Robot trading kesi hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading kesi hai?
    Mera ek friend hai jo k robots sy trading karta hai or kehta hai k us ny ye robots online buy kiye hai. Or robots sy kafi earning hai or account b ban nahi huwa.
    Many to suna tha k robot trading sy account disable ho jata hai ?
    Or kya robot trading theek hai ?
    Robot trading sy loss hota hai ya profit or robot trading sy ap k account ko koi loss nahi hota?
    Member apny views share kary is bary me.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading kesi hai?

    Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya main office ke baare mein dance karna chahata hoon Ke Main has high robot trading it's are not good trading Hame chahiye Ke Hum Khud Hi trading Kare Hame robot hi nahi karni chahiye Hame Trading achi knowledge information ke saath chatting Karni chahiye
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading kesi hai?

      Robot trading me traders ko ye umeem nahi rakni chaye key wo automated trading key base par successful aur good traders ban sakty hey, manual trading ka advantage ye hota hay key professional traders ban kar beginner traders jald samny a sakty hey magar traders loss key dar ki waja se manual trading par zeyda depend nahi karty jo key meri nazar me bilkul be ghalat hay, me ye nahi kehta key robot trading se loss hi hota hay esy automated profit be de sakty hey magar trading ko learn karna be beginners key ley zarori hota hay aur ye learning kabi be automated trading key base par hasil nahi ki ja sakti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading kesi hai?

        forex trading business mein hum ko robot use kar k trading nhi karni cahaiye aur insta forex k bonus account mein tu robot ko use nhi karna cahaiye agr bonus account mein robot ko use kartay han tu is se account bhi disable ho sakta hy kiok robot se trading karna bonus account k rules ko break karna hy aur agr rules ko break kartay han tu account disable ho jata hy aur agr apni investment bhi karain tu us mein bhi robot se trading nhi karni cahaiye kiok agr robot se trading karain gay tu is se koi faida nhi hota aur ap forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil nhi kar saktay kiok robot khud hi trading karta hy aur khud hi close karta hy aur agr ap khud trading kartay han tu ap learning knewledge aur experience hasil kar saktay han aur ap mehnat se market ko samjh saktay han aur analysis karne ka pata chlta hy js se ap forex trading business mein kaamyaab ho saktay han forex trading mein robot trading nhi karni cahaiye khud trading karni cahaiye is ka ap ko buht ziada faida ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading kesi hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
          Mera ek friend hai jo k robots sy trading karta hai or kehta hai k us ny ye robots online buy kiye hai. Or robots sy kafi earning hai or account b ban nahi huwa.
          Many to suna tha k robot trading sy account disable ho jata hai ?
          Or kya robot trading theek hai ?
          Robot trading sy loss hota hai ya profit or robot trading sy ap k account ko koi loss nahi hota?
          Member apny views share kary is bary me.
          Main robot trading ko like nahi karta Robo trading Jab Hum karte hain Toh Humein robots use karne ke liye bhi paise dene padte Hain Iske ilawa robots ko use Karke bhi loss ho sakta hai aur iska sabse bada disadvantage Yeh Hai Ke Jab Hum reading karte huye robots use karte Hai To Kuch Kuch Yaad nahi karte Aur Hum syrup in robots pe hai depend karte hain aur Hame 4 day trading Karni nahi aati aur Nahi Kabhi Hum acche traders Ban sakte hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading kesi hai?

            Hum logo ko reboot trading nahi karni chahiye reboot trading Mein Hum Logo Ko Kuch Nahi Milta Hai Hum logo ko report trading Karke high profit bana sakte hain lekin isme Hum logo ko Jyada fayda nahi hota hai aur hum logo ko Commission Dena hoti hai isliye Hum logo ko bhai bolte trading nahi karni chahiye iska Koi fayda Nahi Hota Hai Hum logo ko manual trading Karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading kesi hai?

              Agaram student hai tu domicile Karbala sunni hai agar Hamare Paas Nahi Hai To Hum Apne Naam par koi bhi utility bill le kar Apne account ko kaise kar sakte hain yeh ek acche wala stability wala Businessman Jayega Hum Sabke Liye earning karne ke liye account verified hoyega to uske baad Hum Log Yahan Se Vidyalaya sakte hain sone ke sath
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading kesi hai?

                dear forex mein work kar kay bohat he achi earning kari ja sakti ha is liye forex mein hard work or acha experience he apko success hasil kar sakty robot trading bohat he best ha kiyon kay robot trading mein bohat he achi earning kari ja sakti ha kiyon kay robot trading say sirf or sirf mathmatic earning kari ja sakti ha kiyon kay robot say ap is mein loss kar sakty hein kiyon kay robot trading say ap bilkul loss kar sakty hein is liye is liye forex mein agar work karna ha to maual trading karna bohat he best ha is liye manual trading he behat ha is liye forex mein hard work or acha experience hona bohat he zarori ha so hard work to get success easy in forex
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading kesi hai?

                  bhai main ny rebbort trading nahi ki hai es liye mujhy es k bary main abhi otna knowledge nahi hai jub k rebbort trading aik risky trading pattrn hai jis man aik acha tador kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain es liye aghr ap apni trading karna chahty hain tu manual yah outo trading karen apko rebbort trading nahi karni chahye rebbort trading jub k name se he pta lag jta hai k hum apni trading ko asume kar k karty hain jub k es main hum kuj bhi set kar skty hain es ummed par k aghr market hmari favour main hoi tu humain profot mil jy ga or es k liye koi chances nahi hain k humain apni trading main profit he mily ga jub k es ki bhi koi guarnty nahi hoti hai q k rebbort trading main modify ka option bhi nahi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot trading kesi hai?

                    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main reboot use karny sy ap ko kuch dar to fayda ho sakta ha par masalsal ni hota ha q k Jo AP rebot ko feed karty han wo us k mutabiq he trading karta ha
                    Is ley dear Mary khayal main reboot trading k bajay maunal trading karny to behtar ha dear jab ap reboot ko feed da sakty han k asy trading karni ha to ap khud maunal karny ap ko ziada profit ho ga ap ko trading main ziada knowledge or experience mily or ap successful trader bany gy
                    Is ley dear Mary khayal main manual trading best ha or analysis kar k manual trading karny ta k ap humsha successful hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot trading kesi hai?

                      computer program based on a set of forex trading signals that helps determine whether to buy or sell a currency pair at a given point in time. ... While trading systems can be purchased online, traders should exercise caution when buying them this way it is very helpful for our the world
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot trading kesi hai?

                        forex traidng main auto trading ya robot ko use ki jata hay jo kay aik programed file hoti hay jo kay khud ba khud kuch indcators ki madad say trading kerti rehti hay. is main boht say logo ko profit ho jata hay aur boht ko losses bhi howay hain. ager trading robot kay teht ker rahy hain to us ka end account wash per hi hota hay. jab kay sakt hay kay us say pehlay wohi robot boht achi earning dey chuka ho. is liye robot trading kisi na kisi level per a ker stuck ho jata hay jab market main volatility boht zayada hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot trading kesi hai?

                          Agr tu ap insta forex k bonus Account mein Pak forex forum se posting kar k bonus hasil kar k trading kartay han tu ap ko bonus account mein kabhi bhi robot se trading nhi karni cahaiye kiok bonus account ap ko trading ki learning aur experience k liye diya jata hy ap bonus account mein trading kar k ap trading ka experience hasil kar saktay han aur agr ap robot se trading karain gay tu ap rules ko break karain gay aur ap ka account disable bhi ho sakta hy is liye ap ko bonus account mein khud trading karni cahaiye kiok is ka faida ye ho ga k forex trading business ki achi learning aur knewledge hasil kar saktay han aur acha experience hasil kar saktay han is liye hum ko robot ko use nhi karna cahaiye aur khud trading karni cahaiye robot se ho sakta hy ap ko profit ho Jaye lakin learning knewledge aur experience nhi ho ga is liye learning knewledge aur experience tab hi ho ga jab khud trading karain gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot trading kesi hai?

                            Ji bhai jan ap nay bohat hi acha sawal kia hay k robot trading kesi hay? yahan tak robot ki bat hay to robot aik computerised machine hay jis main mukhtalif kasam kay programs aor softwares install kiay jatay hain jis say woh khud ba khud aik insan ki taran kam karta hay magar yeh aik machine honay ki waja say mistakes less nahen hay aor na hi insan say ziada zaheen hay yeh siraf aor siraf insan ki help kay tor par kam karta hay robot ki madad say jo trading ki jati hay usay robot trading kehtay han robot trading bohat hi kam log kartay aor robot par inhasar bhi bohat kam kia jata hay robor ki mada say ki gai trading ziada best nahen hoti is ki nisbat manual trading ziada best aor profitable hoti hay robot trading main bohat sari terms ko reed nahen karta aor jis say mistakes ho jati han aor trader ko loss face karna parta hay jab k manual trading main trading apnay best knowledge aor learning ki waja say trading ko achi taran janta hay aor robot ki nisbat achi aor kamyab trading karta hay is liay robot trading ki nisbat manual trading ziada behtar hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot trading kesi hai?

                              Forex business mein hum robot see bhi trading kar saktay han aur ho sakta hy k robot see trading kar k acha profit earn kar lain lakin agr hum robot see trading karain tu hum forex ki na tu learning kar saktay han aur forex ka knowledge aur experience hasil nhi kar saktay aur kiok agr hum robot see trading karain gay tu robot hi sab kuch karta hy khud hi market ko analyse kar k trade open karta hy aur khud hi trade ko close karta hy hum is traha trading ki learning knewledge aur experience kuch hasil nhi ho ga is se behtaar hy k hum khud trading karain is se agr loss bhi hota hy tu hum market ko samjh saktay han aur knewledge aur experience hasil kar saktay han js ka hum ko next time trading mein faida hota hy aur hum kaamyaab trader ban saktay han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X