Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat
    Dear members assalam o alaikum, Aaj mai aap kay saath jo baat share kerna chahta hu wo hum sub kay forex trading bussiness kay barey mai wo shakook o shubhaat hain jo starting pay hamarey zehan mai atey hain. Forex trading bussiness kay barey mai hum bohat saari jaghoo pay parhtay rehtay hain, Forex traders say suntay bhi rehtay hai kay ye bohat acha bussiness hai,issay seekh kay karey,iss ka knowledge ziada sey ziada gain karey takay profit bohat ziada ho or life bann jaey. But hum mai sey kissi ko bhi yaqeen nahi hota kay hum waqai mai aik aisay bussiness mai shamil ho rahey hai jo humey ameer bana dey ga. Mairi aao sub say guzarish hai kay jab bhi koi bussiness shuru kia jaata hai wo bohat sooch samajh kay kiya jata hai.Koi bhi bussiness loss kay liye nahi start kerta. Iss liye forex trading bhi aik bussiness he hai issay bhi issi iraday kay saath start kerna chaiye. Jaisay hum dusray bussiness ko shuru kernay say pehlay achi jagah,acha spot or acha samaan rakhtay hai aisay he humey forex trading mai wo sub dusri shakal mai kerna hota hai. Forex trading mai acha knowledge ,achi practise,achi training un sub cheezo ka mutabadil hai jo dusrey conventional karoobar mai zaroori hai. Agar inn sub baatoo ko malhooz e khatir rakh kay forex trading bussiness start kia jaey ga to bilaa shubah kaamyaabi aap kay qadam choomay gi or aap dusrey logoo ko bhi join kerwanay kay liye achi tarah guide ker sakengay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

    Asslam o alaikum all pakistan forex forum mrmbers i hope you will be good. And dear bhai jan main apki baton sa agree karta hoon and pahly ap jo chrrz bhi start krain chahy wo online buisness ho ya koi sa bhi simple buisness hamain us k baary main shakook hoty hain k pta nhi aagy kia hoga but jab kuch earning ati hy ya earning ana start hoti hy to ham log us ko pakar lyty hain and happy ho jaty hain. So, same isi trha pahly mainy bhi bahot sary online app use kiye but mujhy kuch earning matllab k aik ropaya bhu naher mila. But jab many forex ko join kiya and jab mujhy bonus etc milla to yakeen hua k its very good online buisness and is main intresting baat ya hy k yahan jitna zyada work kro gy apko utny hi zyada paisy milly gain. And forex is very good buisness for all world. And ager bat rahee ameer banny ki to yahan sa ham bilkul asaani sa ameer ho skty hain but is k liyr kaafi zyada mehnat ki zaroorat hoti hy. Isko jitna zyada learn kiya jay utna hi hamara faida hy. And bilkul kaamyabi hamary kadam choomy gi. Jaza kallah
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

      Forex trading kay baray main shoro main har trader ko shuk hota kay kay shayed yeah fake kam hay aur yeah logo ka paisay ko zaya kerta hay. us ki waja yeah hoti hay kay trader jo forex main naye atay rehtay hain yea zayada ter wo log hotay hain jo forex say pehlay kisi na kisi website per investment ker kay us say loss ker chukay hotay hain. que kay koe bhi website ya company zayada der tak nahi tikti. is liye wo un say tang ho ker forex ko join kertay hain. jis say un kay zehno main aisay shakook peda ho jatay hain. lakin bad main sab trader ko yeah bat clear ho jati hay kay ager trader forex trading main apnay ap ko fake brokers say bacha ker chalay to us ko forex main khud kiye gay loss kay ilawa loss nahi hota. koe bhi trader ki investment lay ker kahin nahi ja skta. Trader khud hi trading main loss kerta hay ager wo forex ka experienced nahi rakhta.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Dear members assalam o alaikum, Aaj mai aap kay saath jo baat share kerna chahta hu wo hum sub kay forex trading bussiness kay barey mai wo shakook o shubhaat hain jo starting pay hamarey zehan mai atey hain. Forex trading bussiness kay barey mai hum bohat saari jaghoo pay parhtay rehtay hain, Forex traders say suntay bhi rehtay hai kay ye bohat acha bussiness hai,issay seekh kay karey,iss ka knowledge ziada sey ziada gain karey takay profit bohat ziada ho or life bann jaey. But hum mai sey kissi ko bhi yaqeen nahi hota kay hum waqai mai aik aisay bussiness mai shamil ho rahey hai jo humey ameer bana dey ga. Mairi aao sub say guzarish hai kay jab bhi koi bussiness shuru kia jaata hai wo bohat sooch samajh kay kiya jata hai.Koi bhi bussiness loss kay liye nahi start kerta. Iss liye forex trading bhi aik bussiness he hai issay bhi issi iraday kay saath start kerna chaiye. Jaisay hum dusray bussiness ko shuru kernay say pehlay achi jagah,acha spot or acha samaan rakhtay hai aisay he humey forex trading mai wo sub dusri shakal mai kerna hota hai. Forex trading mai acha knowledge ,achi practise,achi training un sub cheezo ka mutabadil hai jo dusrey conventional karoobar mai zaroori hai. Agar inn sub baatoo ko malhooz e khatir rakh kay forex trading bussiness start kia jaey ga to bilaa shubah kaamyaabi aap kay qadam choomay gi or aap dusrey logoo ko bhi join kerwanay kay liye achi tarah guide ker sakengay.
        Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading business Se Koi Chota Mota business Nahin Hai Ya Ek bahut bada aur world white business hai ismein jo Log Yaha sochte Hain Ki fake hai ya Kisi Aur Kishan ka fraud hai wa bilkul galat sochte Hain Unhe aisa nahi Socha Na chahi Kyon Ki Duniya Ke Lakhon karodo Mein hoge ise kaafi achchhi earning Hasil kar rahe hain Apne Har Kisi Ke kism ke achuk aur sab Hath ko Apne dil se nikal Dena chahiye ke Forex trading Hamein nuksan de sakti hai hi aap aise befikr hokar kar sakte hain aur acchi earning kar sakte hain Apne Ghar Walo Ko sport kar sakte hain apni education ki wakhra Jatt bhi nikal sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

          Forex trading aik online business ki waja say shoro main kafi shakoko shubhat ki zad main raha hay. que kay logo ka yeah kai zehn bana hota hay kay online kam ka koe bharosa nahi hota. is liye wo aisay kamo per aitbar nahi kertay. aur yeah wo log thay jo kay computer kay door say pehlay kay log hain ya jab computer abi aam nahi howa tha. ab jesay jesay logo ko IT ka knowledge hota ja raha hay log ko online business ka shaoor hota ja raha hay aur ab log online business per bhi aitbar kernay laga gay hain. is liye ka ab maximum kam online honay ki waja sya logo ko forex market per bhi yaqeen pukhta ho hi gia hay. jab log forex ko join ker letay hain to hi in ko idea hota hay kay un ka shuk mehz aik shak tha aur haqeeqat yeah nahi hay. Forex market aik secure market hay. aur yeah kisi kay control main nahi hay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

            Ji han Forex trading kay baray main boht sar shaqooqo shubhat hotay han maslan trading men profit ho ga ya nahen agar ho ga to kitna ho ga loss ho ga to kia banay ga kahen trding karnay wala loss ki waja say barbad to nahen ho jay ga new trader ko aksar yehi swal aor shakooko o shubhat preshan kartay rehtay han. lekin yeh sab shakooko shubhat fazool han asal men agar trading soch samajh kar ki jay to kabhi asay shakook o shubhat ki nobat hi nahen aati kiun k best trading profit hi deti hay na k loss baz dafa trader ki apni hi mistakes ki waja say thora boht loss ho jata hay lekin aik kamyab aor successful trader is ki tension nahen leta aor mzeed mehnat kar kay apni ki hoi mistakes ko door karta hay aor apnay business ko successful karta hay lehaza Forex trading kay baray men shakooko shubhat karnay ki bajay mehnat karni chahiay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

              Jahaan pe baat paisey ki ho, wahaan dil ma shukk ka paida hona aik fitrii amal ha. Is tarah investment se pehle number khayal to yahi aata ha k dhoka na ho jae yaar. Ya phir trader sochta ha k paisa doob na he na jae kahin. Ya phir gumaan hota ha k paa nahi ma seekh paoon ga ya nahi. Waghera waghera. To clear kar lain k koi fraud nahi ha yahaan ,apki apni mehnat ha. Apki apni zahanat ka result hoga jo hoga. Loss abhi tabhi face karte hain jub over confident hoty hain or raatoon raat ameer ho jana chahte hain.. stable ho k balanced move karain to loss nahi hoga. Senior se ya experienced se apni problems k solutions poochain,. Confused ho k trading na karain, is tarah ap double mind ho jaein ge , to k suitable condition nahi ha.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

                Bilkil ap ki bat sahi hy waqi esa he hota hy aksar jub hum koi bhi online business karty hein to us per humein trust nahein hota ye bat galat hy humein koi bhi business start karny sy pehly ye mind mein rakhna chahiye k hum is business sy profit karein gy lazmi to forex trading to bohut he khas business hy online dunia ka sub sy bada karobar hy humein is mein mehnat karni chahiye aur knowledge hasil karni chahiye bohut ziyada is k sath sath humein koi shak nahein karna chahiye kiyon k business koi bhi ho profit he deta hy thora bohut nuksan to real business mein bhi hota hy phir bhi ye online market place business mein humein itna nuksan nahein hota
                😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal ap ny bilkal tek kaha hy forex aik real or profitable business hy ye koi fake ni isy ham jb join krty han to baz log new traders hony ki wja sy kam knowledge or experience k sath forex m trading krty han wo smjty han itna un k liay kafi hy is sy wo jaldi ameer ban jain gy mgr asa ni hota ye experience or knowledge trading k liay bot km hota hy is wja sy unan loss ho jata hy to wo smjty han k forex aik fake business hy jb k qsoor un ka apna hota hy unan chaiy k phly forex ko achy sy learn karan study karan forex k mutaliq knowledge or experience us wakt tk hasil krty rahan jb tk perfect traders na ban jain demo py tb tk practice krty rahan jb tk ap ko forex k mutaliq sahi experience hasil na ho jaiy in sb chezon m expert ban k hi ap successful ban skty han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading Kay Barey Main Shakook o Shubhaat

                    ji bekul forex markit main kaam karty waqt insan shukoko shubhat ka shikar rehta hy qeyon keh yeh markit hi ayse hy keh is ka pta hi ni chulta keh kabhi to yeh markit achy kashy naffy muhayya kar rahi hoti hy apny trader ko or pher achanuk yahi markit ap ko dikhae dy gi keh apny membur hazrat ko nuqsan ka shikar kar diti hy asul baat yeh hy keh is markit ka taeluq hy porydunya ky sath ub chonkeh kesi bhi mulk ky halat main jaesy hi tubdili ae gy to us tabdile ka asr forrun forex markit main hony wali trading py parhy ga to ub chonkeh mulkon ky halat ka pata chulta ni hy keh yeh kesi waqt bhi tabdil ho sakty hain is lie is markit main trading karny waly bhi hamishah shukoko shubhat ka shikar rehty hain keh kia pata yeh markit kesi bhi waqt loss ki truf move mar dy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X