sakta hay, otherwise agar last date key news se market ka tajzia karny ki koshish ki jaye to esi koshish ko me nakam koshish ka hi name de sakta hon.
          Yeh Baat aap ki bilkul theek hai new traders trading karte hai yeh bhi mistake karte hain Ke Jab tha woh newspaper reading karne ki try karte hain to old news Jo market Mein Aayi Hoti Hai unko Dekhkar trading karne lag Jate Hain Jiski wajah se Humko Laut ho jata hai traders ko chahiye ke old news ke date of a trading Na Kare UK job new news Aati Hai To Uske impact ka kuch pata nahi hota 4traders ko bahut jyada loss ho sakta hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

            Assalamualaikum Apna to bilkul theek baat ki Hai Hum logo ko old news ke base par trading nahi karni chahiye Bhar Ke Hum logo ko Uske baare mein Mukammal information Hasil Karke Phir Hai Hame trade Lagani chahiye
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

              je analyses do qisam ka hotay hain aik fundamental aur dosra technical analyses hota ha, aj kar har trader News pe trading karna chahta ha ta k jaldi se jaldi profit hasil kar sakay lakin fundamental analyses bohat hi mushkil kaam hota ha to hamain pehli baat to yeh ha k News pe trade ni karni chahye q k News pe trade karnay se aksar loss ho jata ha to, to hamain News ki actual aur forecast pe gehri nazar rakhni chhaye q k is ka hamain loss ho jata ha to hamain agar News pe kaam karna ha to is ka hamain pehlay learning karni chahye q learning k bagair ham forex ma kamyab ni ho saktay hain to news guzar janay k baad hamain trade karni chaye jab market stable ho jaye aur trend clear ho jaye to technical analyses pe ziadah zor dena chahye
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                g han bhai apki bat bilkul thek hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jo new tradors hoty hain wo apni trading main boht se galitain kar jaty hain jis main aik galti yah kar jaty hain k old news ko wo apni trading main follow karty hain jis se un ko trading main loss ho jata hai tu hmain chahye k forex ko on the spot news k according follow karen q k yah aik online trading ka business hai jis main online trading ka mtlab bhi yahi hota hai k hum apni trdaing main jo market ki currenct situaion hoti hai osi k sath he apni trading karen ta k hmain loss na ho or jo old news par he apni trading karty hain un ko loss ho jata hai tu yah bhi aik boht bari galti hai jo tradrs karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                  Dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon kayvap kheriyat say hoon gay main apki baaat say agree karta hoon ap nay sahi kaha hay new trader mjo bhi hain unko chahiay kay wo news updates ko daikhtay huay trading karni chahiay agar news ko follow karny ka sochty hey to sab se pehly ye dekna chaye key ye news key days ya ketny hours pehly ki hay, agar zeyda old news ho aur 2 hours se zeyda old ho to es ko kabi follow karny ki koshish nahi karni chaye, 2 hours key bad ye be ho sakta hay key new news data release ho jaye aur traders jes ne old news ko follow kia hota hay us key against ye news ho to per traders ko loss hony se koi be nahi bacha sakta hay, real time me jo news release ho es ko hi good samja ja sakta hay otherwise old news ki koi ehmeyat nahi hoti hay.tab hi new trader ko faida hoga is liay hamaisha khud ko update kartay rehna chahiuay
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                    Assalamualaikum Mere Khayalon Mein Hum logo ko old news ko follow Kar Ke trade nahi karni chahiye Hum logo ko new news ko follow Kar Ke trade karna chahiye Phir Hum Logon Ko iska fayda Hoga aur ye news Humko profit tak le Jayegi Aur Hum is news ki wajah se Kafi achha profit bana sakte hain aur isme uski wajah se hum logo ko kamyabi milti hai agar Hum Log new news
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                      I'm a time to time apni skills to develop karte rehna chahiye kya Jaise Jaise time batayega Hamare acting karne ke chances Yahan Par Aur Bhi Jyada increase Sochenge skills for strong balance hota hai Hamare Paas kaam karne ke liye Jis Se Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamesha nuksaan hone se ya Kafi Jyada se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko Aur Bhi Zyada save Rakhe kam karne ke liye yahan se
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                        Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h k forex m trding old news p ni uthny chayee m bilkul ap ki bt agree krta ho hmy bilkul bi old news trading ni karni chayee bulky hmy new news p trading krni chayee ta k hmy ziada profit mely or hm acha future bna skay or beathr zindgi guzar skay is ly hmy ziada mehnt krni ho ge
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                          forex mai agar hum new hain to hamy apny seniors ke tips ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex aik international business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bohat ache job hain hum out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum agar bager learning ky kam karty hain to hamy loss he ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                            jub koe bhi new kaam karna chahy yaeni new trade karny lagy to us ko chahy keh woh koshesh kary keh mukaml maelomat trading ky bary main hasel kar karny ky baed shuroe kary takeh us ko pata ho keh trading main yhan py kamyabi hy or yhan nakami ho gi in sari chizon ko samny rakhtyhowe trade karni chahy or pehly sy trading ki jo movmint guzar gae hy us ko samny ni rakhna chahy is ki wajjah yeh hy keh is trading ka wasta us ky sabkah adwar sy koe ni hota hy or na hi sabkah rikard dikh kar hum chul sakty hain or na hi sabkah rikard py chul kar hamin yaqine kamyabi ho sakti hy bulkeh hamin yeh chahy keh hum koshesh kkarin trading karny sy pehly hum trading ky any waly dinon ky halat sy waqef hon agr hum kamyab trading karna chahty hain to
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ko old news key base par trades open nahi karny chaye

                              Asalam o alikum friends news forex trading main both ziada importance ha jab news hon tab ap ko chae ha trading na karny balky wait karny news kase aa rehe ha or us k mutabiq trading karny news sy pehly pehly trading na karny balky jab news aa jay or us ki movement confrim ho jay to us k baad trade open karny news har waqat ati Han un ka itna masla ni hota ha Jo news calender main aai hoti han un sy ziada effect hota ha or un sy un k mutabiq movement hoti koi high news ho to ziada movement hoti ha kuch mediam hoti Han or low news hoti Han or in k hesab sy he movement karti han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X