experience shear na karna kya achi bat hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    experience shear na karna kya achi bat hai
    experience share na karna as main kaya achi bat hai ya phir as main bory bat hai koi bata sakta hai as k e bare main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: experience shear na karna kya achi bat hai

    Humey chahiye k experience aur knowledge aik dosry k sath share kary kio k experience share karny say aur be knowledge aur experience main azafa ho jata hai.aur dosro k liye be helpful sabat hota hai. So dosto apna knowledge aur experience apny dosto k sath share kary isi main apka bahot faida hai is mian kisi kisam ka nuksan nahi hain apko.
    • #3 Collapse

      Re: experience shear na karna kya achi bat hai

      Achy traders hamaisha Apna knowledge transfer krty haen hm sb ko chaye k Apna knowledge aur experience dosroon se zrur share krean ta k jo log forex mein loss kr rahy haen wo ap ki help se profit kamana start kr daen. Agr aisa ho jata ha tu ye aik experience trader ki bht berhi kamyabi ha aur hamaen Kiya chaye k agr ksi ka Faida hamari wja se ho jye tu
      • #4 Collapse

        Re: experience shear na karna kya achi bat hai

        Ya achi bt ni ha dear ky ager hm sb ky ps ksi be bt ka knowledge hi forex ka to hm ager shear ni krty to ya both he hoti bt ha hm sb ko shear krty rahna chahey ta ky hm sb jb knowledge shear krty ha to member ka khafi faida hota ha
        • #5 Collapse

          Re: experience shear na karna kya achi bat hai

          Hany aoana expwrienwcw shere krnq chiya hany chiya ham aoana experoenwcw shere kita kry hamy apny sathbbaki logo ko hi is buisness my kamyab nmkrna chiya ham ohr tab hi isnmy kamyab ho agty hy hamy kamyabi tb hi ho sgti hy is am sy to ham agy ja sgty yy sahi trha sy
          • #6 Collapse

            Re: experience shear na karna kya achi bat hai

            No not at all. I am here to share my experiences and my knowledge with y'all. I am trading since last 5 years and I have learnt so many things in my life good and worst both. Now I have an idea about the markets even if I am not trading I sit in front of charts and analyse it for hours just to make myself more efficient. Knowledge has no limits. You learn new things everyday. I am here to support beginners with all my heart. You all are welcome. Ask me anything I will try my best to satisfy you.
            • #7 Collapse

              Re: experience shear na karna kya achi bat hai

              hmain hmwsha he dsron k sth aonaa experince sharee krna chaiyaii aur us k sth sth hmain iasey he threadss bhe posts krne chaiyaii jinse logon ko fiada hoga ...agaar hum sb apna apna expeincee share kraiin gy to hum se seniorr logon ka jb hum tk phnchaii gya too hmaiin bhe bht faidaa hOgaa
              • #8 Collapse

                Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                dear friends huma cahia ka huma apna experince ik dosra sa share karna cahia tha ka hum ik dosra sa help la saky or naffa hasil kr saky or jo insaan apna experince logo sa saher karta ha oss ka expeince ma orr azafaa hota ha orr oss ko bhi bahot kuch sekhna ko miltha ha
                • #9 Collapse

                  Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                  Gee aap ki baat theek hai forex mein humara experiance agar hai tou ussay humain doosray forex members kay sath share kerna chahyea iss sae aap kay knowledge mein koi kami nahin aye gi balkay aap kay knowledge aur experiance mein mazeed izafa ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                    G Brother Hamain Forex Business Kay Baray mein kitna Experience ho wo experience hamain dusron kay sath bhi share krna Chahiye taky wo bhi is Business say Acha Faida utha Sakain Is liye unhain Is Business Say acha Faida bhi hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                      Humey chahiye ok enjoy aur know-how aik dosry k sath percentage kary kio okay experience share karny say aur be understanding aur experience foremost azafa ho jata hai.aur dosro k liye be helpful sabat hota hai. So dosto apna understanding aur enjoy apny dosto okay sath proportion kary isi primary apka bahot faida hai is mian kisi kisam ka nuksan nahi hain apko.
                      • #12 Collapse

                        Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                        experience share na karna aik intahai fazool au ghatiya tareen harkat hai ke ap kisi ka nuksan hote hue daikhna chahte hain uar apne aik musalman bhai ki madad nahi kar rahe to ye intahai mayooskun sortehal hai ye ilm jitna phaile ga p ko utna hi faeda ho ga agar ap mehnat krna jante hain learn kiya hai knowledge gain kiya hai to ye dosron ko bhi btayen ke wo kaise ap jaisa ban sakte hain ap aesa banen ke loag ap ko follow karain na ke ap ki buri harkaton se ap se door ho jayen
                        • #13 Collapse

                          Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                          jee bulkul b nai ya achi bat nahi hay huum insan hhein humay hasad nahi karna chyia kay yr mein ous ko apna knowledge do ga tu wo aga nekal jay gi ku kay ya bat wrong hay humay humara islam b is bat ki ajazat nahi data hay humay chyia kay hum sub ko knowledge sahe kar len or ya sawab b hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                            Sir agar hum forex mien kam kerty hien tu as mien aa ker hum ko aik dosrt k sath experience zaror share kerna hota hai agar hum as mien aa ker agar acha ya bura experience rakhty hien tu hum ko sab share kerna hota hai or as say haamra bhala ho sakta hai as lye mie as mien acha kam kerta hoon or kuch na kuch earning bee kerta hoon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: experience shear na karna kya achi bat hai

                              Bhai jan agar kisi ko kafi arsa guzar gaya hain aur iske pass expriences hain to apko is mein koshih karni chahye k apna exprinces share karna chaye aur apko forex mein zada mehnat karni chahye pher ja kar ap is mein profti hail kars akte hain aur humko is mein zada mehnat karni chahye pher ja kaar ap is mein earn kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X