Forex mein aap kay weak points
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein aap kay weak points
    Forex aik bahut mushkil kaam hai aur iss mein her kisi kay koi na koi weak points bhi hain jaise mera forex trading mein weak point hai kay mein jaldi mein market dekh ker trade laga deta hoon jis ki wajah sae mera account her maheenay wash ho jata hai tou aap sub bhi apnay weak points batain ta kay sub unn sae kuch sabaq hasil ker sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein aap kay weak points

    Janaab forex trading may har member k week points hothay our wo wo hamesha ose waja say maar khatha hay lekin agar is business may kamyaab hona hay tho apne ghaltion say seekhna chaheay kionka kamyaab log kabhi bee apne ghaltion ko repeat nahe karthay
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein aap kay weak points

      golper trading karne ke liye sabse accha Ho sabse best business management share hoti hai ki Aap Yahan Par American session investment kar NIC condition Mein gold definitely Neeche ki saaf Karta Hai Uska traction Hamesha sell position Ki Tarah Hoti Hai Hame bhi chahiye kyu hair conditioner OLX memory viks. Sote hai jo usko Hame chahiye ke control car Lena chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein aap kay weak points

        forex m apkae kuch week points han jin m saae ya han ka eap forex pr zyda sae zyda profit bnanae kae lyae lalch m a jaty ho or pohir big loss kae lyae apna rsta khol lty ho lot size big lga kr is sae bachna lazmi ha dsra kae dforex pr ap log jab sabar ni kryty ho tu us sae b apko loss ho jata a or agr profit kae laye planning kae sath kam na kya jae tu ap kamyab ni ho skty ho forex pr
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein aap kay weak points

          Bhai ap ny acha sawal pocha hai har member me koe na koe khami zaror hoti hai jis sy usy aksar los hota hai aur uska account bhi wash hota hai mera masla ye hai mera weak point ye hai k me jab trade lgata hon aur trade los me jati hai tu me aur trade open kar leta hon me khud par control nai rakh pata jis sy mera account wash ho chuka hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein aap kay weak points

            Dear brother aap ki baat droost hay ky Forex mein aap kay weak points forex main income hoty hay iss MSI aap kia knowledge ager kam hay to iss say nuqsan ho sakta hay iski waja say aap aapna weak points oor koi nai hay
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein aap kay weak points

              Forex mein jo sab ka weak point hota haj wo zyda tar ye hota hai k trade loss mein ja rahi to kabu nahi rehta aur trade pr trade lagte hain aur zra sa profit aya to foran close ker dete hain jab k loss ho raha to wait krte hain jitna bhi krna parr jae
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein aap kay weak points

                forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex mai hamy weak points ko avoid karna chahey
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein aap kay weak points

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Forex aik bahut mushkil kaam hai aur iss mein her kisi kay koi na koi weak points bhi hain jaise mera forex trading mein weak point hai kay mein jaldi mein market dekh ker trade laga deta hoon jis ki wajah sae mera account her maheenay wash ho jata hai tou aap sub bhi apnay weak points batain ta kay sub unn sae kuch sabaq hasil ker sakain
                  Forex m sab zyad wek point yah k ap ko agr kam ki smjh nhe hy kxh log account bana kr forex py a jaty hein or trade lgna start krty dty hein or yah he aik wek point hy..
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein aap kay weak points

                    forex aik online business hain ham is main apni marzi sy time table bana kar apni mistake ko improve kae ky is main kam karna chahey jab ham is main apni galtio ko ignore kar ky lalach or jald bazi main kam kary gy to hamy is main loss ho sakta hain or is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein aap kay weak points

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Forex aik bahut mushkil kaam hai aur iss mein her kisi kay koi na koi weak points bhi hain jaise mera forex trading mein weak point hai kay mein jaldi mein market dekh ker trade laga deta hoon jis ki wajah sae mera account her maheenay wash ho jata hai tou aap sub bhi apnay weak points batain ta kay sub unn sae kuch sabaq hasil ker sakain
                      Assalamu alaikum bhai Forex mai Hamara week point analysis Kaise Hina hona hai Kyunki Mera Nal AC Sahi Nahin Hota Jiski wajah se mera account was so jata hai Mera kaal mein ek dusri Badi bataiye bhi hai jaldi Mein trade lagana Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein aap kay weak points

                        forex mai jald baze he hamare week point hain hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein aap kay weak points

                          Gee han forex main kisi na kisi k sath koi na koi weak points zaroor hota hai jis par wo apna loss karte hai weak point boht tarah k hote hai kuch aisay hote hai wo market main short chart par trend search karte hai chotay time par trend thik nazar nai aata jitna big chart ho ga trend b utna acha nazar aay ga kuch bin sochay jahan daikh trading laga daite hai ya phir qismat trading karte hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X