Umeed Chorna Nhn Chahiye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Umeed Chorna Nhn Chahiye
    Bhaai Jaan Mera Yeh sawal Hai Aap Se Ke Hamen Chahiye Ke ham as main Umeed Bilkul chorna Nhn Chahiye kyon Ke aik riski business Hai Yeh Kissi Bhi Waqat Aapke haq main Aa Sakta Hai ad main Keh Raha hon Aap ko Umeed ka daman chorna Nhn Chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

    Dear brothers forex trading men hum sub iss umeed pe aatay hen k aik na aik din hum bhi kamyab ho jaen gey aur acha profit hasil kar saken gey aur koi bhi expert ban k nhi aata shuru men sub ko loss hota hey aur phir kamyab trader ban jatay hen iss liay hamen kamyabi ki umeed rakhni chahiay mehnat aur lagan se kam karen tu forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey
    • #3 Collapse

      Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

      Dear friend app bilkal theak kha raha ho ka umeed nai chorne chaia kio ka AGR humra ziada loss hota ha tho tab hum na umeed tub hota ha agr humara loss hota ha tho zarror socha kra ka NAFaa bhi aa saktha ha
      • #4 Collapse

        Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

        Ji haan Sara aapne bilkul right kaha hai agar Hamein loss Hua Hai To Hame chahiye ki hum Apne Umaid ko Kabhi Na Chhodenge aur apni aur Vignesh ko control Karte Rahe Hai Jiski wajah se Hamein loss Hua Hai Is Tarah Hum Apni weakness ko control karte hue profit kab aa Payenge aur apne account ko bhi recover ko kar Payenge
        • #5 Collapse

          Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

          Sir agar hum forex mien aa ker umeed kerna chor dety hien tu yeh belkul bee achi bat na hai hamain as mien aa ke kai bee umeed ka daman na chorna hota hai q k agar market aj hamary haq mien na hai tu kal aa sakti hai as lye tu kahty hien k na umeedi gunah hai or hum ko as say bach ker kam kerna hota hai.
          • #6 Collapse

            Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

            Agar ap trade karte hain to apko is mein umeed kabhi bhi chorna chahye aur apko forex mein ihtiyt se kam karna chahye aur humko is mein zada mehnat karni chahye aur forexmein ap zada earn kar skate hain aur loss mein chalta hua trade profti bhi de jata hain umeed nahi chorna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

              G apki bat bilkul thek h k umeed kisi b kam mai nahi chorni chahiye or forex trading mai bilkul b nahi q k yaha market k ups and down chlty rhty hain.. Kbi market ap k haq mai to kbi apky mukhalif chli jati h isliye ap umeed qaim rkhy or trade mukammal itminan or hosly sy kry ta k apko profit ho
              • #8 Collapse

                Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                umeed ko chorna waisay bhi gunnah hay aur agar ham forex markeet main achi karkardagi krtay hain to hamko is mehnat k sath sath is achi umeed say bhi kabhi door nai rehna chaye agar ham hamaray pass forex ka knowledge kam hay to hamko is main mehnat krni hoge jis ka result hamko achi umeed say milta hay aur jo is main achi umeed nai rakhtay hain wo apnay mined say safe nai hain to unko earningg kaisay milay ge.
                • #9 Collapse

                  Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                  jo log umed chor daity hain wo log kabhe kamyab nahe ho patay hain es liye ye bohat aham hai k ham umeed ka diya kabhe b bhujnay na dain,hope he wo power hai jo hamein agay barhnay main madad daiti hai,jo log umed chor daitay hain wo kabhe bhe apnay aims hasil nahe kar saktay or jo log umeed ki base py apni struggle jaro rakhtay hain wohi log asal main at the end manzil py pohanchtay hain,
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                    Haan ji na umeed bilkul nahi hona chahiye agar start mein loss hota hey toh baad mein profit bye ho ga magr mehnat shart hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                      dear ap ki bat sahi hai ham ko as main umeed nahi chorna chaiya hai q k agar ham as main umeed ko chor den gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sak egee as liy ham ko kabi bi kysy bi hall main ham koumeed ko chorna nahio chahiy hai nas FOREX TRADING main
                      • #12 Collapse

                        Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sherali پيغام ديکھيے
                        Bhaai Jaan Mera Yeh sawal Hai Aap Se Ke Hamen Chahiye Ke ham as main Umeed Bilkul chorna Nhn Chahiye kyon Ke aik riski business Hai Yeh Kissi Bhi Waqat Aapke haq main Aa Sakta Hai ad main Keh Raha hon Aap ko Umeed ka daman chorna Nhn Chahiye
                        Assalamu alaikum bhai loss or profit to business Ka hisa Hota Hai lekin Agar Hamein loss Ho Jaaye to Hamein ummid nahi chodni chahiye aur na hi Himmat Haar nahi chahi balke Hamein apni galtiyon se sikhna chahiye Hamen Hua galtiyan dhungi chahiye Jeene ki wajah se Hamein loss Hua Hota Hai Aur Din Hum Agar unko improve kar lenge To Hamara Hamara profit Mein change hoyega Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                          forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain agar hamy kam karty howe loss ho juy to hamy ummed nahi corne chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai live trading kar saky hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                            Boss jab ham kesi b kaam mien umeed ka daman chor dete hien tu ham kamyab nahi ho akte hien as lyee ham ko forex mien her bar umeed k sath sath rehna hota h aur agar ham ko nuqsan b ho jata h tu ham ko as mien kabhi b fiker na kerna hota h aur as mien ham ko apne aap ko zehni tor per fresh rakhna hota h.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Umeed Chorna Nhn Chahiye

                              g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha ai kee ham ko as main kabhi bhi umeed nahi chorna chaiy q k agar ham as main trade lagte haibn aor ham as ka umeed chor deas ke ash hone se pahle tu ham as main kabhi bhi kamyab nahi ho sake gee

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X