Jaiza: entry and exit points
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: entry and exit points
    Indicators signals jo key entry point ko find karny key gharz se use key jaty hey, esy signals se ye umeed raki jati hay key wo entry point (jo key long position buy, ya short position sell) ko determine kar saken, technical base par agar esy indicators profitable entry points ko determine kar lety hey to es se traders ko ye be umeed rakty hey key ye exit point ko be determine kar saken, bahot se reliable indicators majood hey jo apni techniques key base par market me best entry aur exit points ko determine karny me kamyab samjy jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: entry and exit points

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Indicators signals jo key entry point ko find karny key gharz se use key jaty hey, esy signals se ye umeed raki jati hay key wo entry point (jo key long position buy, ya short position sell) ko determine kar saken, technical base par agar esy indicators profitable entry points ko determine kar lety hey to es se traders ko ye be umeed rakty hey key ye exit point ko be determine kar saken, bahot se reliable indicators majood hey jo apni techniques key base par market me best entry aur exit points ko determine karny me kamyab samjy jaty hey.
    Assalamualaikum ji Bhaijaan entry or exit point ke baare mein aapne baat ki hai Mere Khayal Mein entry point position Hoti Hai Jahan Se Hum trend ko Pasand Karte Hain aur Jahan Par Hum usko cloth karte hain usko Hum exit. Kehte hain aur entry point ke Forex trading mein bahut jyada Amit Hoti Hai Kyunki agar aap ka entry. Achha hota hai to aap ek achi trade Laga sakte hain aur profit Kumar sakte hain uske sath sath aapko Yeh Bhi Pata hona chahiye kya aap ka exit. Kaisa hona chahiye Kyunki Agar aapko trade close karne ka pata nahi hoga to aap kaise trade co cloth Karenge wo Sare label indicators maujood hai lekin main sirf Apne Dosto ko Yahi kehna chahte aap manvali apne signal food Banayenge to aapke liye bahut jyada hoga agar aap Kisi indicators se kaam karna chahte hain to aapko chahiye 3 indicators par sem result Hasil karne ke baad first aid ko open Kare Agar teeno indicators ka result sem ho to aap uss result Patrika sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: entry and exit points

      Asslam o alaikum bhai Jan. I hope you will be good and main apki in baton sa full agree krta hoon. And apko btana chahta hoon k entry point and exit point naam sa hi zahir ho rhy hain and ya trade main bahot bra role ada karty Hain. Entry point ka MATLAB bhi yahe hota hy k for example ager apka entry point acha and bara hy to is ka Matlab k ap aik achi trade open kr rhy hain. And hamain chaheye k ham logon ko entry point and exit point k baary mai zyada sa zyada learn karna chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: entry and exit points

        Forex trading ma entry aur exist points ka agar pata chal jaye aur is k knowledge ho to koi bhi trader is ma loss ni karta ha to entry point ka matlab hota ha k ham ne market ma entry kab aur kaha se leni ha matlab kab order place karna ha, aur jab ham ne koi order laga dia to os ko exist kis point pe karna ha yeh hota ha entry aur exist point forex market ma,
        to dear hamain forex market mai trend aur indicators k siganls ko check kar entry leni chaye q k agar hamara entry point theek howa to ham profit ma jayain gay aur entry ghalt daal di to os hamain loss ho ga
        Exist point: hamain market ma order ko close karna chahye jab market apna trend change kar lay ya hamain andazah ho ab market hamain itna hi profit de gi to hamain apni trades ko close kar dena chaye
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: entry and exit points

          Assalamualaikum ji haan bhai aapne bilkul theek baat ki hai indicator ko entry lene ke liye use Kiya jata hai aur agar aap isme entry best tarike se karte hain toh phir aap grading ko bahut acche tarike se manage kar sakte hain aur apne kaam ko best kaise kar sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: entry and exit points

            G han indicators siraf es ley use nahi kia jata key ye indicators entry points hi find kar sakty hey, indicators key help se market reversal trend ko be find karny me asani ho sakti hay, trade ko tab tak ham profitable nahi keh sakty jab tak ye profit key sath exit na ho es ley indicators key help se exit points (jaha par ham ne trade ko close karna ho jes ko ham take profit be keh sakty hey) ko be determine karny me kamyab ho sakty hey, kamyab trade wo hota hay jes ki trade entry per perfect ho aur exit time be achi ho.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: entry and exit points

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Indicators signals jo key entry point ko find karny key gharz se use key jaty hey, esy signals se ye umeed raki jati hay key wo entry point (jo key long position buy, ya short position sell) ko determine kar saken, technical base par agar esy indicators profitable entry points ko determine kar lety hey to es se traders ko ye be umeed rakty hey key ye exit point ko be determine kar saken, bahot se reliable indicators majood hey jo apni techniques key base par market me best entry aur exit points ko determine karny me kamyab samjy jaty hey.

              Forex trading Mein country or exit. Dono hai bahut jyada important Hote Hain Hum Jab Bhi Koi trade inter karne lage to Hame usse Pehle Ek accha Sa entry. Decker trading Karni chahiye Jab Hum acche entry points A trade Mein inter honge toh Hamare profit banane ke Jaan Se Bhi bahut increase ho jayenge aur uske baad Hame Apna exit. Bhi wo dekhna chahiye jis mein accha profit Ho
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: entry and exit points

                dear forex trader asslam o alikum umed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon hamain forex market mai trend aur indicators k siganls ko check kar entry leni chaye q k agar hamara entry point theek howa to ham profit ma jayain gay aur entry ghalt daal di to os hamain loss ho ga Exist point hamain market ma order ko close karna chahye jab market apna trend change kar lay ya hamain andazah ho ab market hamain itna hi profit de gi to hamain apni trades ko close kar dena chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: entry and exit points

                  forex trading aik boht acha business hay hum is main trade karty hain magr is main trade karny kay liye humain entry point ko dykhna hota hay kab hum market main enter ho kar trade ko place kar sakty hain or is main exit point ka b kahas khyal rakha jata hay jis main ye hota hay kay acha profit hasil kia hay to is main profit kay saht kaisy trade ko close kia jaye konsa wo time hota hay jis main exit karna ziada best hoat hay is kay liye market main indicators majood hoty hain jo kay humare help karty hain kuch khas indicators jo hay wo achi help karty hain kay trade achi ho sakay or profit b hasil ho sakay magr humain khud b mehnat karna hoti hay kun kay kabhi kbhi indicators say hi sirf kam nai chlta hay humain khud b trade main achy say planing karna hoti hay ta kay loss nai ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: entry and exit points

                    market main enter hony kay liye humain khud dykhna hota hay kay kis time main hum pairs ko select kar kay acha profit hasil kar sakty hain kun kay har aik pairs ka apna hisab hota hay is main har pairs ko study karna hota hay kay kis time main market main achi earning hasil ho sakti hay kis time main trade ko place karny say avoid karna ho ga so humain active ho kar kam karna ho ga kun kay is main indicators kafi help karty hain humain entry point dhodny main or in indicators ki help say agr trade karty hain to kam had tk humain profit ho sakta hay magr humain stratgy ka use karna ho ga achy say or low risk main kam karna ho ga ta kay exit karny main b asani ho sakay kafi kamyab indicators majood hain achi b kay entry or oxit point ko select karny main help karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: entry and exit points

                      market main hum jab trade lagana chahty hain to is main entry point ko dykha jata hay kay kis time main hum market main enter ho sakty hain or kis time main humain achi earning hasil ho sakti hay so humain active ho kar achy say kam karna ho ga ta kay stay karna humary liye asan ho sakay is main kafi indicators majood hain jo is bary main help karty hain agr to humain market main ziada earning hasil karni hay to is kay liye market ko sikhna ho ga pr practice karna ho gi kay kis time main humain ziada profit ho sakta hay or kis time main market main eixt karna best hota hay so humain khud hi trade main analysis kar kay b kam karna safe hota hay agr to indicators fake singals dyty hain to humain khud b kam ko learn kar kay analysis kar kay trade main a sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: entry and exit points

                        G ap ny sahi kaha hai lekin indicators par to ham bus umeed hi rakh sakty hai un par ham depend to nahi kar sakty or indicators kabhi b hundrad percent nahi hoty un me koi na koi zroor error ya kami hoti hai ap ko sath apna mind b use karna chahiye or us pair ki news wgera or internationl value chek karni chahiye.
                        ta k ap ko pata ho k wo pair strong ho raha hai ya weak is sy ap ko andaza ho jaye ga ap ko trading kaha karni hai or indicators ko ye dekhny k liye use kia kary k jo analysis ap ny kiye hai indicators b wo hi show kar rahy hai ya nai or kya us me trading karna ap k liye safe hai or jab ap market me entry karty ho to ap ko pata hona chahiye k is ka ye trend kab tak hoga or us hisab sy apna exit point set kar ly ap.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: entry and exit points

                          Indicators usually entry points suggest kartay hain, exit points trader khud determine karta ha. Indicators se bhi exact koi point nahi milta balkay koi specific price range mein good entry chance show hota ha. Indicators se, for example trend k start ya end ka pata chal jaye to ye potential entry point sabit ho sakta ha. Same agar strong support ya resistance breach ho jaye to ye bhi acha entry point hota ha. Trade mein enter honay se bhi ziyada trade se exit karna matter karta ha, har trade aik khaas had tak hi profit day sakti ha, trader ko apni skills and abilities k according target choose karna hota ha, else trade over trading mein chali jati ha, jis ka result loss nikalta ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: entry and exit points

                            new traders Jammu trading menu hote hain toh bahut Three Mistakes karte hain Ja sake Jab new trailers market mein chatting karne Lagte Hain 2019 ko feel kar jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein loss ho jata rahe ho tumko trading nahi karni chahiye Kyunki Jab aap sacristy Karke chatting karte hain toh proper planning nahi kar sakte aur loss ke chances increase ho Jate Hain Kyunki apkohai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: entry and exit points

                              Hum Logon Ko entry or exit. Select Karke trading Karni chahiye Jab Hum Log ke select kar lete hain To Phir Hum Logon Ko Kafi fayda hota hai iska matlab yeh hai ki hum ne take profit or stop loss Dono Laga liye hai aur Jiska Hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum log log Jyada nahi karte hain aur Agar Hum Logon Ko profit hota hai tu Kafi Hum logo ko profit Milta Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X