Currency correlation kia hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency correlation kia hay?
    What is currency correlation?

    Currency correlation kesy karti hay ye currency traders ko understand karna bahot zarori hay, jab same time me two ya es se be zeyda currencies same direction me move karny lagty hey to currency positive correlation kar sakti hay, agar EUR/USD ki market rise hoti hay to same time me GBP/USD pair ki market me be positive movement hona start hoti hey ye currency correlation ki waja se same direction me move karti hey, currency traders jab tak currency correlation ko samjny ki koshish nahi karen gey wo kabi be currency pairs me achi trading nahi kar sakty.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency correlation kia hay?

    Assalamualaikum bhai aapne kaunsi Keh solutions ke baad mein baat ki hai to mai aapko Uske baare mein sirf gana Humein currency ka koi Itna bada issue Nahi Hai Hum Logo Ko Bas apna kaam karna chahiye aur currency ke shoes mein nahi padhna chahiye
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      Re: Currency correlation kia hay?

      Bahot se esy pairs market me hoty hey jo key same direction me same time me aur same hi average se movement karty hey es ko currency correlation kaha jata hay agar EUR/USD aur USD/JPY ka market chart open kia jaye to es ki market agar same direction me move karny ki waja USD currency hay jo key opposite direction me pair ko move karny me help kar raha hay magar jab EUR/USD aur GBP/USD same time me 1 hi direction me move karny lagty hey to es ko currency correlation ka name dia jata hay, market ko samjny key ley currency correlation ki information aur knowledge ka hasil karna important hay.
      • #4 Collapse

        Re: Currency correlation kia hay?

        Agar ap currency pair me achi trading karna chahty hai to ap ko chahiye k ap currency correlation smjhy.
        Akhir ye hai kya ?
        Ye currency ka relation hai apas me jesy agar ek currency up move kary to dusri b up move kary agar dono currency pairs ki directions same ho to a is ko Positive currency correlation kehty hai.
        Lekin agar ap currency pair ki direction up hai or dusry ki usi speed sy down to is ko Negative currency correlaton kehty hai.
        Agar ap is relations ko smjh jaye gy to ap ko ek hi time me kai achi trades mil jaye gi agar ap ek pair par analysis kary gy to ap ko dusry pair ka khud hi pata lag jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: Currency correlation kia hay?

          Forex me cruncey k trading pairs me hoti ha. aik moassar tajir bn,nay k liay trader ko in pairs ko samjna parta ha. use is puray port folio ka haqeeqi jaeza lena hota ha. k kis pair ki price kitne movement ha ati or kab ati ha. currencey correlation ka matlab ha kise pair ki price me aik jese movement ati ha wo up bhi ho sakti ha or dowb bhi.yani ye chhange same direction me ata ha.aik trader jb is ka achi tra analyasis kr lta ha to use cureencey movement ka andaza ho jata ha or wo us k mutabiq trading ke sakta ha.or bhtr kamyabi hasal kr sakta ha
          • #6 Collapse

            Re: Currency correlation kia hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            What is currency correlation?

            Currency correlation kesy karti hay ye currency traders ko understand karna bahot zarori hay, jab same time me two ya es se be zeyda currencies same direction me move karny lagty hey to currency positive correlation kar sakti hay, agar EUR/USD ki market rise hoti hay to same time me GBP/USD pair ki market me be positive movement hona start hoti hey ye currency correlation ki waja se same direction me move karti hey, currency traders jab tak currency correlation ko samjny ki koshish nahi karen gey wo kabi be currency pairs me achi trading nahi kar sakty.
            Currency correlation Mein Hum two currencies at a time use karte hain Jab Tak Hum currency trader aur currency correlation ko samajhne ki koshish nahi karenge Hum currency pairs mein achi trading nahi kar sakte this is the best way of the business
            • #7 Collapse

              Re: Currency correlation kia hay?

              Currencies ka dusri currencies ya commodities kay sath positive ya negative (inverse) correlation ho sakta ha. Correlations ko samajhna bohot zaruri ha because sometimes traders jis trading instrument trading kar rahay hota hain, us kay correlate currency ya commodity ki waja se us trading instrument ki price par asar par jata ha, jab kay bazahir us trading instrument ki price mein kami ya ziyadti ka imkaan nahi hota. For example, USD/CAD ki agar technical and fundamentals normal hain, aur OPEC ya kisi aur waja se Oil ki price kam ya ziyada hogai, to is ka impact USD/CAD par bhi paray ga, even technical ya fundamentals normal thy. Ye is liye hota ha kay CAD aur Oil ka positive correlation ha.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Currency correlation kia hay?

                Assalamualaikum bhai Mere Khayal mein jo market Mein a currency ke paas hote hain unko Hum Log currency correlation kehte hain Agar hum log in main trading karte hain toh phir Hum Logon Ko iska bohot hi zyada fayda hota hai aur hum logo ke paas kaafi accha profit Jama ho sakta hai agar hum log

                اب آن لائن

                Working...
                X